Only-Quran-Hadith Quiz 273
Dono quiz ka jawab saath mein istarah
dijiyega....AB ya CD etc
Sawal 1 : inmein se Zakat Al Fitr kin
par farz hai ?
A. Rozedar
Mard, Rozedar Aurat aur bachcho par
B. Balig musalmano par
C. Musalman Mard aur Aurat par
D. Sabhi Musalman Mard, Aurat aur chote aur bade par
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
Sawal 2 : Zakat Al fitr kab tak ada kar
dena chahiye ?
A. 27 Ramzan se pahle
B. Eid Al fitr ka Chand dekhne se pahle
C. Eid ki namaz mein jaane se pahle
D. Eid Al fitr ki namaz ke baad
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------
Reply both quiz together like this
...AB ..CD etc.
Quiz 1 : On whom Zakat-ul-Fitr is
obligatory among below?
A. The fasting men , women and children
B. The mature Muslims
C. The muslim male and female
D. Every Muslim male,female,young or old
E. None of the above
F. I want to know
Quiz 2 : Till When Zakat-ul-Fitr should
be paid ?
A. Before 27 Ramzan
B. Before sighting moon for the Eid Al Fitr
C. Before went out to offer the Eid prayer
D. After the prayer of Eid Al Fitr
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab DC
D. Musalman Mard, Aurat aur bachcho par
C. Eid ki namaz mein jaane se pahle
------------
Abdullah bin umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zakat-ul-Fitra ek sa khajur ya ek sa jou (barley
) (One Sa' = 3 Kilograms approx) farz qarar di hai jo Ghulam, Aazad, Mard ,
Aurat chotey aur badey tamam musalmano par farz hai aur Aap Sallallahu Alaihi
Wasallam ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye jane se pahle ye Sadqa Ada
kar diya jaye
Sahih Bukhari , Vol2, 1503
Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne Zakat-ul-Fitr ko bekar aur behuda baat se Roze ko paak karne aur
Miskeeno ki parwarish ke liye muqarar farmya hai jo shaksh Eid ki namaz se
pahle ise ada karega wo zakat ki tarah qubul kiya jayega aur aur agar koi Namaz
ke baad ada karega to wo dusre sadqe ki tarah ek sadqa hoga.
Sunan Abu Dawud, Jild 1 , 1596 – Hasan
------------
Urdu:
https://islamqa.info/ur/146240
https://islamqa.info/ur/207225
------------
More details:
https://islamqa.info/en/146240
https://islamqa.info/en/207225
------------
Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhuma: The Prophet Sallallahu Alaihi
Wasallam enjoined the payment of one Sa' of dates or one Sa' of barley as
Zakat-ul-Fitr on every Muslim slave or free, male or female, young or old, and
he Sallallahu Alaihi Wasallam ordered that it be paid before the people went
out to offer the 'Id prayer. (One Sa' = 3 Kilograms approx.)
Sahih Bukhari, Book 25, 579
Narrated Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu : The Apostle of Allah
Sallallahu alaihi wasallam prescribed the Zakat-al-fitr (alms) relating to the
breaking of the fast as a purification of the fasting from empty and obscene
talk and as food for the poor. If anyone pays it before the prayer (of 'Id), it
will be accepted as zakat. If anyone pays it after the prayer, that will be a
sadaqah like other sadaqahs (alms)
Sunan Abu Dawud, Book 9, 1605 – Hasan
No comments:
Post a Comment