Only-Quran-Hadith Quiz 288
Sawal : WO kaunsa gunah hai jisko karne se insan ki 40 din ki namaz qubul
nahi
hoti ?
A. Jhoothi gawahi dena
B. Gairullah ke naam ki Qurbani ka khana
C. Sharab ke nashe mein mast ho jana
D. Padosi ki biwi se zina karna
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz : Whats is that sin, whoever commit his prayer will not be
accepted
for forty days ?
A. To give a false witness
B. Eating, from the sacrifice for other than Allah
C. Drinks wine and gets drunk
D. illegal intercourse with the wife of your neighbor
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab
C. Sharab ke nashe mein mast ho jana
-----------
الَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ " مَنْ شَرِبَ الْخَمْرَ وَسَكِرَ لَمْ تُقْبَلْ لَهُ صَلاَةٌ أَرْبَعِينَ صَبَاحًا
وَإِنْ مَاتَ دَخَلَ النَّارَ فَإِنْ تَابَ تَابَ اللَّهُ عَلَيْهِ
-----------
Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi, aur agar wo us dauran mar gaya to dozakh mein jayega agar usne tauba kar li to Allah qubul farmayega.
Sunan ibn Maja, Jild 3, 258-Sahih
----------
It was narrated from Abdullah bin Amr that the Messenger of Allah (ﷺ) said Whoever drinks wine and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents, Allah will accept his repentance.
Sunan ibn Maja, Book 30, 3377-Sahih
No comments:
Post a Comment