Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, February 13, 2014

Al Quran : Aur agar koi Mushrik tumse panaah maange to usey panaah de do , yahan tak ki ALLAH ka kalam suney phir usey uskey aman ki jagah pahucha do




Bismillahirrahmanirrahim 

Al Quran : Aur agar koi Mushrik tumse panaah maange to usey panaah de do , yahan tak ki ALLAH ka kalam suney phir usey uskey aman ki jagah pahucha do ye isliye ki wo log na samajh hain 
Al Quran , Surah At-Tauba (9) verse 6 


Hadith: Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi aisee jaan ko maar daley jiska ahad kar chuka ho (uske Jaan ki amaan de chuka ho) to phir wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakega haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai 
Sahih Bukhari, Vol8, 6914 
-------------------------------------------
English Translation:
Al Quran : if anyone of the Mushrikun (polytheists, idolaters, pagans, disbelievers in the Oneness of Allah) seeks your protection, then grant him protection so that he may hear the Word of Allah (the Qur'an), and then escort him to where he can be secure, that is because they are men who know not. 
Al Quran , Surah At-Tauba (9) verse 6 

Hadith: Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling)." 
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 49:

Al Quran : Allah usey aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho





Bismillahirrahmanirrahim

✦ Al Quran : ALLAH usey aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho 
---------------------
✦ Al Quran : Jo ALLAH se darta hai , ALLAH uske liye (pareshaniyon se) nijat ka rasta nikal deta hai aur aise rizq ata farmata hai jahan se usey guman bhi na ho aur jo ALLAH par bharosa karta hai to wo usko kaafi hai, Beshak ALLAH apna hukm pura karne wala hai , ALLAH ne har cheez ke liye ek andaza muqarrar kar rakha hai. 
Surah At-Talaq (65) , Verse 2-3 

Hadith: Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar tum Allah par is tarah bharosa karo jis tarah bharosa karne ka haq hai to wo tumhe is tarah rizq dega jis tarah parindo ko rizq deta hai , subah ko wo bhukhe nikalte hain aur sham ko wo pet bhar kar wapas aate hain 
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 225-Hasan 
-------------------


القرآن : جو الله سے ڈرتا ہے الله اس کے لیے نجات کا راستہ نکال دیتا ہے
اور اسے رزق دیتا ہے جہاں سے اسے گمان بھی نہ ہو اور جو الله پر بھروسہ کرتا ہے سو وہی اس کو کافی ہے بے شک الله اپنا حکم پورا کرنے والا ہے الله نے ہر چیز کے لیے ایک اندازہ مقرر کر دیا ہے
القرآن ، سورة الطلاق  ٢-٣ 

رسول الله صلى الله عليه وسلم نے فرمایا 
حدیث : اگر تم اللہ پر اس طرح بھروسہ کرو جس طرح بھروسہ کرنے
 کا حق ہے تو وہ  تمہے اس طرح رزق دیگا 
جس طرح پرندو کو رزق دیتا ہے ، 
صبح کو وو بھوکھے نکلتے ہیں اور شام کو وہ  پیٹ بھر کر واپس آتے ہیں 

جامع  ترمزی- ٢٢٥ حسن 
-------------------
✦ अल क़ुरान : जो अल्लाह से डरता है , अल्लाह उसके लिए (परेशानियों से) निजात का रास्ता निकाल देता है और ऐसे रिज़क़ आता फरमाता है जहाँ से उसे गुमान भी ना हो और जो अल्लाह पर भरोसा करता है तो वो उसको काफ़ी है, बेशक अल्लाह अपना हुक्म पूरा करने वाला है , अल्लाह ने हर चीज़ के लिए एक अंदाज़ा मुक़र्रर कर रखा है. 
अल क़ुरान , सुराह अत-तलाक़ (65) , आयत 2-3 

✦ हदीस: उमर बिन ख़त्ताब रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल्ल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया अगर तुम अल्लाह पर इस तरह भरोसा करो जिस तरह भरोसा करने का हक़ है तो वो तुम्हे इस तरह रिज़क़ देगा जिस तरह परिंदो को रिज़क़ देता है , सुबह को वो भूखे निकलते हैं और शाम को वो पेट भर कर वापस आते हैं 
जामिया तिरमिज़ी , जिल्द  2, 225-हसन 
-------------------
✦ Al Quran : And whoever fears Allah - He will make for him a way out (from every difficulty). And He will provide him sustenance from where he does not expect. And whosoever puts his trust in Allah, then He will suffice him. Verily, Allah will accomplish his purpose. Indeed Allah has set a measure for all things.| 
 Surah At-Talaq (65) , Verse 2-3 

