Bismillahirrahmanirrahim
-------------
✦ Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega
-------------
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
-------------
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem
-------------
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-------------
✦ Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin ﷺ nabiyya
-------------
✦ Hadith 1 : Ek shakhs ne kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
✦ Allah bahut bada hai aur uske liye bahut zyada tarefein hain ALlah ki zaat paak hai , main subah sham uski paki bayan karta hu
RasoolAllah ﷺ ne farmaya kis shakhs ne ye kalimat padhe hain us shakhs ne kaha ki maine padhe hain to RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki ia kalme ke liye 12 farishte daud padhe (yani is kalme ko sunne ke baad 12 farishte ne ye khwahish zahir ki ke is kalme ko wo baargah e ilahi mein pesh kare)
Sunan Nasaii, Jild 1, 888-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : RasoolAllah ﷺ ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem
✦ Allah ki zaat paak hai aur tamam tarife usee ke liye hai,Allah ki zaat paak hai aur wo sabse buland hai
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
-------------
✦ Hadith 3 :Rasool-Allah ﷺ ne farmaya zameen par koi bhi ye kalimat kahta hai to uske gunah bakhsh diye jate hain chahe samundar ke jhaag ke barbar hi kyu na ho
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1385-Hasan
-------------
✦ Hadith 4 :
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
Rasool-Allah ﷺ ne farmaya jo shaksh subah ke waqt ye alfaz kahe to main uske liye iss baat ka zimmedar hu ki uska haath tab tak pakde rakhunga jab tak usko jannat mein dakhil na karwa du
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2963
---------
✦ Kindly Read Before share and get lot of rewards
-------------
✦ Allahu Akbar kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
-------------
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi Subhan-Allahil-Azeem
-------------
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-------------
✦ Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin ﷺ nabiyya
-------------
✦ Hadith 1 : A man stood behind the RasoolAllah ﷺ and said
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
✦ Allah is Most Great and much praise be to Allah and glorified be Allah at the beginning and end of the day).
RasoolAllah ﷺ said Who spoke these words?" A man said: "I did, O RasoolAllah ﷺ He said: Twelve angels rushed (to take them up near Allah).
Sunan Nasaii, Book 11, 886-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : RasoolAllah ﷺ said There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but they are very heavy in the balance and are very dear to The Beneficent (ALLAH), and they are
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
✦ Glory be to Allah, and Praise, Glory be to Allah, the Supreme
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415
-------------
✦ Hadith 3 :
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
The Prophet ﷺ said: Anyone upon the earth says these words his sins will be pardoned, even if they were like the foam of the sea.
Jamia Tirmizi, Book 45, 3460-Hasan
-------------
✦ Hadith 4 :
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
✦ Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
Rasool-Allah ﷺ said, Whoever says these words when he enters the morning I guarantee that I will take hold of his hand until I enter him into Paradise.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees # 2963
No comments:
Post a Comment