Only-Quran-Hadith Quiz 258
Jawab ek se zyada ho to is tarah de
..AB...CD..
Sawal : Hamare aur Ahal-e-Kitab ke Roze
mein kis cheez ka farq hai ?
A. Wo Niyyat
nahi karte
B. Wo ifatar mein der karte
C. Wo roze ke dauran paani peete
D. Wo sehri nahi khate
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------
Quiz : What is the difference between our fasting and the people of the Book ?
A. They dont do niyyay (Intention) of
fast
B. They delay iftar
C. They drink water during fast
D. They dont eat shortly before dawn (Suhur)
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab B & D
--------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم إِنَّ فَصْلَ مَا بَيْنَ صِيَامِنَا وَصِيَامِ أَهْلِ الْكِتَابِ أَكْلَةُ السَّحَرِ
--------
Amr bin Aas radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya hamare aur Ahal-e-Kitab ke Roze mein Sehri ke luqme ka farq hai.
Sahih Muslim,Vol 3, 2550
عَنِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم قَالَ " لاَ يَزَالُ الدِّينُ ظَاهِرًا مَا عَجَّلَ النَّاسُ الْفِطْرَ لأَنَّ الْيَهُودَ وَالنَّصَارَى يُؤَخِّرُونَ "
Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Deen galib rahega jab tak ki log iftar mein jaldi karet rahenge kyunki yahud aur nasara ismein der karte hain
Sunan Abu Dawud, 2353-Hasan
--------
Amr bin Aas Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as saying The difference between our fasting and that of the people of the Book is eating shortly before dawn (Suhur).
Sahih Muslim,Book 6,2413
Narrated AbuHurayrah Radi Allahu Anhu
The Prophet (ﷺ) said: Religion will continue to prevail as long as people hasten to break the fast, because the Jews and the Christians delay doing so.
Sunan Abu Dawud, Book 13, 2346-Hasan

No comments:
Post a Comment