✦ Hadith: Its Narrated by Umar bin Al-Khattab Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: If you were to rely upon Allah with the required reliance, then He would provide for you just as a bird is provided for, it goes out in the morning empty, and returns full. 
Jamia Tirmidhi, Vol. 4, Book 10, 2344-Hasan

Al Quran & Hadith : Gaib ka ilm (Regarding the Knowledge of Unseen)




Bismillahirrahmanirrahim 




1. sirf ALLAH subhanahu Aalimul Gaib hai (jo apney aap sab kuch jaan leta)

وَعِندَهُ مَفَاتِحُ الْغَيْبِ لَا يَعْلَمُهَا إِلَّا هُوَ ۚ وَيَعْلَمُ مَا فِي الْبَرِّ وَالْبَحْرِ ۚ وَمَا تَسْقُطُ مِن وَرَقَةٍ إِلَّا يَعْلَمُهَا وَلَا حَبَّةٍ فِي ظُلُمَاتِ الْأَرْضِ وَلَا رَطْبٍ وَلَا يَابِسٍ إِلَّا فِي كِتَابٍ مُّبِينٍ 
Aur usi ke paas Gaib ki kunjiyah hain jinhey uskey siwa koi nahi janta jo kuch jungle aur dariya mein hai wo sab janta hai aur koi patta nahi girta magar wo usey bhi janta hai aur koi Daana zameen ke tariq hisson mein nahi parta aur na koi tar ( fresh) aur khushk ( dry) cheej hai , magar sab kuch kitab roshan mein hai 
Al Quran, Al-Anaam, Chapter #6, Verse #59


قُل لَّا أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَائِنُ اللَّهِ وَلَا أَعْلَمُ الْغَيْبَ وَلَا أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ ۖ إِنْ أَتَّبِعُ إِلَّا مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ ۚ 
Kah do Main tumse ye nahi kahta ki mere paas Allah ke khazaney hain aur na main Gaib ka ilm janta rakhta hu aur na ye kahta hu ki main farishta hu
 main to sirf us wahi ki pairwi karta hu jo mujh par nazil ki jati hai
Al Quran  , Al-Anaam, Chapter #6, Verse #50


 قُل لَّا يَعْلَمُ مَن فِي السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ الْغَيْبَ إِلَّا اللَّهُ ۚ وَمَا يَشْعُرُونَ أَيَّانَ يُبْعَثُونَ 
Kah do ki Allah ke siwa Aasmano aur Zameeno mein koi bhi gaib ki baat nahi janta aur unhey uski bhi khabar nahi ki kab uthaye jaynegey
Al Quran , An-Naml, Chapter #27, Verse #65


2.  ALLAH subhanahu ne wahi ke jariye usmey se kuch ilm Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ko bhi diya tha

ذَ‌ٰلِكَ مِنْ أَنبَاءِ الْغَيْبِ نُوحِيهِ إِلَيْكَ ۖ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ إِذْ أَجْمَعُوا أَمْرَهُمْ وَهُمْ يَمْكُرُونَ
(Eh Paighmbar) Ye Gaib ki khabrey hain jo hum Aap tak pahuchatey hain, aur Aap unkey paas nahi they jab ki unhoney apna irada pakka kar liya aur wo tadbeerein kar rahey they
Al Quran , Suraah Yusuf, Chapter 12, Verse 102


ذَ‌ٰلِكَ مِنْ أَنبَاءِ الْغَيْبِ نُوحِيهِ إِلَيْكَ ۚ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ إِذْ يُلْقُونَ أَقْلَامَهُمْ أَيُّهُمْ يَكْفُلُ مَرْيَمَ وَمَا كُنتَ لَدَيْهِمْ إِذْ يَخْتَصِمُونَ 
Ye baatein Gaib ki khabron mein se hain jo tumhaarey paaas bhejtey hain aur jab wo log apni Qalam daal rahey they ki mariyam ka kafil kaun banega
 to tum unkey paas nahi they aur na us waqt bhi unkey paas they jab wo aapas mein jhagad rahey they 
Al Quran,  Aal-e-Imran, Chapter 3, Verse 44


