Only-Quran-Hadith
Quiz 226
Sawal: Ek qaum aisee bhi thi ki jab unko Nabi ne jihad ke liye bulaya to unhone kaha

أَنتَ وَرَبُّكَ فَقَاتِلَا إِنَّا هَاهُنَا قَاعِدُونَ
"tu aur tera RAB jaye aur tum dono lado hum to yahin baithe hain"
Wo kaunse Nabi ki Quam thi ?
A. Muhammed
Sal-Alaahu Alaihi Wasallam
B. Eesa Alaihi Salam
C. Saleh Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
-------------
Quiz : There is a prophet who said to his people to fight in Allah's cause , they said

أَنتَ وَرَبُّكَ
فَقَاتِلَا إِنَّا هَاهُنَا قَاعِدُونَ
"You and your Lord go and fight you two, we are sitting right here."
Those people belong to which prophet ?

A. Muhammed Sal-Alaahu Alaihi Wasallam
B. Eesa Alaihi Salam
C. Saleh Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
B. Eesa Alaihi Salam
C. Saleh Alaihi Salam
D. Musa Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
Correct answer is D. Musa alaihi salam
---------
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
---------
21. يَا قَوْمِ ادْخُلُوا الْأَرْضَ الْمُقَدَّسَةَ الَّتِي كَتَبَ اللَّهُ لَكُمْ وَلَا تَرْتَدُّوا عَلَىٰ أَدْبَارِكُمْ فَتَنقَلِبُوا خَاسِرِينَ
22. قَالُوا يَا مُوسَىٰ إِنَّ فِيهَا قَوْمًا جَبَّارِينَ وَإِنَّا لَن نَّدْخُلَهَا حَتَّىٰ يَخْرُجُوا مِنْهَا فَإِن يَخْرُجُوا مِنْهَا فَإِنَّا دَاخِلُونَ
23. قَالَ رَجُلَانِ مِنَ الَّذِينَ يَخَافُونَ أَنْعَمَ اللَّهُ عَلَيْهِمَا ادْخُلُوا عَلَيْهِمُ الْبَابَ فَإِذَا دَخَلْتُمُوهُ فَإِنَّكُمْ غَالِبُونَ ۚ وَعَلَى اللَّهِ فَتَوَكَّلُوا إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ
24. قَالُوا يَا مُوسَىٰ إِنَّا لَن نَّدْخُلَهَا أَبَدًا مَّا دَامُوا فِيهَا ۖ فَاذْهَبْ أَنتَ وَرَبُّكَ فَقَاتِلَا إِنَّا هَاهُنَا قَاعِدُونَ
---------
Al Quran : Eh meri qoum is pak zameen (Bait Al-Muqaddas) mein daakhil ho jao jo Allah ne tumahre liye muqarrar kar di aur ( Jung ke waqt) peeche na hatna warna nuqsaan mein ja parhoge.
Unhone kaha Eh Musa beshak wahan ek zabardast qoum hai aur hum wahan hargiz na jayenge yahan tak ke wo wahan se na nikal jayen phir agar wo wahan se nikal jaye to hum zaroor daakhil honge,
Allah se darne walon mein se jin par Allah ka fazal tha un do mardo ne kaha ke un par hamla kar ke darwaze mein dakhil ho jao phir jab tum is mein dakhil ho jaoge to tum hi galib honge aur Allah par bharosa rakho agar tum imaan wale ho.
Eh Musa hum kabhi wahan daakhil nahi honge jab tak ke wo is mein hain so tu aur tera RAB jaye aur tum dono ladho hum to yahin bethein hain.
Al Quran , Surah Al Maida, 21-24
-------------------
Al Quran: O my people! Enter the holy land (Palestine) which Allah has assigned to you and turn not back (in flight); for then you will be returned as losers." They said: "O Musa (Moses)! In it (this holy land) are a people of great strength, and we shall never enter it till they leave it; when they leave, then we will enter." Two men of those who feared (Allah and) on whom Allah had bestowed His Grace (they were يوشع وكالب Yusha' and Kalab) said: "Assault them through the gate; for when you are in, victory will be yours; and put your trust in Allah if you are believers indeed." They said: "O Musa (Moses)! We shall never enter it as long as they are there. So go you and your Lord and fight you two, we are sitting right here."
Al Quran,Surah Al Maida 21-24

No comments:
Post a Comment