Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label Shaheed (Martyr). Show all posts
Showing posts with label Shaheed (Martyr). Show all posts

Wednesday, July 1, 2020

✦ Hadith : Allah ki raah mein qatl hone ke alawa bhi shahadat 7 qism ki hoti hai






Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Allah ki raah mein qatl hone ke alawa bhi shahadat 7 qism ki hoti hai
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl hone ke alawa shahadat 7 qism ki hoti hai
Taoon (plague/Virus) se mar jane wala shaheed hai,
Pet ke marj se se mar jane wala bhi shaheed hai,
Paani mein doob kar mar jane wala bhi shaheed hai,
Kisi imaarat mein dab kar mar jane wala shaheed hai,
Fefdo (lungs) ki beemari se mar jane wala bhi shaheed hai,
Aag mein jal kar mar jane wala bhi shaheed hai,
Jo aurat bachche ki wiladat ke waqt mar jaye wo bhi shaheed hai,
Sunan Nasaii, 1847-Sahih
-------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا 
اللہ سبحانه کے راستے میں قتل ہونے کے علاوہ بھی شہادت سات قسم کی ہوتی ہیں  
طاعون (وائرس) سے مر جانے والا شہید ہے۔ 
پیٹ ک یبیماری سے مر جانے والا بھی شہید ہے۔ 
پانی میں ڈوب کر مرنے والا بھی شید ہے۔ 
دب کر مر جانے والا بھی شہید ہے۔ 
فیفڑو کی بیماری سے مر جانے والا بھی شہید ے۔
 آگ میں جل کر مر جانے والا بھی شہید ہے 
بچچے کی ولادت کے وقت مر جانے والی عورت بھی شہید ہے۔
سنن نسائی  ١٨٤٧ -صحیح 
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया 
अल्लाह सुबहानहु की राह में क़त्ल होने के अलावा भी शहादत 7 क़िस्म की होती है
ताऊन की बीमारी (प्लेग/वायरस) से मर जाने वाला भी शहीद है,
पेट की बीमारी से मर जाने वाला शहीद भी है,
पानी में डूब कर  मर जाने वाला शहीद भी है,
किसी इमारत में दब कर मर जाने वाला भी शहीद है,
फेफड़ों की बीमारी में से मर जाने वाला भी शहीद है,
आग में जल कर मर जाने वाला भी शहीद है,
बच्चे की विलादत के वक़्त मर जाने वाली औरत भी शहीद है
सुनन नसाई,  1847-सही
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alalihi Wasallam said: 
Martyrdom is of seven types besides being killed for the sake of Allah.
The one who dies of the plague is a martyr;
The one who dies of the Abdominal disease is a martyr;
The one who dies of the drowning is a martyr;
the one who is crushed by a falling building is a martyr;
the one who dies of pleurisy (Lungs Infection) is a martyr;
the one who is burned to death is a martyr,
and the woman who dies in pregnancy is a martyr.
Sunan Nasaii, Book 21, 1847-Sahih



Monday, March 2, 2020

Hadith : Shaheed ki Qabr mein Aazmayeesh nahi hoti



*Bismillahirahmanirraheem*

✦ *Hadith : Shaheed ki Qabr mein Aazmayeesh nahi hoti*
-----
✦ Ek sahabi ne Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam se pucha ki  tamam momeeno ki qabr mein aazmayeesh ki jati hai lekin Shaheed ki Aazmayeesh Qabr mein kyu nahi hoti, Aap Sallallahu Alaihi wasallam  ne farmaya ki unke siro par talwar ki chamak ki aazmayeesh hi kaafi ho jati hai
Sunan Nasaii, Jild 1, 2057-Sahih
-----
ایک  صحابی نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا  کی  تمام مومنوں کی قبروں میں آزمائش کی جاتی ہے لیکن شہید کی آزمائش  قبر میں  کیوں نہیں ہوتی تو آپ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اس کے سروں  پر تلوار کی  چمک کی آزمائش کافی کافی ہو جاتی ہے ۔ 
 سنن نسائی جلد ۱،  ۲۰۵۷-صحیح 
-----
✦ एक सहाबी ने रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा की  तमाम मोमीनों की क़ब्र में आज़माईश की जाती है लेकिन शहीद की आज़माईश क़ब्र में क्यूँ नही होती, आप सलअल्लाहू अलैही सलअल्लाहू ने फरमाया की उनके सरों पर तलवार की चमक की आज़माईश ही काफ़ी हो जाती है
सुनन नसाई, जिल्द 1, 2057-सही
-----
✦ A man among the Companions of the Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said O Messenger of Allah, why will the believers be tested in their graves except the martyr ? He said The flashing of the swords above his head is trial enough
Sunan Nasaii, Book 21, 2055-Sahih