 تِلْكَ مِنْ أَنبَاءِ الْغَيْبِ نُوحِيهَا إِلَيْكَ ۖ مَا كُنتَ تَعْلَمُهَا أَنتَ وَلَا قَوْمُكَ مِن قَبْلِ هَـٰذَا ۖ
Ye Gaib ki khabrein hai jinhey hum Aapki taraf wahi kar raahey hain is sey pahley na to Aap ye jantey they na aapki Qaum janti thi 
Al Quran, Hud, Chapter #11, Verse #49


قُلْ إِنْ أَدْرِي أَقَرِيبٌ مَّا تُوعَدُونَ أَمْ يَجْعَلُ لَهُ رَبِّي أَمَدً عَالِمُ الْغَيْبِ فَلَا يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَدًا إِلَّا مَنِ ارْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ فَإِنَّهُ يَسْلُكُ مِن بَيْنِ يَدَيْهِ وَمِنْ خَلْفِهِ رَصَدًا
Kah do mujhe khabar nahi jiska tumse wa'ada kiya gaya hai wo kareeb hai ya uskey liye mera Rab koi Muddat thahrata hai , 
wo gaib janney wala hai apni gaib ki baaaton par kisi ko waqif nahi karta , magar apney  pasandeeda Rasool ko,
phir uskey aagey aur peechey muhafiz muqarrar kar deta hai.
Al Quran,Al Jinn, Chapter #72, Verse #25-27
Hadith: Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Gaib ki Kunjiyan 5 hain jisey Allah subhanahu ke siwa koi nahi janta 

1. Allah ke siwa Koi Nahi Jaanta ki Maan ke raham (womb) mein kya hai (hamal rukne ke foran baad) 
2. Allah ke siwa Kisi ko nahi malum ki kal kya honey wala hai 
3. Allah ke siwa koi nahi janta ki Baarish kab aayegi 
4. Allah ke siwa koi nahi janta ki usey maut kaha aayegi 
5. Allah ke siwa koi nahi janta ki Qayamat kab aayegi 
Sahih Bukhari, Vol 8, 7379 


Summary :  Allah ke pass sabse ziyada Gaib ka ilm hai,  wo hi Aalimul Gaib hai, us sey badkar ya uskey barabar koi nahi, 
magar Allah ne Huzur Sallallahu Alalihi wasallam ko wahi ke jariye Gaib ki khabrei di thi


----------------------------------------------

وَ عِنۡدَہٗ مَفَاتِحُ الۡغَیۡبِ لَا  یَعۡلَمُہَاۤ  اِلَّا ہُوَ ؕ وَ یَعۡلَمُ مَا فِی الۡبَرِّ  وَ الۡبَحۡرِ ؕ وَ مَا تَسۡقُطُ مِنۡ وَّرَقَۃٍ  اِلَّا یَعۡلَمُہَا وَ لَا حَبَّۃٍ  فِیۡ ظُلُمٰتِ الۡاَرۡضِ وَ لَا رَطۡبٍ وَّ لَا یَابِسٍ  اِلَّا فِیۡ  کِتٰبٍ مُّبِیۡنٍ ﴿۵۹﴾ 

اور غیب کی کُنجیاں (یعنی وہ راستے جس سے غیب کسی پر آشکار کیا جاتا ہے) اسی کے پاس (اس کی قدرت و ملکیت میں) ہیں، انہیں اس کے سوا (اَز خود) کوئی نہیں جانتا، اور وہ ہر اس چیز کو (بلاواسطہ) جانتا ہے جو خشکی میں اور دریاؤں میں ہے، اور کوئی پتّا نہیں گرتا مگر (یہ کہ) وہ اسے جانتا ہے اور نہ زمین کی تاریکیوں میں کوئی (ایسا) دانہ ہے اور نہ کوئی تر چیز ہے اور نہ کوئی خشک چیز مگر روشن کتاب میں (سب کچھ لکھ دیا گیا ہے)

