Only-Quran-Hadith Quiz 293
Sawal : Wo kaunsi namaz hai jiske padhne wale ke liye Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi wasallam ne ye dua ki ki Allah us par raham
farmaye jo usko
padhe ?
A. Asar se pahle 4 rakat
B. Zuhar se pahle 4 rakaat
C. Isha ke baad 4 rakaat
D. Zuhar ke baad 4 rakat
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------
Quiz : What is that prayer for it Prophet sal-Allahu alauhi wasallam
said
May Allah have mercy upon a person who prays it ?
A. Four rakah before Asr
B. Four rakah before Zuhar (dhuhar)
C. Four rakah After isha
D. Four rakah AFTER Zuhar (dhuhar)
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab
A. Asar se pahle 4 rakat
-------------
✦ Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam Asar se pahle 4 rakaat (sunnat)
padhte they
Jamia Tirmizi, Jild 2,410-Hasan
✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat
hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanhu us
bande par raham farmaye jo asar se pahle chaar rakaat (sunnat) padhe
Jamia Tirmizi, Jild 2,411-Hasan
----------
✦ Ali Radi Allahu Anhu narrated The
Prophet Sallallahu Alaihi wasallam used to pray four Rak'ah before Al-Asr
Jamia Tirmizi, Book 2, Hadith 429-Hasan
✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu narrated
that The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said: May Allah have mercy upon a
person who prays four before Al-Asr.
Jamia Tirmizi, Book 2, Hadith 430-Hasan
No comments:
Post a Comment