Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, January 17, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 277

 Only-Quran-Hadith Quiz 277



Paanch sawalo ke sahi jawab ka milan kijiye (Match the following)
jawab is tarah dena 1D 2B 3A 4C 5E


1. Qayamat ke din saya bankar aane wali surah

2. Dajjal ke fitne se bachane wali surah

3. Surah jisne ek shakhsh ki shafaat karwayee 

4. jadugar uska muqabla nahi kar sakte

5. Aayat Al-Kursi wali surah


A. Surah Kahaf

B. Surah Al-Mulk

C. Surah Aal-e-Imran

D. Surah Yaseen

E. Surah Baqara , Aal-e-Imran

F. Surah Fatiha

G. Surah Baqara

H. Sahi jawab ka intezar hai
---------------

Match the below five questions with correct answer and reply like this 1D 2B 3A 4C 5E


1. The Surah On the Day of Resurrection , will come as clouds

2. The Surah which intercedes for a man 

3. The surah which will protect from dajjal

4. The magicians cannot confront this surah

5. The surah which has Aayat Al kursi


A. Surah Kahaf

B. Surah Al-Mulk

C. Surah Aal-e-Imran

D. Surah Yaseen

E. Surah Baqara, Aal-e-Imran

F. Surah Fatiha

G. Surah Baqara

H. I want to know



 Sahi jawab
------
1E
2A
3B
4G
5G

-----

1. Abu Umama bahli Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Quran padha karo kyunki ye Qayamat ke din apne padhne walo ke liye sifarishi ban kar aayega aur do chamakti surtein padha karo ek surah baqara aur dusri Surah Aal-e-imran, kyunki wo Qayamat ke maidan mein is tarah aayengi jaise ki do badal hain, ya do saayeban ya do tukdiyan hai udte huye jaanwaro ki aur apne logo ki taraf se hujjat karti huyee aayengi
 
Sahih Muslim, Jild 2, 1874

2. Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo Surah Al-kahaf ki shuru ki 10 aaytein yaad kar le wo Dajjal ke fitney se bach jayega
 
Sahih Muslim, Vol 1, 1883
 

3. Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Quran mein 30 aayton wali ek surah hai jisney ek shaksh ke liye shafaat ki aur usey bakhsh diya gaya wo Tabarak Alladhi Biyadihil-Mulk hai( yani Surah-Al mulk )
 
Jamia Tirmidhi, Vol2, 798-Hasan
 

4. Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Surah baqara ko padha karo kyunki iska padhna barkat hai aur iska chorh dena hasrat hai aur jadugar log iska muqabla nahi kar sakte
Sahih Muslim, Jild 2, 1874

5. Aayat Al Kursi - Surah Al Baqara(2), Verse 255
-------------------------
Correct Answer
------
1E
2A
3B
4G
5G
-----
1. Abu Umama said he heard Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam said recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come as an intercessor for those who recite It. Recite the two bright ones, Al-Baqara and Surah Al Imran, for on the Day of Resurrection they will come as two clouds or two shades, or two flocks of birds in ranks, pleading for those who recite them.
Sahih Muslim, Book 4, 1757

2. Abu Darda Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam Said If anyone learns by heart the first ten verses of the Surah al-Kahf, he will be protected from the Dajjal.
 
Sahih Muslim, Book 6, 311

3. Narrated Abu Hurairah Radi Allahu Anhu that The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: "Indeed there is a Surah in the Qur'an of thirty Ayat, which intercedes for a man until he is forgiven. It is Tabarak Alladhi Biyadihil-Mulk. Hai (Surah Al-Mulk)
 
Jamia Tirmidhi, Book 42, 2891-Hasan
 


4. The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said Recite Surah al-Baqara, for to take recourse to it is a blessing and to give it up is a cause of grief, and the magicians cannot confront it.
Sahih Muslim, Book 4, 1757

5. Aayat Al Kursi - Surah Al Baqara(2), Verse 255

No comments:

Post a Comment