قُلۡ  لَّاۤ  اَقُوۡلُ لَکُمۡ عِنۡدِیۡ خَزَآئِنُ اللّٰہِ وَ لَاۤ  اَعۡلَمُ الۡغَیۡبَ وَ لَاۤ  اَقُوۡلُ لَکُمۡ  اِنِّیۡ مَلَکٌ ۚ اِنۡ  اَتَّبِعُ  اِلَّا مَا یُوۡحٰۤی  اِلَیَّ ؕ قُلۡ ہَلۡ  یَسۡتَوِی الۡاَعۡمٰی وَ الۡبَصِیۡرُ ؕ اَفَلَا  تَتَفَکَّرُوۡنَ ﴿٪۵۰﴾ 

آپ (ان کافروں سے) فرما دیجئے کہ میں تم سے (یہ) نہیں کہتا کہ میرے پاس اﷲ کے خزانے ہیں اور نہ میں اَز خود غیب جانتا ہوں اور نہ میں تم سے (یہ) کہتا ہوں کہ میں فرشتہ ہوں، میں تو صرف اسی (حکم) کی پیروی کرتا ہوں جو میری طرف وحی کیا جاتاہے۔ فرما دیجئے: کیا اندھا اور بینا برابر ہوسکتے ہیں؟ سو کیا تم غور نہیں کرتے

قُلۡ لَّا یَعۡلَمُ مَنۡ فِی السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرۡضِ الۡغَیۡبَ  اِلَّا اللّٰہُ ؕ وَ مَا یَشۡعُرُوۡنَ  اَیَّانَ  یُبۡعَثُوۡنَ ﴿۶۵﴾ 

فرمادیجئے کہ جو لوگ آسمانوں اور زمین میں ہیں (اَز خود) غیب کا علم نہیں رکھتے سوائے اللہ کے (وہ عالم بالذّات ہے) اور نہ ہی وہ یہ خبر رکھتے ہیں کہ وہ (دوبارہ زندہ کر کے) کب اٹھائے جائیں گے

ذٰلِکَ  مِنۡ  اَنۡۢبَآءِ الۡغَیۡبِ نُوۡحِیۡہِ  اِلَیۡکَ ۚ وَ مَا کُنۡتَ لَدَیۡہِمۡ  اِذۡ  اَجۡمَعُوۡۤا  اَمۡرَہُمۡ  وَ ہُمۡ  یَمۡکُرُوۡنَ ﴿۱۰۲﴾ 

۔ (اے حبیبِ مکرّم!) یہ (قصّہ) غیب کی خبروں میں سے ہے جسے ہم آپ کی طرف وحی فرما رہے ہیں، اور آپ (کوئی) ان کے پاس موجود نہ تھے جب وہ (برادرانِ یوسف) اپنی سازشی تدبیر پر جمع ہو رہے تھے اور وہ مکر و فریب کر رہے تھے

ذٰلِکَ مِنۡ اَنۡۢبَآءِ الۡغَیۡبِ نُوۡحِیۡہِ اِلَیۡکَ ؕ وَ مَا کُنۡتَ لَدَیۡہِمۡ  اِذۡ  یُلۡقُوۡنَ اَقۡلَامَہُمۡ اَیُّہُمۡ یَکۡفُلُ مَرۡیَمَ ۪ وَ مَا کُنۡتَ لَدَیۡہِمۡ  اِذۡ  یَخۡتَصِمُوۡنَ ﴿۴۴﴾ 

۔ (اے محبوب!) یہ غیب کی خبریں ہیں جو ہم آپ کی طرف وحی فرماتے ہیں، حالانکہ آپ (اس وقت) ان کے پاس نہ تھے جب وہ (قرعہ اندازی کے طور پر) اپنے قلم پھینک رہے تھے کہ ان میں سے کون مریم (علیہا السلام) کی کفالت کرے اور نہ آپ اس وقت ان کے پاس تھے جب وہ آپس میں جھگڑ رہے تھے

تِلۡکَ مِنۡ اَنۡۢبَآءِ الۡغَیۡبِ نُوۡحِیۡہَاۤ  اِلَیۡکَ ۚ مَا کُنۡتَ تَعۡلَمُہَاۤ  اَنۡتَ وَ لَا قَوۡمُکَ مِنۡ قَبۡلِ ہٰذَا  

یہ (بیان ان) غیب کی خبروں میں سے ہے جو ہم آپ کی طرف وحی کرتے ہیں، اس سے قبل نہ آپ انہیں جانتے تھے اور نہ آپ کی قوم،