Friday, December 20, 2019

Hadith : Koi nahaq tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maare bhi gaye to tum shaheed ho




Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Hadith : Koi nahaq tumhara maal lene aaye aur us sey ladtey huye tum maarey gaye to tum shaheed ho
--------
✦ Ek shakhs Rasool-AllahSal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass aaya aur arz kiya ki Agar koi shakhs mera maal nahaq lene ko aaye ?
to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum usko apna maal mat do
phir usne kaha ki agar wo mujhse ladaii karey to ? 
to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum hi us se lado,
phir usne kaha ki agar wo mujhe maar daale to ? 
to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum Shaheed ho,
Phir usne kaha ki agar main usko maar daalu to ?
to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo jahannam mein jayega
Sahih Muslim, Jild 1, 360
--------
✦ एक शख्स रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आया और अर्ज़ किया की 
अगर कोई शख्स मेरा माल नाहक़ लेने को आए ? तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम उसको अपना माल मत दो फिर उसने कहा की अगर वो मुझसे लड़ाइ करे तो ? तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम  भी ही उस से लड़ो फिर उसने कहा की अगर वो मुझे मार डाले तो ? तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तुम  शहीद हो फिर उसने कहा की अगर मैं उसे मार डालु तो ?तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया वो जहन्नम में जाएगा
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 360
--------
ایک آدمی رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم  کی خدمت میں حاضر ہوا اور عرض کی : اے اللہ کے رسول  اگر کوئی شخص میرا مال ناحق لینے کو آئے (تو میں کیا کروں؟) آپ نے فرمایا:اسے اپنا مال نہ دو۔ اس نے  کہا : اگر وہ میرے ساتھ لڑائی کرے تو ؟ فرمایا: ’’ تم بھی  اس سے لڑائی کرو   اس نے پوچھا : اگر وہ مجھے قتل کر دے تو ؟ آپ نے فرمایا: ’ تم شہید ہو گے۔ اس نے پوچھا :  اگر میں اسے قتل کر دوں ؟ فرمایا ’ وہ جہنّم میں جائے گا ۔ 
صحیح مسلم ، جلد ١ ، ٣٦٠ 
---------
✦ A person came to the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  and said: Messenger of Allah, what do you think 
if a man comes to me in order to appropriate my possession? 
He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Don't surrender your possession to him. 
He (the inquirer) said: If he fights me? 
He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) remarked: Then fight (with him). 
He (the inquirer) again said: What do you think if I am killed? 
He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) observed: You would be a martyr. 
He (the inquirer) said: What do you think of him If I kill him. 
He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) said: he would be in the Fire.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 259



✦ Hadith : If you die , by defending your property , you are martyr
--------
✦ A person came to the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  and said: Messenger of Allah, what do you think 
if a man comes to me in order to appropriate my possession (property)? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Don't surrender your possession to him. 
He (the inquirer) said: If he fights me? He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) remarked: Then fight (with him). 
He (the inquirer) again said: What do you think if I am killed? He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) observed: You would be a martyr. 
He (the inquirer) said: What do you think of him If I kill him. He (Sal-Allahu Alaihi Wasallam ) said: he would be in the Fire.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 259

Sunday, September 29, 2019

Hadith : Jo bhi Muslman in 6 halaton mein se kisi bhi ek halat mai faut hua to wo jannat mein jayega







Bismillahirrahmanirraheem

✦ Hadith: Jo bhi Muslman in 6 halaton mein se kisi bhi ek halat mai faut hua to wo jannat mein jayega
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya 6 halatein aisee hain jo bhi Muslman inme se kisi bhi halat mein faut hua (yani mar gaya) toh Allah Subhanahu par zimma hai ke wo usko jannat mai dakhil kare

