Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, August 31, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1210* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1210* ❗


*Sawal 1 : كَالصَّرِيمِ - kaalssareemi / KassareemI - ka matlab kya hai*

A. Kati huyee kheti
B. Munh ke bal Ondhe padhe huye 
C. Aankho ki roshni le jane wali chamak
D. Kaano ko bahra kar dene wali Gunj
E. Khajur ke khokhle taney
F. Khaya hua Chara
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Ye Azab kis par aaya tha ?*

A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al Jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Hijr
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1210* ❗

*Sawal 1 : What is the meaning of  كَالصَّرِيمِ - kaalssareemi / Kassareemi* ? 

A. Reaped
B. Upside down
C. A light which takes the eyesight
D. A Loud Noise which takes the hearing 
E. Hollow trunk of palm tree
F. Eaten crop
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*Sawal 2 : This punishment came to whom ?*

A. Ashab Al Qariyah
B. Ashab Al Ukhdud
C. Ashab Al Jannat
D. Ashab Al Sabt
E. Ashab Al Madyan
F. Ashab Al Hijr
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)



*Bismillahirrhamanirraheem*

*💐✅ Sahi Jawab : AC 💐✅*
-----
إِنَّا بَلَوْنَاهُمْ كَمَا بَلَوْنَا أَصْحَابَ الْجَنَّةِ إِذْ أَقْسَمُوا لَيَصْرِمُنَّهَا مُصْبِحِينَ وَلَا يَسْتَثْنُونَ
فَطَافَ عَلَيْهَا طَائِفٌ مِّن رَّبِّكَ وَهُمْ نَائِمُونَ فَأَصْبَحَتْ كَالصَّرِيمِ
-----
Al Quran : Hamne un logo ki usee tarah aazmayeesh ki jis tarah baag walon (Ashab Al jannat) ki aazmayeesh ki thi 
Jab unhone qasmein kha kha kar kaha tha ki subah hote hote ham is baag ka mewa tod lenge aur inn sha Allah nahi kaha
so wo abhi so hi rahe they ki tumahare Rabb ki taraf se (raatoon raat) us par ek aafat phir gayee 
to wo aisa ho gaya jaise kati huyee kheti (yani Kassareemi)
*Surah Al-Qalam 68 : 17-20*


Bismillahirrhamanirraheem

*💐✅ Answer: AC 💐✅*
-----
إِنَّا بَلَوْنَاهُمْ كَمَا بَلَوْنَا أَصْحَابَ الْجَنَّةِ إِذْ أَقْسَمُوا لَيَصْرِمُنَّهَا مُصْبِحِينَ وَلَا يَسْتَثْنُونَ
فَطَافَ عَلَيْهَا طَائِفٌ مِّن رَّبِّكَ وَهُمْ نَائِمُونَ فَأَصْبَحَتْ كَالصَّرِيمِ
-----
Indeed, We have tried them as We tried the companions of the garden (Ashab Al jannat), when they swore to cut its fruit in the [early] morning Without making exception.
So there came upon the garden an affliction from your Lord while they were asleep.
And it became as though reaped.
*Surah Al-Qalam 68 : 17-20*

Sunday, August 30, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗


*Sawal: Allah subhanahu ko kaunse 3 Aamal sabse ziyada pyare hain usko zyada se kam mein tarteeb dijiye , yani jo sabse zyada Allah ko pyara amal hai wo sabse pahle likhe aur ans is tarah dijiye CBA.....?*

A.Tahajjud ki namaz padhna
B. Sila Rahmi karna
C. Tauba Astagfar karna
D. Allah ke raaste mein jihad karna 
E. Waldein ki saath Neik suluq karna
F. Waqt par namaz parhna
G. Sadqa karna
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1209* ❗

*Quiz : Arrange three dearest deeds to Allah,  in order by from more to less , the deeds which is mot dearest should come first ?*

A. Praying Tahajjud 
B. To be good  with relatives
C. Asking Forgivensss (Astagfar)
D. Fighting in the way of Allah
E. To be good with Parents
F. To offer the prayers at times
G. Charity (Sadqa)
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)


*💐✅ Sahih Jawab : FED 💐✅*
-----
Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu  se rivayat hai ki mainey Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah subhanahu  ki baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna, mainey pucha iskey baad Aapne farmaya Allah ke raaste mein Jihad karna.
Sahih Bukhari,  527


*💐✅ Answer: FED 💐✅*
-----
Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu  :I asked the Prophet Peace be upon him  "Which deed is the dearest to Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause." 
Sahih Bukhari,  Volume 1, Book 10, Number 505:


Saturday, August 29, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1208* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1208* ❗


*Ek baar kisi ne khwab mein dekha ki ek Nabee hain unke haath mein ek bottle hai jismein khoon hai*

*Sawal 1 : Wo khwab kisne dekha tha ?*

A. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam
B. Uthman Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D. Umar Radi Allahu Anhu
E. Abbas Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Wo khoon kis ka tha ?*