قُلۡ  اِنۡ  اَدۡرِیۡۤ  اَقَرِیۡبٌ مَّا تُوۡعَدُوۡنَ اَمۡ  یَجۡعَلُ  لَہٗ  رَبِّیۡۤ   اَمَدًا عٰلِمُ الۡغَیۡبِ فَلَا یُظۡہِرُ عَلٰی غَیۡبِہٖۤ اَحَدًا اِلَّا مَنِ ارۡتَضٰی مِنۡ رَّسُوۡلٍ فَاِنَّہٗ یَسۡلُکُ مِنۡۢ  بَیۡنِ یَدَیۡہِ  وَ مِنۡ خَلۡفِہٖ رَصَدًا

آپ فرما دیں: میں نہیں جانتا کہ جس (روزِ قیامت) کا تم سے وعدہ کیا جا رہا ہے وہ قریب ہے یا اس کے لئے میرے رب نے طویل مدت مقرر فرما دی ہے (وہ) غیب کا جاننے والا ہے، پس وہ اپنے غیب پر کسی (عام شخص) کو مطلع نہیں فرماتا سوائے اپنے پسندیدہ رسولوں کے (اُنہی کو مطلع علی الغیب کرتا ہے کیونکہ یہ خاصۂ نبوت اور معجزۂ رسالت ہے)، تو بے شک وہ اس (رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے آگے اور پیچھے (علمِ غیب کی حفاظت کے لئے) نگہبان مقرر فرما دیتا ہے


نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”غیب کی پانچ کنجیاں ہیں، جنہیں اللہ کے سوا اور کوئی نہیں جانتا۔ اللہ کے سوا اور کوئی نہیں جانتا کہ رحم مادر میں کیا ہے، اللہ کے سوا اور کوئی نہیں جانتا کہ کل کیا ہو گا، اللہ کے سوا اور کوئی نہیں جانتا کہ بارش کب آئے گی، اللہ کے سوا اور کوئی نہیں جانتا کہ کس جگہ کوئی مرے گا اور اللہ کے سوا کوئی نہیں جانتا کہ قیامت کب قائم ہو گی۔“
------------------




*********ENGLISH TRANSLATION*********


Dear brothers and sister we must Beleive that Allah is Only Aalimul Gaib and Only he has the knowledge of Unseen ,
 but same time we also beleive that he has provided some knowledge to Prophet Muhammad Sallallahu 
Alalihi wasallam  also.


1.  Allah is Only Aalimul Gaib and Only he has the knowledge of Unseen

And with Him are the keys of the Ghaib (all that is hidden), none knows them but He. And He knows whatever there is in the land and in the sea;
 not a leaf falls, but he knows it. There is not a grain in the darkness of the earth 
nor anything fresh or dry, but is written in a Clear Record.
Al Quran, Al-Anaam, Chapter #6, Verse #59

Say (O Muhammad صلى الله عليه وسلم): "I don't tell you that with me are the treasures of Allah, nor (that) I know the Unseen; 
nor I tell you that I am an angel. I but follow what is revealed to me." 
Al Quran  , Al-Anaam, Chapter #6, Verse #50

Say: "None in the heavens and the earth knows the Ghaib (Unseen) except Allah, nor can they perceive when they shall be resurrected."
Al Quran , An-Naml, Chapter #27, Verse #65


Hadith: Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "The keys of the unseen are five and none knows them but Allah: 


1. None knows what is in the womb, but Allah 

2. None knows what will happen tomorrow, but Allah; 

3. None knows when it will rain, but Allah; 

4. None knows where he will die, but Allah (knows that); 

5. and none knows when the Hour will be established, but Allah." 

