Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 259

 Only-Quran-Hadith Quiz 259 


Quiz : Allah subhanahu ne Quran mein Noorun-Ala-Noor ( Roshni ke upar roshni) kisko kaha hai?

A. Ramzan ko

B. Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ko

C. Sidrat Al Muntaha ko

D. Quran kareem ko

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------------
Quiz : To whom Allah said Noorun-Ala-Noor (Light upon light) in Quran ?

A. To Ramzan 

B. Muhammed Sal-Allahu alaihi wasallam

C. To Sidarat Al-Munataha

D. To Quran kareem 

E. None of the above

F. I want to know




Sahi jawab hai E inmein se koi nahi kyunki Noorun Al Noor ki misal Allah subhanahu ne khud apne aap ke liye di hai


⁠⁠⁠⁠: ⁠⁠⁠أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
-----------
اللَّهُ نُورُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ ۚ مَثَلُ نُورِهِ كَمِشْكَاةٍ فِيهَا مِصْبَاحٌ ۖ 
الْمِصْبَاحُ فِي زُجَاجَةٍ ۖ الزُّجَاجَةُ كَأَنَّهَا كَوْكَبٌ دُرِّيٌّ يُوقَدُ مِن شَجَرَةٍ مُّبَارَكَةٍ زَيْتُونَةٍ
لَّا شَرْقِيَّةٍ وَلَا غَرْبِيَّةٍ يَكَادُ زَيْتُهَا يُضِيءُ وَلَوْ لَمْ تَمْسَسْهُ نَارٌ 
ۚ نُّورٌ عَلَىٰ نُورٍ ۗ يَهْدِي اللَّهُ لِنُورِهِ مَن يَشَاءُ ۚ وَيَضْرِبُ اللَّهُ الْأَمْثَالَ لِلنَّاسِ ۗ 
وَاللَّهُ بِكُلِّ شَيْءٍ عَلِيمٌ
-----------
Al Quran : Allah aasmano aur zameen ka noor hai , uske noor ki misal aisee hai jaise ek taaq hai jismein chirag hai
aur wo chirag sheshe ki qandil mein ho , aur wo qandil aisee hai jaise ki moti ki tarah chamakta hua sitara ho ,
 
usmein ek mubarak darakht ziatun ka tel roshan kiya jata hai ,
 
na mashriq ki taraf hai aur na magrib ki taraf ,
Aisa malum hota hai ki us(chirag) ka tel agar aag na bhi chuye to bhi roshan hone ko tayyar hai
Noorun-Ala-Noor ( Roshni ke upar roshni) ,Allah apne Noor se jisko chahta hai seedhi raah dkhta hai
aur Allah (jo misalein) bayan farmata hai (to ) logo ko (samjhane ke) liye aur Allah har cheez se waqif haioor
 
Surah An-Noor (24) Aayat 35
-----------
Allah is the Light of the heavens and the earth. The example of His light is like a niche within which is a lamp, 
the lamp is within glass, the glass as if it were a pearly [white] star lit from [the oil of] a blessed olive tree,
neither of the east nor of the west, whose oil would almost glow even if untouched by fire.
 
Noorun-Ala-Noor (Light upon light) Allah guides to His light whom He wills.
 

And Allah presents examples for the people, and Allah is Knowing of all things.
Surah An-Noor (24) Aayat 35

No comments:

Post a Comment