Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label Insaniyat (Humanity). Show all posts
Showing posts with label Insaniyat (Humanity). Show all posts

Tuesday, October 8, 2024

Hadith : Sabse behtar Nikah wo hai jo Aasan ho aur Sabse behtar Mahar wo hai jo aasan ho

  





Bismillahhirrahmanirraheem


*✦ :  Hadith : Sabse behtar Nikah wo hai jo Aasan ho aur Sabse behtar Mahar wo hai jo aasan ho*

----------

قال رَسول اللّه صلَّى اللهُ عليه وسلَّم  خَيْرُ النِّكَاحِ أَيْسَرُ و خيرُ الصَّداقِ أيسَرُه

----------

✦ : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sabse behtar Nikah wo hai jo Aasan ho aur Sabse behtar Mahar wo hai jo aasan ho ( jo aasani se ada ho jaye)

Saheeh Al-Jaami 3300 | 3279

----------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا سب سے بہتر نكاح  وہ  ہے جو آسان ہو  اور سب سے  بہتر مہر وہ ہے جو آسان ہو  ( جو آسانی سے ادا ہو جاۓ) 

صحيح الجامع  ٣٣٠٠ | ٣٢٧٩  

----------

✦ : रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया सबसे बेहतर निकाह वो है जो आसान हो और सबसे बेहतर महर वो है जो आसान हो ( जो आसानी से अदा हो जाए )
सहीह अल जामे - 3300 | 3279

----------

✦ : RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam Said The best of marriage is that which is made easiest and The best of mahrs is the simplest  (or most affordable)

Saheeh Al-Jaami 3300 | 3279

Tuesday, October 1, 2024

Hadith : Momeen Taana dene wala, Laanat karne wala, Behaya aur Badzuban nahi hota


 


Bismillahhirrahmanirraheem

✦ : Hadith : Momeen Taana dene wala, Laanat karne wala, Behaya aur Badzuban nahi hota 

-----------

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ لَيْسَ الْمُؤْمِنُ بِالطَّعَّانِ، ‏‏‏‏‏‏وَلَا اللَّعَّانِ، ‏‏‏‏‏‏وَلَا الْفَاحِشِ، ‏‏‏‏‏‏وَلَا الْبَذِيءِ  

-----------

✦ : RasoolAllah SallAllahu alaihi wasallam ne farmaya Momeen Taana dene wala, Laanat karne wala, Behaya aur Badzuban nahi hota 

Jame Tirmizi-1977- Hasan

-----------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا مومن طعنہ دینے والا، لعنت کرنے والا، بےحیاء اور بدزبان نہیں ہوتا ہے“ 

جامع ترمذی -  حسن ۱۹۷۷

-----------

✦ : रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया मोमिन ताना देने वाला, लानत करने वाला, बेहया, और बदज़ुबान नहीं होता 

जामे तिर्मिज़ी- 1977- हसन 

-----------

✦ Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam said  The believer does not insult the honor of others, nor curse, nor commit Fahishah, nor he is foul.

Jame Tirmizi - 1977- Hasan


Tuesday, October 15, 2019

Hadith : Wo shakhs momeen nahi Jo pet bhar kar khata ho jabki uska padosi bhukha ho






*Bismillahirrahmanirrahim*

✦ Hadith : Wo shakhs momeen nahi Jo pet bhar kar khata ho jabki uska padosi bhukha ho
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  ne farmaya wo shaksh momeen nahi ho sakta Jo pet bhar kar khata ho jabki uska padosi bhukha ho
Aadab Al-Mufrad (Bukhari) 112-Sahih
------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا وہ  شخص مومن نہیں ہو سکتا جو پیٹ بھر کر کھاتا ہو جب کی اس کا پڑھوسی بھوکھا ہو  
------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया वो शख्स मोमीन नहीं हो सकता जो पेट भर कर खाता हो जब की उस का पड़ोसी भूखा हो 
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said A man is not a believer who fills his stomach while his neighbour is hungry.
Aadab Al-Mufrad (Bukhari)  Book 6, 112-Sahih