Sahih Bukhari, Book #93, Hadith #476


2. Allah has revealed the knowledge of unseen to Prophet Muhammad Sallallahu Alalihi wasallam.

That is of the news of the Ghaib (Unseen) which We reveal to you (O Muhammad صلى الله عليه و سلم). 
You were not (present) with them when they arranged their plan together, and (while) they were plotting.
Al Quran , Suraah Yusuf, Chapter 12, Verse 102

This is a part of the news of the Ghaib (unseen, i.e. the news of the past nations of which you have no knowledge) 
which We reveal to you (O Muhammad صلى الله عليه وسلم). You were not with them, when they cast lots with 

their pens as to which of them should be charged with the care of Maryam (Mary); nor were you with them when they disputed.
Al Quran,  Aal-e-Imran, Chapter 3, Verse 44

This is of the news of the Unseen which We reveal unto you (O Muhammad صلى الله عليه و سلم);
 neither you nor your people knew it before this.
Al Quran, Hud, Chapter #11, Verse #49

Say : "I know not whether (the punishment) which you are promised is near or whether my Lord will appoint for it a distant term.
(He Alone is) the All-Knower of the Ghaib (Unseen), and He reveals to none His Ghaib (Unseen). Except to a Messenger whom He has chosen ,
 and then He makes a band of watching guards (angels) to 
march before him and behind him.
Al Quran,Al Jinn, Chapter #72, Verse #25-27


Note: Afterreading All above verse , Still if somebody claim that Prophet Muhammad peace be upon was not given any knowledge from Allah then he or she must read below Sahih hadith.


Narrated By Anas Radiallaho anho : There was a Christian who embraced Islam and read Surat-al-Baqara and Al-Imran, and he used to write (the revelations) for the Prophet. Later on he returned to Christianity again and he 
used to say: "Muhammad knows nothing but what I have written for him." Then Allah caused him to die, and the people buried him, but in the morning they saw that the earth had thrown his body out. They said, "This is the act 
of Muhammad and his companions. They dug the grave of our companion and took his body out of it because he had run away from them." They again dug the grave deeply for him, but in the morning they again saw that the  
earth had thrown his body out. They said, "This is an act of Muhammad and his companions. They dug the grave of our companion and threw his body outside it, for he had run away from them." They dug the grave for him as 
deep as they could, but in the morning they again saw that the earth had thrown his body out. So they believed that what had befallen him was not done by human beings and had to leave him thrown (on the ground). 
Sahih Bukhari, ,Vol 4, Book 56. Hadith 814. 

Summary: Allah has The best knowledge of Unseen and he is Aalimul Gaib , and he has provided some knowledge to Prophet Muhammad Sallallahu Alalihi wasallam 

Allah Knows Best

Al Quran : Tum log na to suraj ko sajda karo aur na chand ko bulki ALLAH hi ko sajda karo


 Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran: Aur raat aur din aur suraj aur chand uski nishaniyo mein se hain tum log na to suraj ko sajda karo aur na chand ko bulki ALLAH hi ko sajda karo jis ne in cheezo ko paida kiya hai , agar tumko uski ibadat manzur hai - Al Quran, Surah Fussilat (41), verse 37 


Al Quran : ALLAH hi Raat aur Din ko badalta hai beshaq ismein Aankho walon ke liye ibrat ( Sabaq aur Nishani) hai 
Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44 

English Translation:
Al Quran: And from among His signs are the night and the day, and the sun and the moon. Prostrate yourselves not to the sun nor to the moon, but prostrate yourselves to ALLAH Who created them, if you (really) worship Him. 
Al Quran, Surah Fussilat (41), verse 37 

ALLAH alternates the night and the day. Indeed in that is a lesson for those who have vision. 
Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44



Al Quran : Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi chahe tum mazbut qilo mein hi kyu na ho


Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi
chahe tum mazbut qilo mein hi kyu na ho
----------------------------------------------------------------

Al Quran : Kya tumne un logo ko nahi dekha jinhey kaha gaya tha ki apne haath roke rakho aur namaz qayam karo aur zakat do phir jab unhey ladney ka hukm diya gaya us waqt unmein se ek jamaat logo se aisey darne lagi jaisa ALLAH ka darr ho ya us se bhi zyada darr aur kahne lagi Eh RAB hamare tuney hum par ladna kyu farz kiya , kyu na thodi muddat aur mohlat na di Kah do ki duniya ka faayda thoda hai aur aakhirat parhaizgaro ke liye behtar hai aur ek dhaagey ke barabar bhi tum se na insafi nahi ki jayegi
Tum jaha honge maut to tumhey aakar hi rahegi chahey tum mazbut qilo mein hi kyu na ho
Al Quran : Surah An-Nisa (4) , 77-78

English Translation:
Al Quran : Have you not seen those who were told to hold back their hands (from fighting) and perform As-Salat (Iqamat-as-Salat), and give Zakat but when the fighting was ordained for them, behold! a section of them fear men as they fear Allah or even more. They say: "Our Lord! Why have you ordained for us fighting? Would that You had granted us respite for a short period?" Say: "Short is the enjoyment of this world. The Hereafter is (far) better for him who fears Allah, and you shall not be dealt with unjustly even equal to a scalish thread in the long slit of a date-stone. 

