Only-Quran-Hadith Quiz 241
Sawal: Rasool-Allah sal-allahu alaihi
wasallam ek baar jannat mein dakhil huye to waha ek sahabi ki biwi ko dekha ,
wo khushnaseeb sahabiya kaun thi ?
A. Abu talha Radi Allahu Anhu ki
biwi
B. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu ki biwi
C. Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu ki biwi
D. Musaib bin umair Radi Allahu Anhu ki biwi
E. inme se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------
Quiz: Once The
Prophet (ﷺ) entered in Paradise and saw the wife of a sahabi , whose was
she ?
A. The wife of Abu talha Radi Allahu
Anhu
B. The wife of Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
C. The wife of Jafar Al-tayyar Radi allahu anhu
D. The wife of Musaib bin umair Radi Allahu anhu
E. None of the above
F. I want to know
Sahih Jawab A
Abu talha Radi Allahu Anhu ki biwi
------------------
قَالَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم " رَأَيْتُنِي دَخَلْتُ الْجَنَّةَ، فَإِذَا أَنَا بِالرُّمَيْصَاءِ امْرَأَةِ أَبِي طَلْحَةَ وَسَمِعْتُ خَشَفَةً، فَقُلْتُ مَنْ هَذَا فَقَالَ هَذَا بِلاَلٌ. وَرَأَيْتُ قَصْرًا بِفِنَائِهِ جَارِيَةٌ، فَقُلْتُ لِمَنْ هَذَا فَقَالَ لِعُمَرَ. فَأَرَدْتُ أَنْ أَدْخُلَهُ فَأَنْظُرَ إِلَيْهِ، فَذَكَرْتُ غَيْرَتَكَ ". فَقَالَ عُمَرُ بِأُمِّي وَأَبِي يَا رَسُولَ اللَّهِ أَعَلَيْكَ أَغَارُ
------------------
Hazrat Jaber radi allahu anhu ne bayan kiya ki Nabee sal-allahu alaihi wasallam ne farmaya maine (khwab mein) jannat mein dakhil hua to wahan maine Abu talha radi allahu anhu ki biwi Rumaisa (Umm sulaim) radi allahu anha ko dekha.
Aur maine ( dusri jagah) qadmo ki aawaz suni to maine pucha ye kaun hai sahab hain ? bataya gaya ki ye bilal radi allahu anhu hain.
Aur maine ek mahal dekha uske samne ek aurat thi , maine oucha ye kiska mahal hai to bataya gaya ki ye umar radi allahu anhu ka hai
mere dil mein aaya ki andar jakar dekhu lekin mujhe uamr radi allahu anhu ki gairat yaad aayee (isliye andar dakhil nahi hua) is par hazrat umar radi allahu anhu ne rote huye kaha mere maa baap aap sal-allahu alaihi wasallam par fida ho YA Rasool-Allah sal-allahu alaihi wasallam kya main aap par gairat karunga
Sahih Bukhari, Jild 5, 3679
------------------
Narrated Jabir bin `Abdullah The Prophet (ﷺ) said, "I saw myself (in a dream) entering Paradise, and behold! I saw Ar-Rumaisa (umm sulaim) , Abu Talha's wife radi allahu anhuma.
(at another place) I heard footsteps. I asked, Who is it? Somebody said, 'It is Bilal radi allahu anhu
' Then I saw a palace and a lady sitting in its courtyard. I asked, 'For whom is this palace?' Somebody replied, 'It is for `Umar radi allahu anhu.' I intended to enter it and see it, but I thought of your (`Umar's) Ghira (and gave up the attempt)." `Umar radi allahu anhu said, "Let my parents be sacrificed for you, O Allah's Messenger (ﷺ)! How dare I think of my Ghira (self-respect) being offended by you?
Sahih Bukhari, Book 57, Hadith 28

No comments:
Post a Comment