Sunday, December 9, 2018

Mafhum e Hadith: Us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi






*Bismillahirahmanirrahim*

*Mafhum e Hadith: Us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi*
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis muslman ne kisi aise yateem bachche ko jiske maa aur baap dono ki wafat ho gayee ho ko apne khane peene mein apne sath rakha yaha tak ki Allah Subhanahu ne us yateem ko gani (self depend) Kar diya to us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi
Musnad Ahmed-9065-Sahih
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس مسلمان نے کسی ایسے یتیم بچچے کو جس کے  ماں اور باپ دونوں کی وفات ہو گیئ ہو  کو کھانے پینے میں اپنے ساتھ رکھا یہاں تک کہ اللہ  سبحانه نے اس یتیم کو غنی کر دیا تو اس کے لیے  لازمی  طور پر جنت واجب ہو جائے گیئ 
مسند احمد -٩٠٦٥ - صحیح 
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फरमाया जिस मुसलमान ने किसी ऐसे यतीम बच्चे को जिसके माँ और बाप दोनों की वफात हो गयी हों , को खाने पीने में अपने साथ रखा यहा तक की अल्लाह सुबहानहु ने उस यतीम को गनी कर दिया तो उस शख्स के लिए लाज़मी तौर पर जन्नत वाजिब हो जाएगी
मसनद अहमद -9065-सही
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said any muslim who feed such an orphan whose fahther and mother both died , unitll Allah makes him self depend , he will be granted Paradise for sure
Masnad Ahmed-9065-Sahih

Sunday, November 18, 2018

Hadith: Maaf Karne se Allah Subhanahu bande ko ezzat hi main badhata hai



*Bismillahirahmanirrahim*

*Hadith: Maaf Karne se Allah Subhanahu bande ko ezzat hi main badhata hai*
---------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Sadqe ne maal main kabhi koi kami nahi ki aur maaf Karne se Allah Subhanahu bande ko ezzat hi main badhata hai aur jo shakhs  sirf Allah Subhanahu ki khatir  Aajizi  ikhtiyar karta hai to Allah Subhanahu uska Maqam buland Kar deta hai
Sahih Muslim, Jild 6, 6592
------
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم نے فرمایا  صدقے نے مال میں کبھی کوئی کمی نہیں کی اور معاف کرنے سے اللہ تعالیٰ بندے کو عزت ہی میں بڑھاتا ہے اور کوئی شخص  صرف اللہ کی خاطر 
تواضع ( عاجزی ) اختیار  کرتا ہے تو  اللہ تعالیٰ اس کا مقام بلند کر دیتا ہے ۔ 
صحیح مسلم جلد ٦  ، ٦٥٩٢ 
-----
रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फरमाया सदक़े ने माल मैं कभी कोई कमी नही की और माफ़ करने से अल्लाह सुबहानहु  बंदे को ईज्ज़त ही मैं बढ़ाता है और जो शख्स   सिर्फ़ अल्लाह सुबहानहु  की खातिर आजिज़ी  इख्तियार  करता है तो अल्लाह सुबहानहु  उसका मक़ाम बुलंद कर देता है
सही मुस्लिम जिल्द 6, 6592
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Charity does not in any way decrease the wealth and the servant who forgives Allah adds to his respect, and the one who shows humility Allah elevates him in the estimation (of the people). 
Sahih Muslim Book 32, Hadith 6264


Monday, September 24, 2018

Hadith: Apne khadim (naukar) ko uski galtiyo par din mein Sattar (70) bar maaf Karo




