Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, January 13, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 221

 Only-Quran-Hadith Quiz  221


Sawal: Inmein se kis par Allah subhanahu ne laanat ki hai ?

A. Nahaq jhagda karne wale par
B. Bidati ko jagah dene wale par
C. Farz namaz bina padhe so jane wale par
D. Zina karne wale par
E. Geebat karne wale par
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz: To whom Allah Allah has cursed among below ?

A. The one who quarrel without any reason
B. The one who accommodates an innovator in religion
C. The one who sleep without praying obligatory prayers
D. The one who commit zina (illegal intercourse)
E. The one who backbite others
F. I want to know



Sahi Jawab B. Bidati ko jagah dene wale par
------------------
Abu Tufail Amir se rivayat hai ki main hazrat Ali Radi Allahu Anhu  ke pass baitha tha itne mein ek shakhs aaya aur kahne laga Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne aapko kuch chup kar (secretaly) batlaya hai , to Hazrat Ali Radi Allahu Anhu  naraz huye aur kaha ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne mujhe aisee koi cheez nahi batlayee jo dusro se chupa li ho, siwaye chaar baato ke , wo shaksh kahne laga ki Eh Ameerul momeneen wo  baatein kaunsi  hain to hazrat Ali Radi Allahu Anhu  ne kaha ki Aap Sallallahu Alaihi wasallam  ne farmayee Jo apne walid par laanat kare us par Allah ki laanat hai , jo Allah ke siwa kisi aur ke liye Qurbani kare us par bhi Allah ki laanat hai, jo deen mein naye naye kaam nikalne wale (bidati) ko jagah de us par bhi Allah ki laanat hai aur jo zameen ke nishan (boundry line) ko badal de us par bhi Allah ki laanat hai
Sahih Muslim,  Jild 5 , 5124
Correct Answer is  B. The one who accommodates an innovator in religion

Abu Tufail Amir  reported I was in the company of Ali b. Abi Talib, when a person came to him, and said: What was it that Allah's Apostle () told you in secret? Thereupon he (Ali Radi Allahu Anhu) was enraged and said: Allah's Apostle () did not tell me anything in secret that he hid from people, except that he told me four things. He said: Commader of Faithful, what are these? He Sallallahu Alaihi wasallam  said: Allah cursed him who cursed his father Allah cursed him who sacrificed for anyone besides Allah; and Allah cursed him who accommodates an innovator (in religion) ; and Allah cursed him who changed the minarets (the boundary lines) of the land.
Sahih Muslim,  Book 22, Hadith 4876


No comments:

Post a Comment