❗
Only-Quran-Hadith Quiz-330❗
Jawab ek se ziyada hai
❗ Sawal :
Inmein se wo kaunse inaamat hain jo Allah subhanahu ki taraf se shaheed ko diye
jaate hain ?
A. Khoon ka pahla qatra girte
hi uski bakhshish ho jati hai
B. Jannat mein apna thikana
dekh leta hai
C. Azab e Qabr se mehfooz rahta
hai
D. uske sir par ezzat wala
yaqut ka taaj rakha jata hai
E. uski shadi jannat ki 72 Hur
Al Ain se ki jati hai
F. uske 70 rishtedaro ke haq
mein uski shafaat qubul ki jati hai
G. Uski rooh Arsh ka tawaf
karti rahti hai
H. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------------------------
Answer are more than one
------------------------------------------
Answer are more than one
What are the rewards with Allah for the martyr
among below ?
A. He is forgiven with the
first flow of blood (he suffers),
B. He is shown his place in
Paradise,
C. He is protected from
punishment in the grave
D. The crown of dignity with
yaqut is placed upon his head
E. He is married to seventy two
wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise,
F. And he may intercede for
seventy of his close relatives."
G. His soul do tawaf of Arsh
H. I want to know
Sahi jawab AB CD EF
------------
✦ Al-Miqdam
bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi wasallam ne farmaya
Allah subhanahu ke waha Shaheed
ke liye 6 inamaat hain
1. Khoon ka pahla qatra girte
hi uski bakhshish ho jati hai
2. Jannat mein apna thikana
dekh leta hai
3. Azab e Qabr se mehfooz rahta
haia aur Qayamat ki wahshat aur khufnak manzar se aman mein aa jata hai
4. Uske sir par ezzat wala
yaqut ka taaj rakha jata hai jo duniya aur jo kuch usmein hai us se behtar hai
5. Aur uski shadi jannat ki 72
Hur Al Ain (badi aankho wali hooron) se ki jati hai
6. Aur uske 70 rishtedaro ke
haq mein uski shafaat qubul ki jati hai
jamia Tirmizi, Jild 1,
1713-Hasan
--------------------
✦ Narrated
Al-Miqdam bin Ma'diykarib Radi Allahu Anhu
That the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said
There are six rewards with
Allah for the martyr.
1. He is forgiven with the
first flow of blood (he suffers),
2. He is shown his place in
Paradise,
3. He is protected from
punishment in the grave, secured from the greatest terror ( on Qayamah)
4. The crown of dignity with
Yaqut is placed upon his head - and its gems are better than the world and what
is in it -
5. He is married to seventy two
wives from Al-Huril-'Ayn of Paradise,
6. And he may intercede for
seventy of his close relatives."
jamia Tirmizi, Book 20, 1663-Hasan
No comments:
Post a Comment