Bismillahirrahmanirrahim

✦  Hadith: Apne khadim (naukar) ko uski galtiyo par din mein Sattar (70) bar maaf Karo
------------------
Ek Shaks Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas aaya aur arz Kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam main apne khadim (naukar) ki galtiyo ko kitni bar maaf karu ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam sunkar khamosh rahe , usne phir se apni baat dohrayee  Aap Sallallahu Alaihi Wasallam phir se khamosh rahe , teesri baar jab usne apni baat dohrayee to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya din main sattar (70) bar usay maaf Karo 
Sunan Abi Dawud, Jild 3, 1721-Sahih
-----
✦ एक शख्स रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आया और अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम मैं अपने खादिम (नौकर) की गलतियों को  कितनी बार माफ़ करूँ , आप  सुन कर खामोश रहे फिर उसने अपनी बात दोहराई, आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम फिर खामोश रहे तीसरी बार जब उसने अपनी बात दोहराई तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया दिन मैं सत्तर (70) बार उसे माफ़ करो 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 1721-सही
-----
 ایک شخص  رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم کے پاس  آیا اور عرض کی یا   رسول الله  میں اپنے خادم کی غلطیوں کو کتنی بار معاف کروں؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم یہ سن کر خاموش رہے اس نے پھر سے اپنی بات دوہرائی آپ صلی اللہ علیہ وسلم یہ پھر خاموش رہے، تیسری بار جب اس نے اپنی بات دوہرائی تو  آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  ہر دن ۷۰ ( ستر ) بار معاف کرو۔
سنن ابی داؤد جلد ۳ ۱۷۲۱ صحیح
-----
✦ Narrated Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu A man came to the RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam and asked Ya RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam how often shall I forgive a servant ? He gave no reply, so the man repeated what he had said, but he still kept silence. When he asked a third time, he replied: Forgive him seventy times daily.
Sunan Abi Dawud, Book 42, 5145-Sahih

Wednesday, January 24, 2018

Ummat ke behatreen aur badtareen log







Bismillahirrahmanirrahim

✦ *Ummat ke behatreen aur badtareen log*
-------------
✦ Abu malik ashari radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya iss ummat mai se Allah ke behtreen bande wo hai ke jinhe dekh kar Allah subhanahu yaad aa jata hai , aur iss ummat ke badtareen log wo hain jo chugal khor hain aur jo dosto (ya muhabbat karne walo) ke beech mein judayee karwate hain aur jo bequsur (pak daman) logo par gunaho ka ilzam lagate hain 
Al-Silsila-tus-Sahiha-3412
----------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا   اس امت میں سے اللہ کے بہترین بندے وہ ہیں جن کو دیکھ کر اللہ سبحانه یاد آجاتا ہے  اور اس امت کے بدترین لوگ وہ ہیں  جو چغل خور ہیں،  اور جو دوستوں (یا محبّت کرنے والوں) کے بیچ  میں جدائی کرواتے ہیں اورجو  بے قصور ( پاکدامن) لوگوں پر گناہ کا الزام  لگاتے ہیں۔ 
السلسلہ صحیحہ ٣٤١٢ 
----------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया इस उम्मत में  से अल्लाह के बेहतरीन बंदे वो है के जिन्हे  देख कर अल्लाह सुबहानहु  याद आ जाता है , और इस उम्मत के बदतरीन लोग वो हैं जो चुगल खोर हैं और जो दोस्तों (या मुहब्बत करने वालों ) के बीच में जुदाई पैदा करवाते हैं और जो बेक़ुसूर (पाक दामन) लोगो पर गुनाहों का इल्ज़ाम लगाते हैं 
अल-सिलसिला सहिहा - 3412
----------
✦ Abu malik ashari radi Allahu anhu said that RasoolAllah sallallahu alaihi wasallam said  the best among my ummah are Those who remind you of Allah when you see them. the worst among my ummah are those who go about slandering (backbiters), causing mischief among friends (or among those who loves each other) in order to separate them, and the one who blame to the innocent for the wrong action
Al-Silsila-tus-Sahiha -3412

