Only-Quran-Hadith Quiz 286
Sawal : Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ye dua kis waqt
padha karte
they ?
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
A. Namaz mein durud ibrahim ke baad
B. Namaz mein do sazdo ke darmiyan
C. Farz namaz ke baad
D. Sajda e tilawat mein
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : Whne the Prophet Sallallahu alaihi wasallam used to recite this dua
?
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur
mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma
A. After durud e ibrahim in prayer
B. Between the two prostrations in prayer
C. After the Compulsary (farz) prayer
D. in Sajda e tilawat (recitaion)
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab;B. Namaz mein do sazdo ke darmiyan
-----------------------------------------
Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith - Nabee Sallallahu alaihi wasallam ka ruku aur sazda
AL Bara Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabi Kareem sallallahu alaihi
wasallam ke ruku , Sazda , ruku se sir uthaney ke baad ka waqt aur dono Sazdo
ke darmiyan baithney ka waqt Takriban barabar hota tha
{Sahih Bukhari, Vol1, 801}
Abdullah ibn Abbas radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah
sallallahu alaihi wasallam Do sazdo ke darmiyan ye dua parhtey they
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني
(Eh Allah mujhe baksh de aur mujh par raham farma aur mujhe Aafiyat de aur
mujhe Hidayat de aur mujhe Rizq ata farma)
{Sunan Abu Dawud, Vol 1 , 842 -Hasan}
---------------------------
Narrated Al-Bara': The bowing, the prostrations, the period of standing after
bowing and the interval between the two prostrations of the Prophet used to be
equal in duration .
{Sahih Bukhari, Book #12, Hadith #766}
Narrated Abdullah ibn Abbas radi allaho anhuma: The Prophet peace beupon
him used to say between the two prostrations ( Suzud)
Allahumma Aghfirli, wa Arhamni , wa Aafini, Wa Ahdini, wa Arzuqni
اللهم أغفر لي وارحمني وعافني واهدني وارزقني
: O Allah, forgive me and have mercy on me and heal me and guide me and
provide (Rizq) for me.
{Sunan Abu dawud, Book 3, Number 0849-Hasan}
No comments:
Post a Comment