Wheresoever you may be, death will overtake you even if you are in fortresses built up strong and high 
Al Quran : Surah An-Nisa (4) , 77-78

Al Quran : Beshak jo log kafir huye aur kufr ki halat mein mar gaye to kisi se bhi zameen bhar kar sona bhi qubul nahi kiya jayega



Al Quran : Beshak jo log kafir huye aur kufr ki halat mein mar gaye to kisi se bhi zameen bhar kar sona bhi qubul nahi kiya jayega , chahey wo itna sara (azab se bachne ke) badle mein de, in logo ke liye dardnak azab hai aur inka koi madadgar nahi hoga
Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3) #91

English Translation:
Al Quran : Verily, those who disbelieved, and died while they were disbelievers, the (whole) earth full of gold will not be accepted from anyone of them even if they offered it as a ransom . For them is a painful torment and they will have no helpers.
Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3) #91

Al Quran : Qayamat ke din wo maal tauq bana kar unke galo mein dala jayega jismein wo bukhl (kanjusi) karty they



Bismillahirrahmanirrahim

✦ Al Quran : Qayamat ke din wo maal tauq bana kar unke galo mein dala jayega jismein wo bukhl (kanjusi) karty they
-----------
✦ Al Quran :Aur jo log us cheez par bukhl (Kanjusi) karte hain jo ALLAH ne unko apne fazal se di hai wo ye khayal na kare ki bukhl unke haq mein behtar hai , bulki ye to unke haq mein bura hai qayamat ke din wo maal tauq bana kar unke galo mein dala jayega jismein wo bukhl (kanjusi) karty they ,ALLAH hee aasmano aur zameeno ka waris hai aur jo kuch tum karte ho ALLAH usey jaanta hai
Surah Aal-e-Imran (3) verse 180

✦ Hadith: Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya koi din aisa nahi jata ki jab bande subah ko uthte hain to do farishte aasman se na utarte ho, ( yani har roz do farishte subah ko aasman se utarte hain) unmein se ek farishta ye kahta hai ki Eh ALLAH (teri raah mein) kharch karne wale ko iska badla de aur dusra kahta hai ki eh ALLAH bakhil (kanjus) ko tabah kar de
Sahih Bukhari, Vol2, 1442
-----------
✦ अल क़ुरान : और जो लोग उस चीज़ पर बुखल (कंजूसी) करते हैं जो अल्लाह ने उनको अपने फ़ज़ल से दी है वो ये ख़याल ना करे की बुखल उनके हक़ में बेहतर है , बल्की ये तो उनके हक़ में बुरा है क़यामत के दिन वो माल तौक़ बना कर उनके गलो में डाला जाएगा जिसमें वो बुखल (कंजूसी) करती थे ,अल्लाह ही आसमानो और ज़मीनो का वारिस है और जो कुछ तुम करते हो अल्लाह उसे जानता है
सुराह आल-ए-इमरान (3) आयत 180

✦ हदीस : अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया कोई दिन ऐसा नही जाता की जब बंदे सुबह को उठते हैं तो दो फरिश्ते आसमान से ना उतरते हो, ( यानी हर रोज़ दो फरिश्ते सुबह को आसमान से उतरते हैं) उनमें से एक फरिश्ता ये कहता है की एह अल्लाह (तेरी राह में )खर्च करने वाले को इसका बदला दे और दूसरा कहता है की एह अल्लाह बखील (कंजूस) को तबाह कर दे
स ही बुखारी, जिल्द 2, 1442
-----------
✦ Al Quran : And let not those who [greedily] withhold what ALLAH has given them of His bounty ever think that it is better for them. Rather, it is worse for them. Their necks will be encircled by what they withheld on the Day of Resurrection. And to ALLAH belongs the heritage of the heavens and the earth. And ALLAH, with what you do, is [fully] Acquainted.
Surah Aal-e-Imran (3) verse 180