Saturday, September 2, 2017

Meeras ke maal (Weerasat) ki taqseem Quran ki roshni mein



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Meeras ke maal (Weerasat) ki taqseem Quran ki roshni mein✦
--------------
Al Quran : Allah subhanahu tumhari aulad ke baare mein tumko hukm deta hai ki 
✦ Ek ladke ka hissa do ladkiyo ke barabar hai
✦ Aur agar mayyat ke sirf ladkiya ho do ya do se zyada to kul tarke (wirasat) mein se unka do tihayee (2 /3 yani 66.66%) hissa hoga
✦ Aur agar sirf ek ladki ho to uska hissa aadha (1/2 yani 50%) hoga ,
✦ Aur Mayyat ke maa baap ka yani dono mein har ek ka tarkey (wirasat) mein se chatha hissa (1/6 yani 16.66%) hoga ba-shart ki mayyat ke aulad ho.
✦ Aur agar aulad na ho aur sirf maa baap hi uske waris ho to maa ka hissa ek tihayee (1/3 yani 33.33%) hoga
✦ Aur agar mayyat ke bhai bhi ho to Maa ko chata hissa (1/6 yani 16.66%) diya jayega.
✦ Aur ye taqseem tarkey mayyat ki waseeyat (ki tameel) ke baad jo usne ki ho ya qarz (ki adayeegi) ke baad hogi.
✦ Tumko malum nahi ki tumhare baap (dadaao) aur beton (poto) mein se kaun tumhe zyada fayda pahuchane wala hai 
✦ Ye hisse Allah Subhanahu ke muqarra kiye huye hain aur Allah sab kuch janne wala aur hikmat wala hai
Al Quran Surah An Nisa (4), 11
----------
*Note : Ulmao ka kahna hai ki ek ladke ka hissa do ladkiyo ke barabar isliye rakha gaya hai kyunki ladke ke upar uski khud ki biwi aur bachcho ki bhi zimmedari 
hoti hai, shohar aur Biwi ka hissa isee surah ki agli aayat (12) mein bayan kiya gaya hai.*
----------
القرآن : الله سبحانه تمہاری اولاد کے بارے میں تم کو ارشاد فرماتا ہے کہ
ایک لڑکے کا حصہ دو لڑکیوں کے حصے کے برابر ہے۔ 
اور اگر اولاد میت صرف لڑکیاں ہی ہوں (یعنی دو یا) دو سے زیادہ تو کل ترکے میں ان کادو تہائی۔
اور اگر صرف ایک لڑکی ہو تو اس کا حصہ نصف۔ 
اور میت کے ماں باپ کا یعنی دونوں میں سے ہر ایک کا ترکے میں چھٹا حصہ بشرطیکہ میت کے اولاد ہو۔ 
اور اگر اولاد نہ ہو اور صرف ماں باپ ہی اس کے وارث ہوں تو ایک تہائی ماں کا حصہ۔ 
اور اگر میت کے بھائی بھی ہوں تو ماں کا چھٹا حصہ۔ 
(اور یہ تقسیم ترکہ میت کی) وصیت (کی تعمیل) کے بعد جو اس نے کی ہو یا قرض کے (ادا ہونے کے بعد جو اس کے ذمے ہو عمل میں آئے گی) 
تم کو معلوم نہیں کہ تمہارے باپ (دادؤں) اور بیٹوں )(وتوں) میں سے کون تمہیں زیادہ فائدہ پہنچانے والا ہے
یہ حصے الله سبحانه کے مقرر کئے ہوئے ہیں اور الله سب کچھ جاننے والا اور حکمت والا ہے
سورة النساء (٤) آیت ١١
---------