1.Wo Shakhs jo jihad karne ke liye nikla agar usee halat mai faut ho gaya toh Allah ke zimme mein hai2.Wo Shakhs jo kisi janaze ke sath chala agar wo ussi halat main faut ho gaya toh Allah ka zimme mein hai .
3.Wo Shakhs jisne kisi mareez ki aayadat ki agar wo ussi halat main faut ho gaya to wo Allah ke zimme mein  hai 
.
4. Wo jisne achchi tarha wazu kiya phir namaz padhne ke liye masjid ki taraf chala agar wo ussi halat mai faut hua toh wo Allah ke 
zimme mein  hai 5.Wo Shakhs jo muslamano ke ameer (imam) ke paas  sirf uski madad aur ezzat ke liye aaya aur usee halat main faut ho gaya to ye Allah ke zimme mein  hai 
6.Wo Shakhs jo apne Ghar mai hai kisi muslman ki gheebat nahi karta na un par narazgi ka izhar karta hai aur na gusse ka agar wo faut ho gaya toh Allah ke zimme mein hai 
Al-Silsila-As-Sahiha-618
-----
رسول اللہ صلی ‌اللہ ‌علیہ وسلم نے فرمایا چھ حالتیں ایسی ہیں جو بھی مسلمان ان میں سے كسی ایك حالت میں فوت ہوا تو اللہ پر ذمہ ہے كہ وہ اسے جنت میں داخل كر دے۔
 (١) وہ شخص جو جہاد كرنے كے لئے نكلا ،اگر وہ اسی حالت میں مر گیا تو اللہ كا ذمہ ہے، 
(٢) وہ شخص جو كسی جنازے كے ساتھ چلا، اگر وہ اسی حالت میں مرگیا تو وہ اللہ كے ذمے میں ہے،
(٣)وہ شخص جس نے كسی مریض كی عیادت كی اگر وہ اسی حالت میں مر گیا تو وہ اللہ كے ذمے میں ہے،
(٤)وہ شخص جس نے اچھی طرح وضو كیا پھر نماز پڑھنے كے لئے مسجد كی طرف چلا اگر وہ اسی حالت میں مر گیا تو وہ اللہ كے ذمے میں ہے،
(٥)وہ شخص جوكسی  مسلنانوں کے امیر كے پاس صرف اس كی مدد اور عزت كے لئے آیا اگر یہ اسی حالت میں مرگیا تو یہ اللہ كے ذمے میں ہے،
(٦)وہ شخص جو اپنے گھر میں ہے كسی مسلمان كی غیبت نہیں كرتا، نہ ان پر ناراضگی كا اظہار كرتا ہے، اور نہ غصے كا، اگر وہ مرگیاتو وہ اللہ كے ذمے میں ہے۔
السلسلہ صحیحہ -٦١٨ 
----
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया 6 हालतें ऐसी हैं  जो भी मुसलमान इनमे से किसी भी हालत में फौत हुआ (यानि मर गया) तो अल्लाह सुबहानहु पर ज़िम्मा है के वो उसको जन्नत में दाखिल करे
1. वो शख्स जो जिहाद करने के लिए निकला अगर उसी हालत में फौत हो गया तो अल्लाह के ज़िम्मे में है
2. वो शख्स जो किसी जनाज़े के साथ चला अगर वो उससी हालत मैं फौत हो गया तो अल्लाह का ज़िम्मे में है 
3. वो शख्स जिसने किसी मरीज़ की अयादत की अगर वो उसी हालत मैं फौत हो गया तो वो अल्लाह के ज़िम्मे में है 
4. वो जिसने अच्छी तरह वुजू किया फिर नमाज़ पढ़ने के लिए मस्जिद की तरफ चला अगर वो उससी हालत में फौत हुआ तो वो अल्लाह के ज़िम्मे में है 
5. वो शख्स जो मुसलमानो के अमीर (इमाम) के पास  सिर्फ़ उसकी मदद और इज्ज़त के लिए आया और उसी हालत मैं फौत हो गया तो ये अल्लाह के ज़िम्मे में है 
6. वो शख्स जो अपने घर में है किसी मुसलमान की गीबत नही करता ना उन पर नाराज़गी का इज़हार करता है और ना गुस्से का,  अगर वो फौत हो गया तो अल्लाह के ज़िम्मे में है 
अल सिलसिला सहीहा , 618
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, If Any Muslim dies with one of six condition then he has a guarantee from Allah he will be admitted into Paradise. 
1. A man who goes out for jihad; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah.

2. A man who follows a funeral procession; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah.

3. A man who visits a sick person; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah. 

4. A man who performs ablution in the best manner and then goes out to the mosque for his prayer; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah. 

5. A man who comes to a Muslim leader for no reason but to honor and respect him; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah. 

6. A man in his house who does not backbite a Muslim and he does not bring displeasure or vengeance upon himself; if he dies in this state, his guarantee is upon Allah.
Al-Silsila-As-Sahiha-618




Friday, September 2, 2016

✦ Hadith : Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain





Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith : Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain

-------------------------------

✦ Al-Miqdam bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ke waha Shaheed ke liye 6 inamaat hain
1. Khoon ka pahla qatra girte hi uski bakhshish ho jati hai
2. Jannat mein apna thikana dekh leta hai
3. Azab e Qabr se mehfooz rahta haia aur Qayamat ki wahshat aur khufnak manzar se aman mein aa jata hai
4. Uske sir par ezzat wala yaqut ka taaj rakha jata hai jo duniya aur jo kuch usmein hai us se behtar hai
5. Aur uski shadi jannat ki 72 Hur Al Ain (badi aankho wali hooron) se ki jati hai
6. Aur uske 70 rishtedaro ke haq mein uski shafaat qubul ki jati hai
jamia Tirmizi, Jild 1, 1713-Hasan
--------------------
✦ अल-मिकदाम बिन मादीकरीब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु के वहां शहीद के लिए 6 ईनामात हैं
1. खून का पहला क़तरा गिरते ही उसकी बखशीश हो जाती है
2. जन्नत में अपना ठिकाना देख लेता है
3. अज़ाब ए क़ब्र से महफूज़ रहता है और क़यामत की वहशत और खौफ़नाक मंज़र से अमन में आ जाता है
4. उसके सिर पर इज्ज़त वाला याक़ुत का ताज रखा जाता है जो दुनिया और जो कुछ उसमें है उस से बेहतर है
5. और उसकी शादी जन्नत की 72 हूर अल ऐन (बड़ी आँखों वाली हूरों) से कर दी जाती है 
6. और उसके 70 रिश्तेदारो के हक़ में उसकी शफाअत क़ुबूल की जाती है
जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 1, 1713-हसन
-----------------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اللہ کے نزدیک شہید کے لیے چھ انعامات ہیں، 
 خون کا پہلا قطرہ گرنے کے ساتھ ہی اس کی مغفرت ہو جاتی ہے، 
 وہ جنت میں اپنی جگہ دیکھ لیتا ہے،
 عذاب قبر سے محفوظ رہتا ہے، 
 «فزع الأكبر» ( عظیم گھبراہٹ والے دن ) سے مامون رہے گا، 
 اس کے سر پر عزت کا تاج رکھا جائے گا جس کا ایک یاقوت دنیا اور اس کی ساری چیزوں سے بہتر ہے، 
 بہتر ( ۷۲ ) جنتی حوروں سے اس کی شادی کی جائے گی، اور اس کے ستر رشتہ داروں کے سلسلے میں اس کی شفاعت قبول کی جائے گی“

جامع ترمذی جلد ۱ ۱۷۱۳
____________________

✦ Narrated Al-Miqdam bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu That the Messenger of Allah (ﷺ) said 
There are six rewards with Allah for the martyr. 
1. He is forgiven with the first flow of blood (he suffers), 
2. He is shown his place in Paradise, 
3. He is protected from punishment in the grave, secured from the greatest terror ( on Qayamah) 
4. The crown of dignity with Yaqut is placed upon his head - and its gems are better than the world and what is in it - 
5. He is married to seventy two wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise, 
6. And he may intercede for seventy of his close relatives."
jamia Tirmizi, Book 20, 1663-Hasan

Saturday, August 20, 2016

✦ Hadith : jo shakhs apna maal bachane ke liye maara jaye to wo shaheed hai





Bismilahirrahmanirrahim 


✦ Hadith : jo shakhs apna maal bachane ke liye maara jaye to wo shaheed hai
-----------------
✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ke pass aaya aur arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam aap kya farmate hain agar koi shakhs aaye mera maal nahaq lene ko ? Aapne farmaya usko apna maal mat de , usne phir kaha ki agar wo mujhse ladey , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya tu bhi us se lad , phir usne kaha agar wo mujhko maar dale ,Aapne farmaya to tum Shaheed ho, phir usne kaha ki agar main usko maar daalu to Aapne farmaya wo Jahannam mein jayega 
Sahih Muslim, Jild 1, 360

✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs apna maal bachane ke liye maara jaye to wo shaheed hai
Sahih Muslim, Jild 1, 361
-----------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की एक शख्स रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आया और अर्ज़ किया या रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम आप क्या फरमाते हैं अगर कोई शख्स आए मेरा माल नाहक़ लेने को ? आपने फरमाया उसको अपना माल मत दे , उसने फिर कहा की अगर वो मुझसे लड़े , आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया तू भी उस से लड़ , फिर उसने कहा अगर वो मुझको मार डाले , आपने फरमाया तो तुम शहीद हो, फिर उसने कहा की अगर मैं उसको मार डालूं तो आपने फरमाया वो जहन्नम में जाएगा 
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 360

✦ अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स अपना माल बचाने के लिए मारा जाए तो वो शहीद है
सही मुस्लिम, जिल्द 1, 361
-------------------
حضرت ابوہریرہ رضی ‌اللہ ‌عنہ سے روایت ہے ، انہوں نے کہا : ایک آدمی رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم ‌ کی خدمت میں حاضر ہوا اور عرض کی : اے اللہ کے رسول ! آپ کی کیا رائے ہے اگر کوئی آدمی آ کر میرا مال چھیننا چاہے ( تو میں کیا کروں؟ ) آپ نے فرمایا:’’ اسے اپنا مال نہ دو۔‘‘ اس ن کہا : آپ کی کیا رائے ہے اگر وہ میرے ساتھ لڑائی کرے تو ؟ فرمایا: ’’ تم اس سے لڑائی کرو ۔‘‘ اس نے پوچھا : آپ کی کیا رائے ہے اگر وہ مجھے قتل کر دے تو ؟ آپ نے فرمایا: ’’ تم شہید ہو گے۔‘‘ اس نے پوچھا : آپ کی کیا رائے ہے اگر میں اسے قتل کر دوں ؟ فرمایا:’’ وہ دوزخی ہو گا ۔ ‘‘
صحیح مسلم جلد ۱ ۳۶۰


رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم ‌ نے فرمایا ہے : ’’ جو اپنے مال کی حفاظت میں قتل کر دیا گیا ، وہ شہید ہے ۔ ‘‘
صحیح مسلم جلد ۱ ۳۶۱
_________________


✦ Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported:
A person came to the Messenger of Allah (ﷺ) and said: Messenger of Allah, what do you think if a man comes to me in order to appropriate my possession? He (the Holy Prophet) said: Don't surrender your possession to him. He (the inquirer) said: If he fights me? He (the Holy Prophet) remarked: Then fight (with him). He (the inquirer) again said: What do you think if I am killed? He (the Holy Prophet) observed: You would be a martyr. He (the inquirer) said: What do you think of him (Messenger of Allah) If I kill him. He (the Holy Prophet) said: he would be in the Fire.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 259

✦ Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu said: the Messenger of Allah (ﷺ) Said He who died in protecting his property is a martyr.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 260

Thursday, May 19, 2016

✦ Hadith: jo shakhs sachchayee se shahadat maange Allah usko shaheedo ka darja ata farma dega chahe usko apne bistar par maut aaye






Bismilahirrahmanirrahim 


✦ Hadith: jo shakhs sachchayee se shahadat maange Allah usko shaheedo ka darja ata farma dega chahe usko apne bistar par maut aaye 
----------------
✦ Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs sachche dil se shahadat maange usko shahadat ka sawab mil jayega chahe shahadat mile na mile
Sahih Muslim, Jild 5, 4929

✦ Sahal bin hunaif Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shakhs sachchayee se shahadat maange Allah usko shaheedo ka darja ata farma dega chahe usko apne bistar par maut aaye 
Sahih Muslim, jild 5, 4930

✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jo is haal mein mar gaya ki na usney jihad kiya aur na hi uskey Dil mein ( dushmano ke khilaf) jazba-e-Jihad paida hua to wo ek tarah ke Nifaq se mara ( Yani ek tarah se munafiq ki tarah mara ) 
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 730 -Sahih 

✦ Hazrat Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Shaheed ki Shafaat uskey gharwalon ke 70 logon ke haq mein Qubul ki jayegi 
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 750 -Sahih 
-----------
حضرت انس رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص نے سچے دل سے شہادت طلب کی، اسے عطا کر دی جاتی ہے ( اجر عطا کر دیا جاتا ہے ) چاہے وہ اسے ( عملا ) حاصل نہ ہو سکے۔ 
صحیح مسلم جلد ۵ ۴۹۲۹

نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص سچے دل سے اللہ کی شہادت مانگے، اللہ اسے شہداء کے مراتب تک پہنچا دیتا ہے، چاہے وہ اپنے بستر ہی پر کیوں نہ فوت ہو
صحیح مسلم جلد ۵ ۴۹۳۰

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جو شخص مر گیا اور اس نے نہ جہاد کیا اور نہ ہی کبھی اس کی نیت کی تو وہ نفاق کی قسموں میں سے ایک قسم پر مرا ۔ 
سنن ابی داؤد جلد ۲ ۷۳۰ صحیح


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: شہید کی شفاعت اس کے کنبے کے ستر افراد کے لیے قبول کی جائے گی

سنن ابی داؤد جلد ۲ ۷۵۰ صحیح
_________________

✦ अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स सच्चे दिल से शहादत माँगे उसको शहादत का सवाब मिल जाएगा चाहे शहादत मिले ना मिले
सही मुस्लिम, जिल्द 5, 4929

✦ सहल बिन हुनईफ रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स सच्चाई से शहादत माँगे अल्लाह उसको शहीदो का दर्जा अता फरमा देगा चाहे उसको अपने बिस्तर पर मौत आए 
सही मुस्लिम, जिल्द 5, 4930

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो इस हाल में मर गया की ना उसने जिहाद किया और ना ही उसके दिल में ( दुश्मनों के खिलाफ) जज़्बा-ए-जिहाद पैदा हुआ तो वो एक तरह के निफ़ाक़ पर मरा ( यानी एक तरह से मुनाफ़ीक़ की तरह मरा ) 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 730 -सही

