Only-Quran-Hadith Quiz 239
Sawal: Quran
ki wo kaunsi surah hai jismein Allah subhanhu ne
Raat, Din aur chand aur suraj ki kasam li hain?
A. Surah Fajr
B. Surah Al Lail
C.Surah Ad-Duha
D. Surah Ar-rahman
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab la intezar hai
------------------------
Quiz: In which Surah Allah swear (or take oath) of Night , Day and Moon and Sun ?
A. Surah Fajr
B. Surah Al Lail
C.Surah Ad-Duha
D. Surah Ar-rahman
E. None of the
above
F. I want to
know
Sahi Jawab hai
E – Inmein se koi nahi kyuki wo Surah As-Shams hai
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
----------
وَالشَّمْسِ وَضُحَاهَا
وَالْقَمَرِ إِذَا تَلَاهَا
وَالنَّهَارِ إِذَا جَلَّاهَا
وَاللَّيْلِ إِذَا يَغْشَاهَا
Surah Ash-Shams (91), Verse 1-4
------------------------
Suraj ki kasam aur uski roshni ki
Aur chand ki kasam jab uske peeche nikle
Aur din ki kasam jab usko chamka de
Aur raat ki kasam jab usko dhaanp le
Surah Ash-Shams (91), Verse 1-4
----------------
1. By the sun and its brightness.
2. By the moon as it follows it (the sun).
3. By the day as it shows up (the sun's) brightness.
4. By the night as it conceals it (the sun).
Surah Ash-Shams (91) , Verse 1-4
---------------------
Surah Ash-Shams (91), Verse 1-4
------------------------
Suraj ki kasam aur uski roshni ki
Aur chand ki kasam jab uske peeche nikle
Aur din ki kasam jab usko chamka de
Aur raat ki kasam jab usko dhaanp le
Surah Ash-Shams (91), Verse 1-4
----------------
1. By the sun and its brightness.
2. By the moon as it follows it (the sun).
3. By the day as it shows up (the sun's) brightness.
4. By the night as it conceals it (the sun).
Surah Ash-Shams (91) , Verse 1-4
---------------------
No comments:
Post a Comment