✦ विरासत की तक़सीम कुरान की रौशनी में 
---------
अल कुरान : अल्लाह सुबहानहु तुम्हारी औलाद के बारे में तुमको हुक्म देता है की 
✦ एक लड़के का हिस्सा दो लड़कियों के बराबर है
✦ और अगर मय्यत के सिर्फ़ लड़कियां हो दो या दो से ज़्यादा तो कुल तरके (विरासत) में से उनका दो तिहाई (2 /3 यानी 66.66%) हिस्सा होगा
✦ और अगर सिर्फ़ एक लड़की हो तो उसका हिस्सा आधा (1/2 यानी 50%) होगा ,
✦ और मय्यत के माँ बाप का यानी दोनो में हर एक का तरके (विरासत) में से छठा हिस्सा (1/6 यानी 16.66%) होगा बशर्त की मय्यत के औलाद हो.
✦ और अगर औलाद ना हो और सिर्फ़ मा बाप ही उसके वारिस  हो तो माँ का हिस्सा
एक तिहाई (1/3 यानी 33.33%) होगा
✦ और अगर मय्यत के भाई भी हो तो माँ को छटा हिस्सा (1/6 यानी 16.66%) दिया जाएगा.
✦ और ये तक़सीम मय्यत की वसीयत (की तामील) के बाद जो उसने की हो या क़र्ज़ (की अदाईगी) के बाद होगी.
✦ तुमको मालूम नही की तुम्हारे बाप (दादाओं) और बेटों (पोतों) में से कौन तुम्हे ज़्यादा फ़ायदा पहुचाने वाला है 
✦ ये हिस्से अल्लाह सुबहानहु के मुक़र्रर किए हुए हैं और अल्लाह सब कुछ जानने वाला और हिकमत वाला है
अल क़ुरान सुरह अन निसा (4), 11
---------
*नोट : उलमाओं का कहना है की एक लड़के का हिस्सा दो लड़कियो के बराबर इसलिए रखा गया है क्यूंकी लड़के के उपर उसकी खुद की बीवी और बच्चो की भी ज़िम्मेदारी होती है, शोहर और बीवी का हिस्सा इसी सुराह की अगली आयात (12) में 
बयान किया गया है.*
----------
✦ How to Divide An Inheriance. 
----------
Al Quran : Allah Subhanhu commands you as regards your children's (inheritance)
✦ To the male, a portion equal to that of two females; 
✦ If (there are) only daughters, two or more, their share is two-thirds (2/3 or 66.66%) of the inheritance;
✦ If only one, her share is a half. (1/2 or 50%)
✦ For parents, a sixth share (1/6 or 16.66%) of inheritance to each if the deceased left children;
✦ If no children, and the parents are the (only) heirs, the mother has a third; (1/3 or 33.33%)
✦ If the deceased left brothers (or sisters), the mother has a sixth.
✦ (The distribution in all cases is) after the payment of legacies he may have bequeathed or (after paying) debts.
✦ You know not which of them, whether your parents or your children, are nearest to you in benefit; 
✦ (these fixed shares) are ordained by Allah Subhanhu. And Allah is Ever All-Knower, All-Wise.
Surah An-Nisa (4) Verse 11
----------
*Note : Scholar explained that male will have a portion equal to that of two females because male has the responsibilty of his wiffe and kids too, 
The share of the inheritance for the wife or husband has been described in another verse (12) of this surah.*


Hadith : Us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta



Bismillahirrahmanirrahim
---------------
✦ Hadith : Us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta
---------------
✦ Uqba bin aamir radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shakhs mein koi khair (bhalayee) nahi jo mehman
nawazi nahi karta
Masnad Ahmed ,17088 -Sahih
Al-Silsila As-Sahiha - 193

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho usko apne memhman ki ezzat karni chahiye
Sahih Bukhari, Jild 7, 6135
---------------
عقبہ بن عامر‌رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اس شخص میں کوئی خیر( بھلائی) نہیں جو مہمان نوازی نہیں کرتا
سلسلہ صحیحہ ١٩٣ 
مسند احمد ١٧٠٨٨-صحیح 
---------------
رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جو شخص اللہ اور آخرت کے دن پر ایمان رکھتا ہو اسے اپنے مہمان کی عزت کرنی چاہیئے
صحیح بخاری جلد ٧، ٦١٣٥ 
---------------
✦ उक़्बा बिन आमिर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया उस शख्स में कोई खैर (भलाई) नही जो मेहमान नवाज़ी नही करता
मसनद अहमद ,17088 -सही
अल-सिलसिला आस-सहिहा - 193
---------------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स अल्लाह और आख़िरत पर यकीन रखता हो उसको अपने मेहमान की इज्ज़त करनी चाहिए 
सही बुखारी, जिल्द 7 , 6135


✦ Narrated by uqba bin aamir Radi Allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said There is no good in a person who does not entertain guests.
Masnad Ahmed ,17088 -Sahih 
Al-Silsila As-Sahiha - 193

✦ Narrated Abu Shuraih Al-Kabi Radi Allahu anhu The Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, Whoever believes in Allah and the Last Day, should serve his guest generously.
Sahih Bukhari, Book 73, Hadith 156


Saturday, August 5, 2017

Hadith : Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai




Bismillahirrahmanirrahim


✦ Hadith : Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai 
----------
✦ Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai ab usko chahiye jo baqi (aadha deen) hai usmein Allah se darta rahe.
Al Silsila As Sahiha , 1895