A. Shuhada e Badr ka
B. Shuhada e Karbala ka
C. Shuhada e Uhad ka
D. Adam alaihi salam ke bete Habil ka
E. Utman Radi Allahu Anhu ka
F.  Hamza Radi Allahu Anhu ka
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)




❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1208* ❗

*Once somebody saw in his dream that there is a Prophet and hodling a bottle in which there is some blood*

*Quiz 1 : Who saw that dream ?*

A. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam
B. Uthman Radi Allahu Anhu
C. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
D. Umar Radi Allahu Anhu
E. Abbas Radi Allahu Anhu
F. Ali Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)

*Sawal 2 : That blood belong to whom ?*

A. The Martyr of Badr
B. The Martyr of Karbala
C. The Martyr of Uhud
D. Habil, The son of Adam Alaihi Salam
E. Utman Radi Allahu Anhu ka
F. Hamza Radi Allahu Anhu ka
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)

💐✅ Sahih Jawab : GB 💐✅
-----
Sayyadna Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai KI main dupher ke waqt khwab mein Nabi Sallallahu Alaihi wasallam ko dekha ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam khade they aur Aapke sir ke baal bikhre huye aur gubar aalud hain aur Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke haath mein ek sheeshi hai jis mein khoon tha maine kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mere maa baap aap par fida ho ye kya hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ye Hussain Radi Allahu Anhu aur unke sathiyon ka khoon hai jisko main aaj jama kar raha hu humne us din ka hisab lagaya to wo wahi din tha jis din Sayyadna Hussain Radi Allahu Anhu shaheed huye they 
Musnad Ahmed - 12423-Sahih

💐✅ Answer : GB 💐✅
-----
Narrated Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : One day at midday he saw in a dream Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam  dishevelled and dusty with a bottle containing blood in his hand , I asked him I would give my father and mother as ransom for you, what is this Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ? He replied, "This is the blood of Al-Hussain and his companions (Martyr of karbala) which I have been collecting today. He told that he was reckoning that time and found that he had been killed at that time.
Musnad Ahmed-12423-Sahih

Thursday, August 27, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1207* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1207* ❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se kaun kaun Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke Ahl-e-baith hain ?*

A. Mahdi Alaihi salam
B. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
C. Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu
D. Abdullah bin Jafar Radi Allahu Anhu
E. Musleem bin Aqeel Radi Allahu Anhu
F. Ramla Radi Allahu Anha
G. Juweriyyah Radi Allahu Anha
H. Rabbi Zidni ilman


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1207* ❗

*Answers are more than one*

*Sawal : Who are the the people of the Household (Ahl-e-Bait) of Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ?*

A. Mahdi Alaihi salam
B. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
C. Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu
D. Abdullah bin Jafar Radi Allahu Anhu
E. Musleem bin Aqeel Radi Allahu Anhu
F. Ramla Radi Allahu Anha
G. Juweriyyah Radi Allahu Anha
H. Rabbi Zidni ilman


*💐✅ Sahih Jawab : ACDEFG 💐✅*
-----
✦ *Ramla Radi Allahu Anha Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ki biwi thi jinko Umm Habiba bhi kaha jata tha*
-----
✦ Hushain bin hayyan se rivayat hai ki Zaid radi allahu anhuma ne kaha ki ek din Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam khutba sunane ke liye khade huye aur farmaya main tumhare beech do bhari cheezein chorh kar ja raha hu ek to Allah ki kitab hai jismein hidayat aur noor hai to Allah ki kitab ko thame raho aur isko mazbuti se pakde raho aur dusri cheez mere ahl-e-bait hain
main Allah ki yaad dilata hu tumhe mere ahl-e-bait ke mutalliq 

✦ Hushain Radi Allahu Anhu ne kaha Ahl-e-bait kaun hain Eh zaid ? Kya Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ki biwiya Ahl-e-bait nahi hain ? Zaid radi allahu anhu ne kaha ki biwiya bhi Ahl-e-bait mein dakhil hain , Aur Ahl-e-bait wo hain jin par zakat haram hai Hushain radi allahu anhu ne kaha ki wo kaun log hain ? Zaid Radi Allahu Anhu  ne kaha ki Wo Ali aur Aqil aur jafar aur Abbas radi Allahu Anhuma ki Auladein hain phir Hushain ne pucha ki in sab par sadqa haram hai to zaid radi allahu anhu ne kaha haan
Sahih Muslim,  6225

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne faramaya Mahdi Alaihi Salam mere Ahl-e-Bait mein se honge
Sunan Ibn Majah 4085-Hasan



*💐✅ Answer : ACDEFG 💐✅*
-----
✦ *Ramla Radi Allahu Anha was the wife of Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam and her other name was Umm Habiba*
-----
✦ Narrated by Hussain bin hayyan that Zaid radi allahu anhuma said One day Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam stood up to deliver sermon and said I am leaving among you two weighty things: the one being the Book of Allah in which there is right guidance and light, so hold fast to the Book of Allah and adhere to it. He exhorted (us) (to hold fast) to the Book of Allah and then said: The second are the members of my household (Ahl-e-bait) I remind you (of your duties) to the members of my family. He (Husain) said to Zaid: Who are the members of his household (Ahl-e-bait)? Aren't his wives the 
members of his family?

