Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 28, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-320 ❗


Only-Quran-Hadith Quiz-320 

Sawal: ismein se wo kuan khushnaseeb hai jinki janaze ki namaz Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne padhi thi ?

A. Fatima radi allahu anha
B. Abdullah bin masood Radi allahu anhu
C. Najjashi baadshah
D. Khadija Radi allahu anha
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------

Quiz: Whose funeral prayer Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam offered among below?
A. Fatima radi allahu anha
B. Abdullah bin masood Radi allahu anhu
C. King Najjashi
D. Khadija Radi allahu anha
E. None of the above
F. I want to know

Sahi jawab C
--------
Jabir bin ABdullah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne Najjashi ki namaz e janaza padhi to main dusri ya teesri saf mein tha
Sahi Bukhari, 1317
Note: Khadija radi allahu anha ki wafat ke waqt tak namaz e janaza ka hukm nahi aaya tha.
--------
Narrated Jabir bin Abdullah: Allah's Messenger () offered the funeral prayer for An-Najashi and I was in the second or third row.
Sahih bukhari, Book 23, 403


Note: Funeral prayers (salat al janaza) had not yet been mandated in Islam when the khadija radi allahu anha was died.

No comments:

Post a Comment