Only-Quran-Hadith Quiz 260
Swal: Agar jawab ek se zyada ho to AB,CD, DE is tarah dijiyega
Sawal: Inmein se kiske khilaf Allah subhanahu ne elan-e-jung kiya hai ?
A. Jo Namaz Qayama nahi karta
B. Jo Roze nahi rakhta
C. Jo sood khata hai
D. Jo deen mein naye kaam ejad karta hai
E. Jo Zakat ada nahi karta
F. Jo Maidan e jung se bhag jata hai
G. Jo Allah ke kisi wali se dushmani rakhta hai
H. Sahi jawab ka intezar hai
------------
If answer seems more than one than reply like this ..AB...CD..EF
Quiz : With whom Allah declare war among below ?
A. The one who dont pray regular
B. The one who dont fast
C. The one who take Riba (Usuary)
D. The one who innovate new things
E. The one who dont pat Zakat
G. The who shows hostility to a pious worshipper (wali)
F. The one who run away from battle field
H. I want to know
Sahi jawab CG
---------

--------
Al Quran : Eh Momeeno Allah se daro aur agar tum imaan wale ho to jo kuch sood baqi rah gaya hai usko chorh do, Agar tumne na chorha to Allah subhanahu aur uske Rasool ( Sal-Allahu Alaihi Wasallam) ki taraf se tumhare khilaf elan e jung hai aur agar tauba kar lo to asal maal tumhara tumhare liye hai, na tum kisi par zulm karo aur na tum par zulm kiya jayega
Surah Al-Baqara, Verse 279
Hadith Qudsi : Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu farmata hai Jisne mere kisi wali se Dushmani ki usey meri taraf se Elan-e-Jung hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6502
---------
Al Quran : O you who believe! Be afraid of Allah and give up what remains (due to you) from Riba (usury) (from now onward), if you are (really) believers.
And if you do not do it, then take a notice of war from Allah and His Messenger but if you repent, you shall have your capital sums. Deal not unjustly (by asking more than your capital sums), and you shall not be dealt with unjustly (by receiving less than your capital sums).
Surah Al-Baqara, Verse 279
Hadith Qudsi : Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said that , "Allah Subhanahu said, 'I will declare war against him who shows hostility to a pious worshipper (wali) of Mine.
Sahih Bukhari, Book #76, 509

No comments:
Post a Comment