✦ Thereupon He said: His wives are the members of his family (but here) the members of his family are those for whom acceptance of Zakat is forbidden. And he said: Who are they? Thereupon he said: Ali and the offspring of Ali, Aqil and the offspring of Aqil and the offspring of Ja'far and the offspring of Abbas. radi allahu anhumaHusain said: These are those for whom the acceptance of Zakat is forbidden. Zaid said: Yes
Sahih Muslim, Book 31, 5920

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Mahdi Alaihi Salam is one of us, the people of the Household (Ahl-e-Bait)
Sunan Ibn Majah 4085-Hasan

✦ Ghar ka mahol achcha banane aur aur biwi bachcho ko neik banane ki dua

 








Bismillahirrahmanirraheem

✦ Ghar ka mahol achcha banane aur aur biwi bachcho ko neik banane ki dua
-------
رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا
-------
✦ Rabbana Hab Lana Min Azwajina Wa Zurriyatina Qurrata Aayunin WajAalna Lilmuttaqeena Imama
-------
اے ہمارے رب ہم کو ہماری بیویوں اور اولاد کی طرف سے آنکھوں کی ٹھنڈک عطا فرما اور ہمیں پرہیزگاروں کا امام بنا
-------
✦ Eh hamare RABB  humko hamari biwiyo aur aulado ki taraf se aankho ki thandak ata farma aur humko parhezgaro ka Imam bana
-------
✦ एह हमारे रब्ब हमको हमारी बीवियों और औलादों की तरफ से आँखों की ठंडक अता फरमा और हमको परहेज़ गारों का इमाम बना 
-------
✦ Our Lord grant us from our wives and our offspring the comfort of our eyes, and make us leaders of the righteous.
-------
Al Quran Surah Al-Furqan 25 : 74



Mafhum-e-Hadith - Ashura ke roza Guzre huye saal ke gunahon ka kaffara hai

 



Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith - Ashura ke roza Guzre huye saal ke gunahon ka kaffara hai
----------------------
Abu Qatada al-Ansari radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi se Asura (10 Muharram) ke din ke rozey ke bare mein pucha to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne faramaya ye Guzrey huye saal ke gunahon ka kaffara hai
Sahih Muslim, Vol 3, 2747

Abu Said khudri Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya ki jo ek din Roza rakhe Allah ki raah mein to Allah uske munh ko 70 baras ki raah tak dojakh se dur kar deta hai 
Sahih Muslim ,Vol 1, 2713
----------------------
حضرت ابو قتادہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے آپ صلی اللہ علیہ وسلم سے عاشورہ کے دن کے روزے کے بارے میں پوچھا گیاٍ ۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : "" وہ گزشتہ سال کے گناہوں کا کفارہ بن جاتاہے ۔
صحیح مسلم جلد ۳  ٢٧٤٧ 

حضرت ابو سعید خدری رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے : میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو یہ فر ما تے ہو ئے سنا : " جس نے اللہ کی راہ میں ایک دن کا روزہ رکھا اللہ تعا لیٰ اس کے چہرے کو ( جہنم کی ) آگ سے ستر سال کی مسافت تک دور کر دیتا ہے ۔

صحیح مسلم جلد ۱ ۲۷۱۳
----------------
अबू क़तादा अल-अंसारी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूलअल्लाह सल्लल्लाहु अलैही  वसल्लम से आशुरा  (10 मुहर्रम) के दिन के रोज़े  के बारे में पूछा तो आप सल्लल्लाहु अलैही  वसल्लम  ने फरमाया ये गुज़रे हुए साल के गुनाहों का कफ्फारा है
सही मुस्लिम, जिल्द 3, 2747

अबू सईद खुदरी रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसुलअल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम  ने फरमाया की जो एक दिन रोज़ा रखे अल्लाह की राह में तो अल्लाह उसके मुँह  को 70 बरस की राह तक दोजख से दूर कर देता है 
सही मुस्लिम जिल्द 1, 2713
----------
Abu Qatada al-Ansari (Allah be pleased with him) reported that the Messenger of Allah (may peace be upon him) was asked about was asked about fasting on the day of 'Ashura (10th of Muharram), whereupon he said: It expiates the sins of the preceding year.
Sahih Muslim, Book 6, 2603

Abu Said al Khudri Allah be pleased with him reported Allah's Messenger Sallallahu-Alaihi-Wasallam as saying: Every servant of Allah who observes fast for a day in the way of Allah, Allah would remove, because of this day, his face farther from the Fire (of Hell) to the extent of seventy years' distance. 
Sahih Muslim Book 6, 2570