✦ हज़रत अबू दर्दा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया शहीद की शफाअत उसके घरवालों के 70 लोगों के हक़ में क़ुबूल की जाएगी 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 750 -सही
-----------
✦ Narrated by Anas bin Malik Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah ﷺ said Who seeks martyrdom with sincerity shall get its reward, though he may not achieve it.
Sahih Muslim, Book 20, Hadith 4694

✦ Narrated by Sahal bin hunaif Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah ﷺ said:
Who sought martyrdom with sincerity will be ranked by Allah among the martyrs even if he died on his bed.
Sahih Muslim, Book 20, 4695

✦ Narrated Abud Darda Radi Allahu Anhu : The Prophet peace_be_upon_him said: The intercession of a martyr will be accepted for seventy members of his family. 
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2516-Sahih

✦ Abu Hurairah Radi Allahu Anhu reported the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as saying “He who dies without having fought or having felt fighting (against the infidels) to be his duty will die guilty of a kind of hypocrisy.” 
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2496 -Sahih

Friday, February 5, 2016

Al Quran : Eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( Qatl aur khooonrezi) se bacho





Bismillahirrahmanirrahim


Al Quran : Eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( Qatl aur khooonrezi) se bacho

-------------------------------

Al Quran : Momeen tumko maqtulo ( jo qatl kar diye gaye hain) ke baare mein Qasas ka hukm diya jata hai , Aazad ke badle aazad aur gulam ke badle gulam aur aurat ke badle aurat.(Qatl ki jaye) Aur qatil ko uske bhai ki taraf se kuch maaf kar diya jaye to dastur ke muwafiq mutalaba karna chahiye aur usey neki ke saath ada karna chahiye ye tumhare RAB ki taraf se aasani aur meharbani hai phir jo uske baad zyadati kare to uske liye dardnak azab hai

Aur eh Aqal walo Qasas mein ( tumhare liye) zindagani hai taaki tum ( qatl aur khooonrezi) se bacho
AL Quran ,Surah Al-Baqara (2), Verse #178-179
-------------------------------
अल क़ुरान : मोमीनों तुमको मक़तुलो ( जो क़त्ल कर दिए गये हैं) के बारे में क़सास का हुक्म दिया जाता है , आज़ाद के बदले आज़ाद और गुलाम के बदले गुलाम और औरत के बदले औरत (क़त्ल की जाये) . और क़ातिल को उसके भाई की तरफ से कुछ माफ़ कर दिया जाए तो दस्तूर के मुवाफ़िक़ मुतालबा करना चाहिए और उसे नेकी के साथ अदा करना चाहिए ये तुम्हारे रब की तरफ से आसानी और मेहरबानी है फिर जो उसके बाद ज़्यादती करे तो उसके लिए दर्दनाक अज़ाब है और एह अक़ल वालो क़सास में ( तुम्हारे लिए) ज़िंदगानी है ताकि तुम ( क़त्ल और खूनरेज़ी) से बचो
अल क़ुरान ,सुराह अल-बक़रा (2), आयत #178-179
---------

اے ایمان والو! تم پر ان کے خون کا بدلہ ( قصاص ) فرض کیا گیا ہے جو ناحق قتل کئے جائیں ، آزاد کے بدلے آزاد اور غلام کے بدلے غلام اور عورت کے بدلے عورت ، پھر اگر اس کو ( یعنی قاتل کو ) اس کے بھائی ( یعنی مقتول کے وارث ) کی طرف سے کچھ ( یعنی قصاص ) معاف کر دیا جائے تو چاہئے کہ بھلے دستور کے موافق پیروی کی جائے اور ( خون بہا کو ) اچھے طریقے سے اس ( مقتول کے وارث ) تک پہنچا دیا جائے ، یہ تمہارے رب کی طرف سے رعایت اور مہربانی ہے ، پس جو کوئی اس کے بعد زیادتی کرے تو اس کے لئے دردناک عذاب ہے  اور تمہارے لئے قصاص ( یعنی خون کا بدلہ لینے ) میں ہی زندگی ( کی ضمانت ) ہے اے عقلمند لوگو! تاکہ تم ( خوں ریزی اور بربادی سے ) بچو  

القرآن:سورة البقرہ (۲) آیت ۱۷۸-۱۷۹
_______________

Al Quran : O you who believe! Al-Qisas (the Law of Equality in punishment) is prescribed for you in case of murder: the free for the free, the slave for the slave, and the female for the female. But if the killer is forgiven by the brother (or the relatives, etc.) of the killed against blood-money, then adhering to it with fairness and payment of the blood-money to the heir should be made in fairness. This is an alleviation and a mercy from your Lord. So after this whoever transgresses the limits (i.e. kills the killer after taking the blood-money), he shall have a painful torment.
And there is (a saving of) life for you in Al-Qisas (the Law of Equality in punishment), O men of understanding, that you may restrain yourselves.
Al Quran, Surah Al-Baqara (2), Verse #178-179