✦ Hadith: Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, There is no day on which people get up in the morning and two angels does not come down from heaven (means Every day two angels come down from Heaven in the morning ) and one of them says, O Allah! Compensate every person who spends (in Your Cause), and the other (angel) says, 'O Allah! Destroy every miser.
Sahih Bukhari, Vol. 2, Book 24, 522




Al Quran : ALLAH ki raah mein takleef pahunchney par na haarey hain aur na sust huye hain aur na wo dabey hain




Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : ALLAH ki raah mein takleef pahunchne par na haarey hain aur na sust huye hain aur na wo dabey hain

Al Quran : Aur kayee Nabee (Alaihi salam) hain jinke saath hokar kayee ALLAH wale ladey hain phir ALLAH ki raah mein takleef pahunchney par na haarey hain aur na sust huye hain aur na wo dabey hain aur ALLAH sabit qadam rahney walo ko pasand karta hai
Surah Aal-e-Imran (3), 146

English Translation:
And many a Prophet fought (in Allah's Cause) and along with him (fought) large bands of religious learned men. But they never lost heart for that which did befall them in Allah's Way, nor did they weaken nor degrade themselves. And Allah loves As-Sabirun (the patient).
Al Quran , Surah Aal-e-Imran (3), 146

Al Quran : Afsos hain un logo par jo apne haatho se kitab likhte hain



Bismillahirrahmanirrahim


Al Quran : Afsos hain un logo par jo apne haatho se kitab likhte hain aur phir kahte hain ki ye ALLAH ki taraf se hai taaki is se kuch maal (rupye) kamaye phir afsos hai unke haatho ke likhne par aur afsos hai unki kamayee par
AL Quran , Surah Al-Baqarah(2), 79

English Translation:

Then woe to those who write the Book with their own hands and then say, "This is from Allah," to purchase with it a little price! Woe to them for what their hands have written and woe to them for that they earn thereby.
AL Quran , Surah Al-Baqarah (2) , 79

Al Quran: Tum ALLAH ka kaise inkar kar sakte ho halanki tum bejaan they to usne tumko jaan bakhshi



Bismillahirrahmanirrahim


Al Quran: Tum ALLAH ka kaise inkar kar sakte ho halanki tum bejaan they to usne tumko jaan bakhshi phir wo hi tumko maarta hai phir wo hi tumko zinda karega phir tum usee ki taraf laut kar jaoge wo hi to hai jisne sab cheezein jo zameen mein hain tumhare liye paida ki phir aasman ki taraf mutwajja hua to unhey saat aasman banaya aur wo har cheez se khabardar hai
Al Quran , Surah Al-Baqarah (2), 28-29

English Translation:

Al Quran : How can you disbelieve in Allah when you were lifeless and He brought you to life; then He will cause you to die, then He will bring you [back] to life, and then to Him you will be returned. It is He who created for you all of that which is on the earth. Then He directed Himself to the heaven, [His being above all creation], and made them seven heavens, and He is Knowing of all things.
Al Quran , Surah Al-Baqarah (2), 28-29

Al Quran : in sabhi mein Aqal Walon ke liye nishaniyan hai



Bismillahirrahmanirrahim

Al Quran : in sabhi mein Aqal Walon ke liye nishaniyan hai

Al Quran : Beshak Aasmano aur Zameen ke paida karne mein aur Raat aur din ke badalne mein aur Jahazon mein jo dariya mein logon ko fayda pahuchaney wali cheezain lekar chalte hain aur us pani mein jisey Allah ne aasman se nazil kiya hai phir us sey murda zameen ko zinda karta hai aur usmein har qism ke chalney waley jaanwar failata hai aur hawaon ke badlaney mein aur badal mein jo aasman aur zameen ke darmiyan hukm ka tabey hai Albatta (in sabhi mein ) Aqal Walon ke liye nishaniyan hai
Al Quran , Surah AL-Baqara (2), Verse 164

English Translation:

Verily in the creation of the heavens and the earth, and in the alternation of night and day, and the ships which sail through the sea with that which is of use to mankind, and the water (rain) which Allah sends down from the sky and makes the earth alive therewith after its death, and the moving (living) creatures of all kinds that He has scattered therein, and in the veering of winds and clouds which are held between the sky and the earth, are indeed Ayat (proofs, evidence, signs, etc.) for people of understanding.
Al Quran , Surah AL-Baqara (2), Verse 164