Wednesday, August 26, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1206* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1206* ❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se wo kaunse khushnaseeb log hain jo Qayamat ke din Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke saath ek hi makan mein honge ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Hamza Radi Allahu Anhu
F. Hasan Radi Allahu Anhu
G. Hussain Radi Allahu Anhu
H. Rabbi Zidni ilma



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1206* ❗


*Sawal: On the day of Qayamah Who will be with the Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam on the same place ?*

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi Allahu Anhu
C. Uthman Radi Allahu Anhu
D. Ali Radi Allahu Anhu
E. Hamza Radi Allahu Anhu
F. Hasan Radi Allahu Anhu
G. Hussain Radi Allahu Anhu
H. Rabbi Zidni ilma


*💐✅ Sahih Jawab : DFG 💐✅*
-----
✦ Ali Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam humse mulaqat karne ke liye aaye raat humare paas guzari Hussain aur Hasan Radi Allahu Anhuma soye huye they, Hasan Radi Allahu Anhu ne pani manga,  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Mashkizey (water bag) ke paas gaye aur usmein se pyale mein pani nikal kar peelane lage,  Hussain Radi Allahu Anhu ne pyala pakad liya aur Peena chaha to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne unhein mana kar diya aur Hassan Radi Allahu Anhu se ibteda ki (aur baad mein unko pilaya)

✦ Fatima Radi Allahu Anha ne farmaya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam lagta hai Hasan Aap ko zyada payara hai Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi Hasan Radi Allahu Anhu ne pahle paani manga tha.

✦ Phir Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya main aur tum aur ye dono aur ye sone wale ( Yani Ali Radi Allahu Anhu)  Qayamat ke din ek makan mein honge yani Fatima Radi Allahu Anha aur unke do bete Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma 
Al-Silsila As Sahiha - 3457


*💐✅ Answer : DFG 💐✅*
-----
✦ Narrated by Ali Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam came to meet us and spent night with us , Hussain and Hsan Radi Allahu Anhuma were sleeping, Hasan Radi Allahu Anhu asked water to drink , Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam went to water bag and took some water in a bowl and about to let him drink , Hussain Radi Allahu Anhu hold the bowl and tried to drink but Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam stop him and start with Hasan Radi Allahu Anhu

✦ Fatima Radi Allahu Anha said Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam it seems Hasan is dearer to you , Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said Hasan asked water before than Hussain so I preferred him

✦ After that Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said (to fatima radi allahu anha) Me and You and these both (Hasan and Hussain radi allahu anhuma) and the one who is sleeping ( Ali Radi Allahu Anhu) will be on same place on the day of Qaymah 
Al-Silsila As Sahiha - 3457


Tuesday, August 25, 2020

✦ Hadith: Agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

  



Bismillahirrahmanirrahim


✦ Hadith: Agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

---------------

Abu Malik al-Ash'ari Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya meri ummat mein jahiliyat ki ( yani kufr ke zamane ki) 4 cheezin hain jisko ye log chorhte nahi hain 1. Apne hasab (ohde) par fakhr karna ,dusro ke nasab (khandan) par taane karna , sitaron se pani ki ummed rakhna , aur chotha noha (matam) karna ,agar noha (matam) karne wali bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

Sahih Muslim, Vol 2, 2160

.

Hazrat Abu Malik Ashari Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya noha (Matam) karna jahiliyat ka kaam hai , aur noha karney wali agar bina tauba ke mar jaye to Allah subhanhu usko tarkol ka libas aur Dozakh ke sholo ka kurta pahnayega

Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1581 -Hasan

-----

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا  میری امت میں جا ہلیت کی (یعنی کفر کے زمانے کی) چار

 چیزیں ہیں جس کو یہ لوگ چوڑھتے نہیں ہیں اپنے  حسب ( باپ داداکے اصلی یا مزعومہ

 کارناموں ) پر فخر کرنا ( دوسروں کے ) نسب (خاندان) پر طعن کرنا ستاروں سے بارش 

کی امید رکھنا اور نوحہ کرنا ۔ اور فر ما یا اگر نوحہ کرنے والی بنا توبہ کے مر جاۓ

 تو اللّه سبحانه  اس کو تارکول کا لباس اور دوزخ کے شولوں کا کرتا پہناۓگا  

صحیح مسلم جلد ۲ / ٢١٦٠


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نوحہ ( ماتم ) کرنا جاہلیت کا کام ہے، اور اگر نوحہ ( ماتم ) کرنے والی عورت بغیر توبہ کے مر گئی، تو اللہ تعالیٰ اس کے لیے تارکول ( ڈامر ) کے کپڑے، اور آگ کے شعلے کی قمیص بنائے گا ۔ 