✦ Aisha Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Nikah meri sunnat hai aur jo koi meri sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi, Nikah kiya karo isliye ki tumhari zyada tadad par main dusri ummato ke samne fakhr karunga, jismein istitaat (capacity) ho wo to nikah kar le aur jismein istitaat na ho wo roze rakhe , wo isliye ki roza uski shahwat ( nafsani khwahishat) ko tod dega.
Sunan Ibn majah, Vol 2, Hadith 2-Hasan
----------
رسول اللہ ﷺنے فرمایا: جب بندہ نکاح کرتا ہے تو اپنا آدھا دین مکمل کرلیتا ہے، اب اسے چاہئے جو باقی ہے اس میں اللہ سے ڈرتا رہے۔ 
السلسلہ صحیحہ ١٨٩٥ 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نکاح میری سنت اور میرا طریقہ ہے، تو جو میری سنت پہ عمل نہ کرے وہ مجھ سے نہیں ہے، تم لوگ شادی کرو، اس لیے کہ میں تمہاری کثرت کی وجہ سے دوسری امتوں پر (قیامت کے دن) فخر کروں گا، اور جو صاحب استطاعت ہوں شادی کریں، اور جس کو شادی کی استطاعت نہ ہو وہ روزے رکھے، اس لیے کہ روزہ اس کی شہوت کو کچلنے کا ذریعہ ہے۔
سنن ابن ماجہ جلد ٢ حدیث ٢-حسن 
----------
✦ अनस बिन मालिक रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब बन्दा निकाह (शादी) करता है तो अपना आधा दीन मुकम्मल कर लेता है अब उसको चाहिए जो बाक़ी (आधा दीन ) है उसमें अल्लाह से डरता रहे.
अल सिलसिला साहिहा , 1895

✦ आईशा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया निकाह मेरी सुन्नत है और जो कोई मेरी सुन्नत पर अमल ना करे उसका मुझसे कोई ताल्लुक़ नही, निकाह किया करो इसलिए की तुम्हारी ज़्यादा तादाद पर मैं दूसरी उम्मतों के सामने फख्र करूँगा, जिसमें इस्तिताअत हो वो तो निकाह कर ले और जिसमें इस्तिताअत ना हो वो रोज़ रखे , वो इसलिए की रोज़ा उसकी शहवात ( नफसानी ख्वाहिशात) को तोड़ देगा.
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, हदीस 2-हसन

---------------

✦ Hadith : When a slave (of Allah) marries he has fulfilled half of the deen (religion)

----------
✦ Anas bin malik Radi Allahu anhu reported that The Messenger of Allah (ﷺ) said When a slave (of Allah) marries he has fulfilled half of the deen (religion); so let him fear Allah regarding the remaining half.
Al Silsila As Sahiha , 1895

✦ It was narrated from Aishah Radhi allahu anha that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: “Marriage is part of my sunnah, and whoever does not follow my sunnah has nothing to do with me. Get married, for I will boast of your great numbers before the nations. Whoever has the means, let him get married, and whoever does not, then he should fast for it will diminish his desire.”
Sunan Ibn majah, Book 9, 1846-Hasan


Friday, September 23, 2016

✦ Mafhum-e-Hadith: Raaste mein takleef dene wali cheezo ko hatane ka sawab



Bismillahirrahmanirrahim
✦ Mafhum-e-Hadith: Raaste mein takleef dene wali cheezo ko hatane ka sawab
----------

✦ Abu Huraira Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya ek shakhs raaste par chal raha tha ki usne waha kaante daar daali dekhi , usne usko hata diya to Allah subhanahu ne uska ye amal Qubul kiya aur uski magfirat farma di
Sahih Bukhari, Jild 3, 2472

✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Maine jannat mein Ek Shaksh ko Maze karte huye dekha jisne ek aise darakht ko raah mein se kaat diya tha jis se logon ko takleef hoti thi
Sahih Muslim, vol 6, 6671
-----------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया एक शख्स रास्ते पर चल रहा था की उसने वहां काँटेदार डाली देखी , उसने उसको हटा दिया तो अल्लाह सुबहानहु ने उसका ये अमल क़ुबूल किया और उसकी मगफिरत फरमा दी
सही बुखारी, जिल्द 3, 2472

