❗ Only-Quran-Hadith Quiz-326❗
Sawal : Wo
kaunse Nabee hai jinhone Allah ke hukm se zameen par apna paanw maara to unke
liye zameen se ek paani ka chashma (spring) nikal aaya aur Allah subahanhu ne
iska zikr Quran majid mein bhi farmaya ?
A. Ayyub
alaihi salam
B. Musa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
B. Musa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
Quiz : What is the name of that prophet , who strike the ground
with foot and (a spring of) water came out from that place and Allah has
mentioned this thing in Quran ?
A. Ayyub
alaihi salam
B. Musa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
B. Musa Alaihi Salam
C. Adam Alaihi salam
D. Ismaeel Alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab A
--------
وَاذْكُرْ عَبْدَنَا أَيُّوبَ إِذْ نَادَىٰ رَبَّهُ أَنِّي مَسَّنِيَ الشَّيْطَانُ بِنُصْبٍ وَعَذَابٍ
ارْكُضْ بِرِجْلِكَ ۖ هَـٰذَا مُغْتَسَلٌ بَارِدٌ وَشَرَابٌ
----------
Aur hamare bande Ayyub Alaihi salam ko yaad karo, jab unhone apne RABB ko pukara ki mujhe shaitan ne taklif aur azab pahuchaya hai (Allah ne farmaya) apna paaw zameen par maaro ye thanda chashma (spring of water)nahane aur peene ko hai
Al Quran , Surah sad , aayar 41-42
Tafseer : Ayyub alaihi salam jab sakht beemar huye to phir Allah subnanahu se unhone dua ki to unko hukm diya ki apna paanw zameen par maaro aur waha se ek pani ka chashma nikal aaya , jismein unhe nahane aur peene ka hukm hua aur uske jariya Allah subhahanhu ne unhe shifa ata farmayee
---------
And remember Our slave Ayyub (Job), when he invoked his Lord (saying): "Verily Shaitan (Satan) has touched me with distress (by ruining my health) and torment (by ruining my wealth)!
(Allah said to him): "Strike the ground with your foot: This is (a spring of) water to wash in, cool and a (refreshing) drink."

No comments:
Post a Comment