Sunday, January 17, 2016

✦ Hadith: Bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat shaheed hain





Bismillahirrahmanirrahim 


✦ Hadith: Bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat shaheed hain


✦ Safwan bin Umayyah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Taawun se marne wala , pet ke marz se marne wala , paani mein doob kar marne wala , aur bachche ki wiladat ke waqt marne wali aurat ye sabhi shaheed hain is hadith ke ek ravi ne kaha ki ye hadith Abu Uthman Radi Allahu Anhu ne kayee baar rivayat ki hai aur ek baar ye bhi kaha ki ye Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ka irshad hai 
Sunan Nasaii , 2056-Sahih

✦ Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Shaheed ki Shafaat uskey gharwalon ke 70 logon ke haq mein Qubul ki jayegi
Sunan Abu Dawud 2522  -Sahih
------------------------

حضرت سفوان بن امیہ سے روایت ہے  طاعون سے مرنے والا، پیٹ کے مرض میں مرنے والا، ڈوب کر مرنے والا، اور زچگی کی وجہ سے مرنے والی عورت شہید ہے۔ وہ ( تیمی ) کہتے ہیں: ہم سے ابوعثمان نے بارہا بیان کیا، ایک مرتبہ انہوں نے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم سے اسے مرفوع بیان کیا۔
سنن نسائی جلد ۱  ۲۰۵۶


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: شہید کی شفاعت اس کے کنبے کے ستر افراد کے لیے قبول کی جائے گی ۔

سنن ابی داؤد ٢٥٢٢ - صحیح 
__________________

✦ सफवान बिन उमय्या रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की ताऊन से मरने वाला , पेट के मर्ज़ से मरने वाला , पानी में डूब कर मरने वाला , और बच्चे की विलादत के वक़्त मरने वाली औरत ये सभी शहीद हैं इस हदीस के रावी ने कहा की ये हदीस अबू उसमान रदी अल्लाहू अन्हु ने काई बार रिवायत की है और एक बार ये भी कहा की ये रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैही वसल्लम का इरशाद है 
सुनन नसाई  2056-सही

✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया शहीद की शफ़ाअत उसके घरवालों के 70 लोगों के हक़ में क़ुबूल की जाएगी
सुनन अबू दाऊद 2522 -सही

------------------------
✦ It was narrated that Safwan bin Umayyah Radi Allahu Anhu said:
"The plague, abdominal illness, drowning and dying in childbirth are martyrdom." (One of the narrators) said: Abu 'Uthman Radi Allahu Anhu narrated this to us several times, and on one occasion he attributed it to the Prophet.
Sunan Nasaii  2056-Sahih

✦ The Prophet peace_be_upon_him said: The intercession of a martyr will be accepted for seventy members of his family.
Sunan Abu Dawud 2522-Sahih

Saturday, November 28, 2015

✦ Shahar-e-Madina ki Azmat✦






Bismillahirrahmanirrahim
✦ Shahar-e-Madina ki Azmat✦
-----------
✦ Abu Hurirah Radiallahuanhu se rivayat hai ki Rasool-AllahuSal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Madine ke raaston par farishte hain na ismein taoon( plague ki beemari) aa sakti hai aur na dajjal
Sahih Bukhari, Vol 3, 1880


✦ Anas Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh ALLAH jitni makka mein barkat ata farmayee hai madiney mein us sey Duguni barkat ata farma.
Sahih Bukhari, Vol 3, 1885

✦Aisha Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ya Allah hamare Dilon mein madine ki Muhabbat is tarah paida kar de jaise makka ki muhabbat hai bulki is sey bhi ziyada
Sahih Bukhari, Vol 3, 1889

✦ Ibn Umar Radi allahu anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya tum mein se jo ye kar sake ki wo madine mein aakar mare to wo aisa jarur kare isliye ki main madine mein marne wale ke haq mein gawahi dunga
Sunan Ibn majah, Jild 2, 1269-Hasan

✦ Hadith: Zaid bin Aslam Radhi Allahu Anhu ne apne walid se suna ki Hazrat umar Radhi Allahu Anhu ye kaha karte they Ya ALLAH mujhe tere raaste mein Shahadat naseeb farma aur tere Rasool Sallallahu Alalihi Wasallam ke shahar (Madina) mein maut naseeb farma
Sahih Bukhari, Vol 3 , 1890


----------
✦अबू हुरैरा रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मदीने के रास्तों पर फरिश्ते हैं ना इसमें ताऊन( प्लेग की बीमारी) आ सकती है और ना दज्जाल
सही बुखारी, जिल्द 3, 1880