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मैने जन्नत में एक शख्स को मज़े करते हुए देखा जिसने एक ऐसे दरख़्त को राह में से काट दिया था जिस से लोगों को तकलीफ़ होती थी
सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6671
------------
ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ رسول کریم صلی اللہ علیہ  وسلم نے فرمایا ، ایک شخص راستے پر چل رہا تھا کہ اس نے وہاں کانٹے دار ڈالی دیکھی ۔ اس نے اسے اٹھا لیا تو اللہ تعالیٰ نے اس کا یہ عمل قبول کیا اور اس کی مغفرت کر دی ۔

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت کرتے ہوئے فرماتے ہیں کہ میں نے ایک ایسے آدمی کو جنت میں دیکھا کہ جس آدمی نے راستے میں ایک ایسے درخت کو کاٹ دیا تھا (جسکی وجہ سے) لوگوں کو تکلیف ہوتی تھی۔

-----------------------------------------

✦ Narrated Abu Huraira Radi Allahu anhu Allah's Messenger may peace be upon him said, "While a man was on the way, he found a thorny branch of a tree there on the way and removed it. Allah thanked him for that deed and forgave him."
Sahih Bukhari, Book 43, Hadith 652


✦ Abu Huraira reported Allah's Messenger may peace be upon him said that I saw a person enjoying himself in paradise because of the tree that he cut from the path which was a source of inconvenience to the people. 
Sahih Muslim, Book 32, 6341

Sunday, May 1, 2016

Hadith: Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai



Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Har wo Shakhs jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai un par dozakh ki aag haram hai
-------------

★ Al Quran : Logon se apna rukh na pher aur Zameen par itra kar na chal beshak ALLAH kisi Takabbaur karne wale, itrane wale ko pasand nahi karta 
Surah Luqman, (31), # 18

✦ Abdullah bin Masud radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne faramya 
Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin par Dozakh 
ki aag haram hain aur wo aag par haram hain, har wo Shakhs
jo apne qareeb ke logon ke liye aasani aur sahulat paida karta hai (un sab par dozakh ki aag haram hai) 
Jamia Tirmizi,Jild 2,377-Hasan

-------------
★ अल क़ुरान : लोगों से अपना रुख़ ना फेर और ज़मीन पर इतरा कर ना चल बेशक अल्लाह किसी तकब्बुर करने वाले , इतराने वाले को पसंद नही करता 
अल क़ुरान : सुरह लुक़मान, (31), # 18

✦ अब्दुल्लाह बिन मसूद रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया क्या मैं तुमको ऐसे लोगों के मुताल्लिक न बताऊँ जिन पर दोज़ख की आग हराम है और वो आग पर हराम हैं , हर वो शख्स जो अपने करीब के लोगों के लिए आसानी और सहूलत पैदा करता है (उन सब पर दोज़ख की आग हराम है)
जामिया तिरिमिज़ी , जिल्द 2, हदीस 377-हसन 
-------------
لوگوں سے (غرور کے ساتھ) اپنا رخ نہ پھیر، اور زمین پر اکڑ کر مت چل، بیشک اﷲ ہر متکبّر، اِترا کر چلنے والے کو ناپسند فرماتا ہے


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”کیا میں تمہیں ایسے لوگوں کی خبر نہ دوں جو جہنم کی آگ پر یا جہنم کی آگ ان پر حرام ہے؟ جہنم کی آگ لوگوں کے قریب رہنے والے، آسانی کرنے والے، اور نرم اخلاق والے پر حرام ہے“

------------------

★ Al Quran: And turn not your face away from men with pride, nor walk in insolence through the earth. Verily, ALLAH likes not any arrogant boaster.
Surah Luqman, (31), # 18

✦ Abdullah bin Masud narrated that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said:
Shall I not inform you of whom the Fire is unlawful and he is unlawful for the Fire? Every person who is polite, and easy(to deal with) to the people near.
Jamia Tirmizi, Book 11, 2488-Hasan

Sunday, December 13, 2015

Hadith: Tumhe har jaandar (living being) par Neki karne ka sawab milta hai




Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Tumhe har jaandar (living being) par Neki karne ka sawab milta hai