سنن ابن ماجہ ۱ ۱۵۸۱ حسن

---------------

अबू मलिक अल-अश्अरी रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु-अलैही-वसल्लम ने फरमाया  मेरी उम्मत में जाहिलियत की ( यानी कुफ्र के ज़माने की) 4 चीज़ें हैं जिसको ये लोग छोड़ते नही हैं अपने हसब (ओहदे) पर फख्र करना, दूसरो के नसब (खानदान) पर ताने करना, सितारों से पानी की उम्मीद रखना , और चौथा नोहा (मातम) करना ,अगर नोहा (मातम) करने वाली बिना तौबा के मार जाए तो अल्लाह सुबहानहु उसको तारकोल का लिबास और दोज़ख के शोलों का कुर्ता पहनाएगा

सही मुस्लिम, जिल्द 2, 2160


हज़रत अबू मलिक अशअरी रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु-अलैही-वसल्लम ने फरमाया नोहा (मातम) करना जाहिलियत का काम है , और नोहा करने वाली अगर बिना तौबा के मर जाए तो अल्लाह सुबहानहु उसको तारकोल का लिबास और दोज़ख़् के शोलो का कुर्ता पहनाएगा

सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 1 , 1581 -हसन

---------------

Abu Malik al-Ashari reported Allah's Messenger sallallahu alaihi wasallam as saying:Among my people there are four characteristics belonging to pre-Islamic period which they do not abandon: boasting of high rank, reviling (absuing) other peoples' genealogies (ancestors) , seeking rain by stars, and walling. And he (further) said: If the wailing woman does not repent before she dies, she will be made to stand on the Day of Resurrection wearing a garment of pitch and shirt of flaming fire.

Sahih Muslim, Book 4, Hadith 2033


It was narrated from Abu Malik Ashari that the Messenger of Allah said: Wailing is one of the affairs of the Days of Ignorance, and if the woman who wails dies without having repented, Allah will cut a garment of pitch (tar) for her and a shirt of flaming fire.

Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1581- Hasan



✦ Apne Ghar aur maal mein barkat, Aafiyat Aur hifazat ke liye subah shaam padhne ki dua

  










Bismillahirrahmanirraheem

✦ Apne Ghar aur maal mein barkat, Aafiyat Aur hifazat ke liye subah shaam padhne ki dua
-----------
✦ Abdullah Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne subah aur shaam ko  inn duaon ko padhna kabhi nahi chorha

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ
 اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي دِينِي وَدُنْيَاىَ وَأَهْلِي وَمَالِي
 اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي ‏‏ وَآمِنْ رَوْعَاتِي  اللَّهُمَّ احْفَظْنِي مِنْ بَيْنِ يَدَىَّ وَمِنْ خَلْفِي
وَعَنْ يَمِينِي وَعَنْ شِمَالِي وَمِنْ فَوْقِي  وَأَعُوذُ بِعَظَمَتِكَ أَنْ أُغْتَالَ مِنْ تَحْتِي

✦ Allahumma inni As'alukal Aafiyah Fid-dunya wal-akhirah.
Allahumma inni as'alukal-'afwa wal-'afiyah fi dini wa dunyayee, wa Ahli wa maali. 
Allahum-mastur 'awrati, wa amin raw'ati, wahfazni min bayni yadayya, wa min khalfi, 
wa 'an yamini wa 'an shimali, wa min fawqi, wa 'audhu bi azmatika an ughtala min tahti

✦ Eh Allah Mein tujhse duniya aur akhirat mai aafiyat ka sawal karta hu
Eh Allah Mein tujhse apne Deen aur duniya aur apne gharwalo mein  aur apne maal mein maafi aur aafiyat ka sawal karta hu Eh Allah mere aib Chupa de,  mere dil ko mutmayeen kar de aur mere aage aur peeche aur daayein aur baayein aur upar se meri hifazat farma aur main teri panah chahta hu teri azmat ke saath , ki neeche se halak kiya jauu yani zameen mein dhansa diya jauu
Sunan Abu Dawud,Jild 3, 1637-Sahih
-----------------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم صبح و شام ان دعاؤں کو  پڑھنا کبھی نہیں چھوڑتے 
تھے 

 اے اللہ! میں تجھ سے دنیا اور آخرت میں عفو اور عافیت کا سوال کرتا  ہوں، اے اللہ! میں تجھ سے اپنے دین اور  دنیا اور اپنے گھروالوں  اور اپنے  مال میں معافی اور عافیت کاسوال کرتا  ہوں،  اے اللہ! میرے عیب چھپا دے، میرے دل کو مطمئن کر دے،
 اور میرے آگے پیچھے، دائیں بائیں، اور اوپر سے میری حفاظت فرما، اور میں تیری پناہ چاہتا ہوں تیری عظمت کے ساتھ کی  نیچے سے ہلاک کیا جاؤں یعنی زمین میں دھنسا دیا جاؤں 
سنن ابو داوود جلد ٣ ١٦٣٧ صحیح 
----------------
✦ दुनिया और आखिरत में आफ़ियत और कामयाबी की दुआ 

✦ अब्दुल्लाह इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने सुबह और शाम को  इन दुआओं  को पढ़ना कभी नही छोड़ा 

