Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 19, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 299

Only-Quran-Hadith Quiz 299



❗Dono quiz ka jawab saath mein is tarah dijiyega example CD..AC.


Sawal 1 : Haroot Maroot kaun they ?

A. Baadshah

B. Jinn

C. Farishte

D. Ek Nabee ke bete

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------
Sawal 2 : Kaunse Nabee ke zamane mein ye aaye they ?

A. Ibrahim Alaihi salam

B. Nooh Alaihi salam

C. Sulaiman Alaihi salam

D. Musa Alaihi salam

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------

Kindly reply below both quiz together.. AB..CD


Quiz 1 : Who were Haroot and Maroot ?


A. Kings

B. Jinn

C. Angels

D. The son of a Prophet

E. None of the above

F. waiting for reply
------------------
Quiz 2 : In which Prophet's time they came ?


A. Ibrahim Alaihi salam

B. Nooh Alaihi salam

C. Sulaiman Alaihi salam

D. Musa Alaihi salam

E. None of the above

F. waiting for reply



Sahi Jawab
CC
------------
وَاتَّبَعُوا مَا تَتْلُو الشَّيَاطِينُ عَلَىٰ مُلْكِ سُلَيْمَانَ ۖ وَمَا كَفَرَ سُلَيْمَانُ وَلَـٰكِنَّ الشَّيَاطِينَ كَفَرُوا يُعَلِّمُونَ النَّاسَ السِّحْرَ وَمَا أُنزِلَ عَلَى الْمَلَكَيْنِ بِبَابِلَ هَارُوتَ وَمَارُوتَ ۚ

وَمَا يُعَلِّمَانِ مِنْ أَحَدٍ حَتَّىٰ يَقُولَا إِنَّمَا نَحْنُ فِتْنَةٌ فَلَا تَكْفُرْ
------------
Aur unhone us cheez ki pairwi ki jo shaitan sulaiman alaihi salam ki baadshahat ke waqt padhte they aur sulaiman alaihi salam ne kufr nahi kiya tha , lekin shaitano ne hi kufr kiya , logo ko jadu sikhate they aur un baato ke ke bhi peeche lag gaye jo shahar babil mein haroot aur maroot do farishto par utara gaya tha aur wo kisi ko nahi sikhate they jab tak ki ye nahi kah dete they ki hum to sirf aazmayeesh ke liye hain to tum kafir na ban jana ( humse ye jadu sikh kar)
Al Baqarah (2), Aayat 102
-------------
They followed what the Shayatin (devils) gave out (falsely of the magic) in the lifetime of Sulaiman (Solomon). Sulaiman did not
disbelieve, but the Shayatin (devils) disbelieved, teaching men magic and such things that came down at Babylon to the two angels, Harut and Marut, but neither of these two (angels) taught anyone (such things) till they had said, "We are only for trial, so disbelieve not (by learning this magic from us).
Al Baqarah (2), Aayat 102




No comments:

Post a Comment