Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith-Quiz 253

Only-Quran-Hadith-Quiz 253


Sawal: Ramzan mein jo beemar ho aur roze na rakh sake usko kya karna hoga ?


A. Roz 2 miskeen ko khana khila de

B. Baqi dino mein roze purey kare

C. usko roze maaf hain

D. har roze ke badle ek dinar sadqa de

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : The one who is ill in ramadhan , what he has to do ?


A. Daily feed 2 poor

B. Fast Should be made up by days later

C. The fast has been forgiven to him

D. Has to give one dinar sadqa in place of each fast

E. None of the above

F. I want to know




Sahih Jawab B. Baqi dino mein roze purey kare
--------------
Al Quran : Ramazan ka wo mahina hai jismein Quran nazil hua jo logon ka rahnuma hai (jismein) hidayat ki khuli nishaniya hain aur jo (Haq aur batil) ko alag alag karney wala hai to jo koi tum mein se is mahiney mein mojud ho usey chahiye ki purey mahine ke roze rakhe aur jo beemar ho ya safar mein ho to dusre dino mein iska shumar kar le , Allah tumhery haq mein aasani chahta hai aur sakhti nahi chahta , aur taki tum shumar pura kar lo aur is Ehsan ke badle ki Allah taala ne tumhe hidayat bakhshi tum uski badaii bayan karo uska shukar karo.
 
Al Quran : Surah Baqara (2) , Verse 185
 
----------
Al Quran : Ramadhan is the (month) in which was sent down the Qur'an, as a guide to mankind, also clear (Signs) for guidance and judgment (Between right and wrong). So every one of you who is present (at his home) during that month should spend it in fasting, but if any one is ill, or on a journey, the prescribed period (Should be made up) by days later. Allah intends every facility for you; He does not want to put to difficulties. (He wants you) to complete the prescribed period, and to glorify Him in that He has guided you; and perchance ye shall be grateful.
 
Al Quran : Surah Baqara (2) , Verse 185


No comments:

Post a Comment