अल्लाहुम्मा इन्नी अस'अलुकाल आफिया फ़ीद-दुनिया वल-आख़िराह
अल्लाहुम्मा इन्नी अस'अलुकाल-अफवा वल-आफिया फ़ि दिनी वा दुनियायी, वा अहली वा माली
अल्लाहुम्मस्तूर औराती, वा आमीन रौआती, वाहफज़नी मीन बयनी यदयया  
वा मीन खालफि, वा आन यामिनी वा आन शिमाली, वा मीन फौक़ी, वा  आऊज़ुबिआज़मातिका अन उगताला मीन तहती

✦ एह अल्लाह में तुझसे दुनिया और आख़िरत में आफियत का सवाल करता हूँ 
एह अल्लाह मैं  तुझसे अपने दीन और दुनिया और अपने घरवालो में  और अपने माल में माफी और आफियत का सवाल करता हूँ
एह अल्लाह मेरे ऐब छुपा दे,  मेरे दिल को मुतमईन  कर दे 
और मेरे आगे और पीछे और दायें और बायें और उपर से मेरी हिफ़ाज़त फरमा 
और मैं तेरी पनाह चाहता हूँ तेरी अज़मत के साथ , की नीचे से हलाक किया जाऊं यानी ज़मीन में धंसा दिया जाऊं 
सुनन अबू दाऊद,जिल्द 3, 1637-सही
-------
✦ Powerful Dua for the well-being and success in this world and  Hereafter
----------------
✦ Abdullah ibn umar radi Allahu anhu said Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  never left these dua to recite, every morning and evening: 

✦ Allahumma inni As'alukal Aafiyah fid-dunya wal-akhirah. Allahumma inni as'alukal-'afwa wal-'afiyah fi dini wa dunyayee, wa ahli wa maali. Allahum-mastur 'awrati, wa amin raw'ati, wahfazni min bayni yadayya, wa min khalfi, wa 'an yamini wa 'an shimali, wa min fawqi, wa 'audhu bika an ughtala min tahti

✦ O Allah, I ask You for well-being in this world and in the Hereafter. 
O Allah, I ask You for forgiveness and well-being in my religion and my worldly affairs and in my family and in my property; O Allah, conceal my faults, keep me safe from the things which I fear, 
And protect me in front of me and behind me, from my right and from my left, and from above me, 
and I seek refuge in You with your greatness from receiving unexpected harm from below me (means swallowing by the earth.) 
Sunan Abu Dawud,Book 42, 5056-Sahih



✦ Adam / Hawa Alaihi Salam ki dua jiske zariye unki tauba Qubul ki gayee thi

  








Bismillahirrahmanirraheem

✦ Adam / Hawa Alaihi Salam ki dua jiske zariye unki tauba Qubul ki gayee thi
-----------
( Humko bhi is dua ke jariye Allah subhanahu se tauba maangni chahiye)
--------
رَبَّنَا ظَلَمْنَا أَنفُسَنَا وَإِن لَّمْ تَغْفِرْ لَنَا وَتَرْحَمْنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ الْخَاسِرِينَ
-------
✦ Rabbana Zalamna Anfusana Wa in lam taghfirlana Watarahamna Lanakoonanna Minal Khasireen              
--------
✦ Al Quran : Eh hamare RABB humne apni jaano par zulm kiya hai aur agar tu humko nahi bakhshega aur hum par raham nahi farmayega to hum jarur tabah ho jayenge
-------
اے ہمارے ربّ ہم نے اپنی جانوں پر ظلم کیا اور اگر تو ہمیں نہیں بخشے گا اور ہم پر رحم نہیں کرے گا تو ہم تباہ ہو جائیں گے
-------
✦ अल कुरान - एह हमारे रब्ब हमने अपनी जानो पर ज़ुल्म किया है और अगर तू हमको नहीं बख्शेगा और हम पर रहम नहीं करेगा तो हम जरुर तबाह हो जायेंगे 
---
✦ Our Lord, we have wronged ourselves, and if You do not forgive us and have not mercy upon us, we will surely be among the losers.
✦ Al Quran , Surah Aaraf (7), Aayat 23



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗

 ❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗


*Ek sahabi aise they jinki Namaz e janaza baar baar padhayee gayee*

*Sawal 1 : Wo sahabi kaun they ?*

A. Hamza Radi Allahu Anhu
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Hussain Radi Allahu Anhu
D. Jafar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Hanzala Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Unki Namaz e janaza kitni baar padhayee gayee ?*

A. 70
B. 50
C. 25
D. 17
E. 10
F. 11
G. 7
H. Rabbi Zidni ilma



❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1205* ❗

*There was a sahabi whose funeral prayer was repeated more than one*

*Sawal 1 : Who was he ?*

A. Hamza Radi Allahu Anhu
B. Ali Radi Allahu Anhu
C. Hussain Radi Allahu Anhu
D. Jafar Radi Allahu Anhu
E. Zaid Radi Allahu Anhu
F. Hanzala Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma