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek shaksh raaste mein chal raha tha ki use Shiddat ki pyas lagi use ek kuwa (well) mila aur usne usmein utar kar pani piya jab bahar nikla to wahan ek kutta dekha jo haanph (panting) raha tha pyas ki wajah se aur tari ya Geeli Mitti (mud) ko chaat raha tha us shaksh nekaha ki ye kutta bhi utna hi pyasa dikh raha hai jitna ki main , isliye wo phir kuwe (well) mein utra aur apne jute mein pani bhara aur munh se pakad kar upar laya aur kutte ko pani pilaya ALLAH taala ne uske is amal ko pasand farmaya aur uski maghfirat kar di.Sahaba Radhi Allahu Anhuma ne arz kiya ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam kya humein janwaron ke saath neki karne ka bhi sawab milta hai Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tumhe har jaandar (living being) par Neki karne ka sawab milta hai

Sahih Bukhari, Vol 7, 6009

Jaber bin Abdullah Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya har Neik kaam sadqa hai.

Sahih Bukhari, Vol 7, 6021
-----------------
अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया एक शख्स रास्ते में चल रहा था की उसे शिद्दत की प्यास लगी उसे एक कुआ मिला और उसने उसमें उतर कर पानी पिया जब बाहर निकला तो वहाँ एक कुत्ता देखा जो प्यास की वजह से हाँफ रहा था और तरी या गीली मिट्टी को चाट रहा था उस शख्स ने कहा की ये कुत्ता भी उतना ही प्यासा दिख रहा है जितना की मैं , इसलिए वो फिर कुए में उतरा और अपने जूते में पानी भरा और मुँह से पकड़ कर उपर लाया और कुत्ते को पानी पिलाया अल्लाह सुबहानहु ने उसके इस अमल को पसंद फरमाया और उसकी मगफिरत कर दी.
सहाबा रदी अल्लाहू अन्हुमा ने अर्ज़ किया की या रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम क्या हमें जानवरों के साथ भी नेकी करने का भी सवाब मिलता है आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम्हे हर जानदार के साथ नेकी करने का सवाब मिलता है
सही बुखारी, जिल्द 7, 6009


जाबीर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हर नेक काम सदका है 

सही बुखारी, जिल्द 7, 6021

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ نے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ایک شخص راستہ میں چل رہا تھا کہ اسے شدت کی پیاس لگی اسے ایک کنواں ملا اور اس نے اس میں اتر کر پانی پیا ۔ جب باہر نکلا تو وہاں ایک کتا دیکھا جو ہانپ رہا تھا اور پیاس کی وجہ سے تری کو چاٹ رہا تھا ۔ اس شخص نے کہا کہ یہ کتا بھی اتنا ہی زیادہ پیاسا معلوم ہو رہا ہے جتنا میں تھا ۔ چنانچہ وہ پھر کنویں میں اترا اور اپنے جوتے میں پانی بھرا اور منہ سے پکڑ کر اوپر لایا اور کتے کو پانی پلایا ۔ اللہ تعالیٰ نے اس کے اس عمل کو پسند فرمایا اور اس کی مغفرت کر دی ۔ صحابہ کرام نے عرض کیا کہ یا رسول اللہ ! کیا ہمیں جانوروں کے ساتھ نیکی کرنے میں بھی ثواب ملتا ہے 
آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ تمہیں ہر تازہ کلیجے والے پر نیکی کرنے میں ثواب ملتا ہے 


حضرت جابر بن عبداللہ رضی اللہ عنہما نے کہ نبی کریم  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ہر نیک کام صدقہ ہے ۔
---------------------------------------------------------------------------

Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "While a man was walking on a road. he became very thirsty. Then he came across a well, got down into it, drank (of its water) and then came out. Meanwhile he saw a dog panting and licking mud because of excessive thirst. The man said to himself "This dog is suffering from the same state of thirst as I did." So he went down the well (again) and filled his shoe (with water) and held it in his mouth and watered the dog. ALLAH thanked him for that deed and forgave him.

The Companion Radhi Allahu Anhuma of asked, "O ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! Is there a reward for us in serving the animals?" He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "(Yes) There is a reward for serving any animate (living being) ."
Sahih Bukhari, Book 73, No. 38 

Narrated Jabir bin 'Abdullah Radhi Allahu Anhuma: The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, Enjoining, all that is good is a Sadaqa." 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 50