✦ अनस रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया एह अल्लाह जितनी मक्का में बरकत आता फरमाई है मदीने में उस से दुगुनी बरकत अता फरमा
सही बुखारी, जिल्द 3, 1885

✦ आईशा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया या अल्लाह हमारे दिलों में मदीने की मुहब्बत इस तरह पैदा कर दे जैसे मक्का की मुहब्बत है बल्कि इस से भी ज़ियादा
सही बुखारी, जिल्द 3, 1889

✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु  से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया तुम में से जो ये कर सके की वो मदीने में आकर मरे तो वो ऐसा ज़रूर करे इसलिए की मैं मदीने में मरने वाले के हक़ में गवाही दूँगा

सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 1269-हसन

✦ हदीस: ज़ैद बिन असलम रदी अल्लाहू अन्हु ने अपने वालिद से सुना की हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु ये कहा करते थे या अल्लाह मुझे तेरे रास्ते में शहादत नसीब फरमा और तेरे रसूल सललल्लाहू अलैही वसल्लम के शहर (मदीना) में मौत नसीब फरमा
सही बुखारी, जिल्द 3, 1890
----------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مدینہ کے راستوں پر فرشتے ہیں نہ اس میں طاعون آ سکتا ہے نہ دجال

صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۰


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کے اے اللہ! جتنی مکہ میں برکت عطا فرمائی ہے مدینہ میں اس سے دگنی برکت کر

صحیح بخاری جلد ۳ ۱۸۸۵

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے  فرمایا اے اللہ! ہمارے دلوں میں مدینہ کی محبت اسی طرح پیدا کر دے جس طرح مکہ کی محبت ہے بلکہ اس سے بھی زیادہ

صحیح بخاری جلد ۴ ۱۸۸۹ 


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے جو مدینہ میں مر سکے تو وہ ایسا ہی کرے، کیونکہ جو وہاں مرے گا میں اس کے لیے گواہی دوں گا ۔

سنن ابن ماجہ جلد ۲,۱۲۹۶ حسن


 حضرت عمر رضی اللہ عنہ کہا کرتے تھے اے اللہ! مجھے اپنے راستے میں شہادت عطا کر اور میری موت اپنے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے شہر میں مقدر کر دے

صحیح البخاری جلد،۳ ۱۸۹۰
------------
✦ Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "There are angels guarding the entrances (or roads) of Medina, neither plague nor Ad-Dajjal will be able to enter it."
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 104:
✦ Narrated Anas Radi allahu anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "O ALLAH! Bestow on Medina twice the blessings You bestowed on Mecca.
Sahih Bukhari, Vol 3, Book 30, No. 109:
✦Narrated Aisha Radi Allahu Anha Allah's Apostle Peace be upon him said, "O Allah! Make us love Medina as we love Mecca or even more than that
Sahih Bukhari, Book #30, 113

✦ It was narrated from Ibn Umar that the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever among you can die in Al-Madinah, let him do so, for I will bear witness in favor of those who die there.
Sunan Ibn majah, Book 25, 3112-Hasan
✦ Narrated Zaid bin Aslam from his father umar Radhi Allahu Anhu said, O ALLAH! Grant me martyrdom in Your cause, and let my death be in the city of Your Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam ."
Sahih Bukhari, Book #30, 114

Sunday, September 13, 2015

Hadith: Dab kar marne wala shaheed hai



Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Dab kar marne wala shaheed hai 
--------------------
✦ Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Shaheed paanch tarah ke hote hain taoon (ki beemari) mein halaq hone wala , pet ki beemari se marne wala , doob kar marne wala, dab kar marne wala aur Allah ke raaste mein shahadat pane wala
Sahih Bukhari, Vol 4,2829

✦ Rasooll-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Shaheed ki Shafaat uskey gharwalon ke 70 logon ke haq mein Qubul ki jayegi
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 750 -Sahih


------------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया शहीद पाँच तरह के होते हैं ताऊन (की बीमारी) में हलाक़ होने वाला , पेट की बीमारी से मरने वाला , डूब कर मरने वाला, दब कर मरने वाला और अल्लाह के रास्ते में शहादत पाने वाला
सही बुखारी, जिल्द 4,2829
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया शहीद की शफ़ाअत उसके घरवालों के 70 लोगों के हक़ में क़ुबूल की जाएगी
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 750 -सही
--------------------
✦Narrated Abu Huraira Radi allahu anhu :
Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Five are regarded as martyrs: They are those who die because of plague, Abdominal disease, drowning and a falling building (one who is buried under debris) and the martyrs in Allah's Cause."
Sahih Bukhari, Book 52, Hadith 82
✦ The Prophet peace_be_upon_him said: The intercession of a martyr will be accepted for seventy members of his family.
Sunan Abu Dawud, Book 14, 2516-Sahih