*Sawal 2 : How many times his funerel prayer was repeated ?*

A. 70
B. 50
C. 25
D. 17
E. 10
F. 11
G. 7
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : AA 💐✅*
-----
✦ Sahaba Radi Allahu Anhum ne jab (Uhad ke) Shuhada e karam ko dekha to Sayyadna Hamza Radi Allahu Anhu ka pait chaak kiya 

gaya tha Abu Sufiyan ki biwi hind ne unka jigar nikal kar usay chabaya magar wo usay khaa na saki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ke kya usne usmein se kuch khaya tha?  Sahaba Radi Allahu Anhum ne kaha ji nahi Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah subhanahu Hamza Radi Allahu Anhu ke jism ke kisi bhi hisse ko dozakh mein dakhil karne wala nahi hai phir Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne hamza Radi Allahu Anhu ki mayyat ko samne rakh kar unki Namaz e janaza adaa ki 

✦ Uske baad ek Ansari Radi Allahu Anhu ki mayyat ko laya gaya usay Hamza Radi Allahu Anhu ke pehlu mein rakh kar unki namaz 

e janaza adaa ki gayee, Ansari Radi Allahu Anhu ki mayyat ko utha liya gaya aur Hamza Radi Allahu Anhu ki mayyat ko wahi rehne diya gaya phir ek aur shaheed ko laya gaya usay phir Hamza Radi Allahu Anhu ke pehlu mein rakh kar unki Namaz e janaza adaa ki gayee phir usay utha liya gaya aur Hamza Radi Allahu Anhu ko wahi rehne diya gaya yaha tak ke us din Nabi Sallallahu Alahih wasallam ne unki Namaz e Janaza sattar baar ada farmayee 
Musnad Ahmed - 10731


*💐✅ Answer : AA 💐✅*
-----
✦ When the Sahaba Radi Allahu Anhuma saw the martyr (of Uhud) they found that the stomach of Hamza Radi Allahu Anhu was cut, Hinda the wife of Abu Sufyan took his heart out and tried to eat but she couldn't, Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam asked to sahab that has she eaten something from his body ? they said No, then Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kept the body of Hamza Radi Allahu Anhu infornt of him and prayed his funerel prayer.

✦ After that a body of Ansari sahabi brought and his funerel prayer was performed and the body of Hamza radi allahu anhu was kept with him, after that one more martyr brought and kept near the body of Hamza radi Allahu Anhu and funerel prayer was performed and that body was taken away but the body of Hamza Radi Allahu Anhu was kept there. That day Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam performed seventy times the funerel prayer of Hamza Radi Allahu Anhu.
Musnad Ahmed - 10731-Sahih (Part)

Monday, August 24, 2020

✦ Hadith: Hussain Radi allahu anhu mujh se hain aur Main Hussain se hu

 


Bismillahirrahmanirrahim


✦ Hadith: Hussain Radi allahu anhu mujh se 

hain aur Main Hussain se hu 
-------------
✦ Said Bin abu Rashid Radi Allahu Anhu se 

rivayat hai ki Yala bin Murrah ne kaha ki ek 

baar wo Log Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-

Wasallam ke saath Daawat e Taa’m ke liye nikle

 Hussain Radi allahu anhu Gali mein khel rahey

 they NABEE Sallallahu Alaihi Wasallam logon 

se aagey badey aur apney haath phaila diye 

(hazrat Hussain Radi Allahu Anhu ) idhar 

udhar bhagne lage Nabee Sallallahu Alaihi 

Wasallam unhe hasate rahe yahan tak ki unko

 pakad liya Aapne ek haath thodi ke neeche aur 

dusra haath sir ke upar rakha aur Bosa liya phir

 farmaya Hussain mujh se hain aur Main 

Hussain se hu aur ALLAH us se Muhabbbat 

rakhte hain jo Hussain se muhabbbat rakhta hai

Sunan Ibn Majah, Vol 1 ,144-Hasan
-------------

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کے ساتھ کھانے کی ایک دعوت میں نکلے، دیکھا تو حسین رضی اللہ عنہ ) گلی میں کھیل رہے ہیں، نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم لوگوں سے آگے نکل گئے، اور اپنے دونوں ہاتھ پھیلا لیے، حسین رضی اللہ عنہ بچے تھے، ادھر ادھر بھاگنے لگے، اور نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم ان کو ہنسانے لگے، یہاں تک کہ ان کو پکڑ لیا، اور اپنا ایک ہاتھ ان کی ٹھوڑی کے نیچے اور دوسرا سر پر رکھ کر بوسہ لیا، اور فرمایا: حسین مجھ سے ہیں اور میں حسین سے ہوں، اللہ اس سے محبت رکھے جو حسین سے محبت رکھے
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۱۴۴
--------------------------

