Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 15, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 249

 Only-Quran-Hadith Quiz 249 


Sawal : Qayamat se pahle nahr e furat se jo sone ke phaad niklega 
uske liye humko kya hukm diya gaya hai ?


A. Uske liye jihad karna

B. Waqt ke hukmaran ki pairwi karna

C. Usmein se kuch na lena

D. Maale ganimat mein shamil kar dena

E. Inmein se koi nahi

F. Sahih jawab ka intezar hai
---------
Quiz : Before Qayama, When the mountain of gold or treausre will come out from the Euphrates river that time what is the advice for us ?


A. Fight for that treasure

B. Follow the ruler of that time

C. Dont not take anything out of that

D. take and add in war booty (maal e ganimah)

E. None of the above

F. I want to know



Sahih Jawab C. Usmein se kuch na lena
--------------

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahr e furat mein se sone ka khazana niklega to jo koi waha mojud ho wo usmein se kuch na le
Sahih Muslim, Jild 6, 7272

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat us waqt tak nahi aayegi jab tak ki nahr e furat se ek sone (gold) ka pahad na nikal jaye , log usko lene ke liye ladenge to har 100 mein se 99 maare jayenge aur har shakhs ka ye khyaal hoga ki kaash mein bach jauu ( aur wo sona le lu)
Sahih Muslim, Jild 6, 7272
-----------
Abu Huraira reported Allah's Messenger (
) as saying: The Last Hour would not come unless the Euphrates would uncover a treasure of gold, so he who finds it should not take anything out of that.
Sahih Muslim, Book 41, Hadith 6920

Abu Huraira reported Allah's Messenger (
) as saying: The Last Hour would not come before the Euphrates uncovers a mountain of gold, for which people would fight. Ninety-nine out of each one hundred would die but every man amongst them would say that perhaps he would be the one who would be saved (and thus possess this gold).
Sahih Muslim, Book 41, 6918

No comments:

Post a Comment