Only-Quran-Hadith Quiz 227
Sawal: Quran ke hisab se Ammarah (َأَمَّارَةٌ) kya hai ?
A. jannat ki hoor
B. Dozakh ki aag
C. Maut ka Farishta
D. Qayamat
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------
Quiz: According Quran , Whats is Ammarah (َأَمَّارَةٌ ) ?
A. Hoor of jannah
B. Hell-Fire
C. The angel of death
D. Qayamah
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab hai E. inmein se koi nahi kyunki Ammara ek nafs hai
---------
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
----------
وَمَا أُبَرِّئُ نَفْسِي ۚ إِنَّ النَّفْسَ لَأَمَّارَةٌ بِالسُّوءِ إِلَّا
مَا رَحِمَ رَبِّي ۚ إِنَّ رَبِّي غَفُورٌ رَّحِيمٌ
----------
Al Quran :Aur main apne nafs ko paak saaf nahi kahta , kyunki Nafs-e-Ammara
(insan ko) Burayee sikhata rahta hai , magar mera RAb raham karega , beshak
mera RAB bakhshne wala meharban hai
Surah Yusuf, (12), Aayat 53
----------
Correct answer is E. None of the
above because its a kind of Soul (Nafs)
----------
Al Quran : And I free not myself (from the blame). Verily, the (Ammara)
soul is inclined to evil, except when my Lord bestows His Mercy (upon whom He
wills). Verily, my Lord is Oft-Forgiving, Most Merciful.
Surah Yusuf, (12), Aayat 53
No comments:
Post a Comment