✦ सईद बिन अबू राशिद रदी अल्लाहू अन्हु से 

रिवायत है की याला बिन मुर्राह ने कहा की एक बार 

वो लोग रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम 

के साथ दावत ए ताम के लिए निकले , हुसैन रदी 

अल्लाहू अन्हु गली में खेल रहे थे नबी सलअल्लाहू 

अलैही वसल्लम लोगों से आगे बड़े और अपने हाथ 

फैला दिए (हज़रत हूसेन रदी अल्लाहू अन्हु ) इधर 

उधर भागने लगे नबी सलअल्लाहू अलैही वसल्लम

 उन्हे हंसाते रहे यहाँ तक की उनको पकड़ लिया 

, आपने एक हाथ उनकी ठोड़ी (chin) के नीचे और 

दूसरा हाथ सर के ऊपर रखा और बोसा लिया फिर 

आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया हुसैन 

मुझ से हैं और मैं हुसैन से हूँ और अल्लाह उस से 

मुहब्ब्बत रखते हैं जो हुसैन से मुहब्ब्बत रखता है

सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 1, 144 - हसन 
-------------
✦ Narrated by Said bin Abu Rashid may 

ALLAH be pleased with him that Yala bin

 Murrah told them that they had gone out with

 the Prophet (Peace be upon him ) to a meal to 

which they had been invited, and Husain radi 

allahu anhu was there playing in the street. The 

Prophet (Peace be upon him ) came in front of 

the people and stretched out his hands, and the

 child started to run here and there. The Prophet

 Peace be upon him made him laugh till he 

caught him, then he put one hand under his chin

 and the other on his head and kissed him, and 

said, “Husain is part of me and I am part of him.

 May Allah love those who love Husain.

Sunan Ibn Majah, Vol 1 ,144 -Hasan

✦ Hadith : Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma Jannat ke jawano ke sardar hain

 


Bismillahirrahmanirraheem

✦ Hadith : Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma Jannat ke jawano ke sardar hain
-----------
✦ Abu Saeed Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Hasan aur Hussain Radi allahu anhuma Jannat ke jawano ke sardar hain
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 1701-Sahih 
--------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”حسن اور حسین اہل جنت کے جوانوں کے سردار ہیں
جامع ترمذی جلد  ۲ ۱۷۰۱
________
✦ अबू सईद रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हसन और हुसैन रदी अल्लाहु अन्हुमा जन्नत के जवानों के सरदार हैं 
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द 2, 1701
---------
✦ Narrated Abu Saeed Radi allahu anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Al-Hasan and Al-Husain are the chiefs of the youth of Paradise.
Jamia Tirmidhi , Book 46, Hadith 3768-Sahih


Rasoolallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki Hasan Aur Husssain Radi Allahu Anhuma se Muhabbat

 


Bismillahirrahmanirrahim

.
Rasoolallah Sallallahu Alaihi Wasallam ki 

Hasan Aur Husssain Radi Allahu Anhuma 

se Muhabbat
------
.
Buraydah Radi Allahu Anhu se rivayat hai 

ki Ek baar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi 

Wasallam Khutba farma rahe the itne mein 

Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhumu 

ladkhadate huye udhar aa gaye us waqt wo

 surkh dhari wala kurta pahney huye they,

 Aap Sallallahu Alaihi Wasallam unko 

dekhkar Mimbar se utrey aur unko Godi 

mein utha liya phir Mimber par chad gaye

, iskey baad Aap Sallallahu Alaihi Wasallam

 alaihi wasallam ne farmaya ki Beshaq 

tumharey Maal aur Aulad Aazmayeesh hai

 mainey in dono ko dekha to Sabr na kar 

saka uske baad Aap Sallallahu Alaihi 

Wasallam phir Khutba farmane lage

Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1109 Sahih
----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم ہمیں خطبہ دے رہے تھے، اتنے میں حسن اور حسین رضی اللہ عنہما دونوں لال قمیص پہنے ہوئے گرتے پڑتے آئے آپ صلی اللہ علیہ وسلم منبر پر سے اتر پڑے، انہیں اٹھا لیا اور لے کر منبر پر چڑھ گئے پھر فرمایا: اللہ نے سچ فرمایا ہے: «إنما أموالكم وأولادكم فتنة» ( التغابن: ۱۵ ) تمہارے مال اور اولاد آزمائش ہیں میں نے ان دونوں کو دیکھا تو میں صبر نہ کر سکا ، پھر آپ نے دوبارہ خطبہ دینا شروع کر دیا۔ 
سنن ابی داؤد جلد ۱  ١١٠٩
-------
Narrated Buraydah ibn al-Hasib: The 

Apostle of Allah (peace_be_upon_him) 

delivered a speech to us; meanwhile Al-

hasan and al-Hussain Radi Allahu Anhuma

 came upon there stumbling, wearing red 

shirts. He came down from the pulpit, took 

them and ascended it with them. He 

Sallallahu Alaihi Wasallam then said: Allah 

truly said: "Your property and your children

 are only trial" , I saw both of them, and I 

could not wait. Afterwards he resumed the

 speech. 

Sunan Abu Dawud, Book#3, Hadith #1104-

Sahih