Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, January 17, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 276

Only-Quran-Hadith Quiz  276



Sawal : Wo kaunse Sahabi they jinko ghazwa e badr mein Rasool-
Allah sallalahu alaihi wasallam ne ek lakdi(stick) di to lakdi ek talwar
 ban gayee jis se wo tab tak lade jab tak mushriko ko shikast ho 
gayee ?


A. Zaid Radi Allahu anhu

B. Suraqa Radi Allahu anhu

C. Ukasha Radi Allahu anhu

D. Dihyah Kalbi Radi Allahu anhu

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------
Quiz : What is the name of that sahabi to whom Rasool-Allah 
sallalahu alaihi wasallam gave a stick on the battl of badr and It 
turned into a long white sword and he fought with that sword until 
Allah defeated the Mushriks.


A. Zaid Radi Allahu anhu

B. Suraqa Radi Allahu anhu

C. Ukasha Radi Allahu anhu

D. Dihyah Kalbi Radi Allahu anhu

E. None of the above

F. I want to know



Sahi Jawab
C. Ukasha Radi Allahu anhu
------------
Umar Ibn Uthman se rivayat hai ki Ghazwa e Badr ke moqe par Ukasha bin Muhsin radi allahu anhu ki talwar tut gayee , Rasool-Allah salalalahu alaihi wasllam ne unko ek lakdi di wo ek lambi safed talwar mein badal gayee , Ukassa radi allahu anhu ne kaha ki main us talwar se tab tak ladta raha jab tak ki Allah subhanahu ne mushriko ko shikast na de di , aur wo talwar unke muat ke waqt tak unke saath thi
Seerat ibn Hisham ,Jild 2, 220
Ar Raheeq Al Makhtum , Safa 226
------------
Narrated Umar Ibn Uthman from his father from his aunt said: 'Ukasha bin Muhsin radi allahu anhu at Badr, broke his sword. He sallallahu alaihi wasllam gave him a stick. It turned into a long white sword. He said: "I fought with that sword until Allah defeated the Mushriks. That sword was kept with him until he died.
 
Seerat Ibn Hisham Vol 2 ,220
Ar Raheeq Al Makhtum (The sealed nectar) Page 226


No comments:

Post a Comment