Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-309 ❗


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-309 ❗

Sawal : ismein se kaunse azkar ke liye ye farmaya gaya hai ki ye jannat ke khazano mein se ek khazana hai ?
A.
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa bihamdihi SubhanAllahil Adheem
B.
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar
C.
لَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ
La ilaha ilallah
D.
حَسْبِـيَ اللّهُ لا إلهَ إلاّ هُوَ عَلَـيهِ تَوَكَّـلتُ
وَهُوَ رَبُّ العَرْشِ العَظـيم
Hasbiyallahu la ilaha illa Huwa alaihi tawkkaltu
wa Huwa Rabbul-Arshil-Azim

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

**********************
Quiz : For which words (azkar) it has been said that its a treasure from the treasures of Paradise ?
A.
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa bihamdihi SubhanAllahil Adheem
B.
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
SubhanAllahi wa Alhamdulillahi wa la ilaha illallahu wallahu Akbar
C.
لَا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ
La ilaha ilallah
D.
حَسْبِـيَ اللّهُ لا إلهَ إلاّ هُوَ عَلَـيهِ تَوَكَّـلتُ
وَهُوَ رَبُّ العَرْشِ العَظـيم
Hasbiyallahu la ilaha illa Huwa alaihi tawkkaltu
wa Huwa Rabbul-Arshil-Azim

E. None of the above

F. waiting for reply


Sahi Jawab E
---------------
Abu Musa Ashari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Kya main aapko Jannat ke khazano mein se ek khazana batlauu ,maine kaha batalaeeye , Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya La hawla wa la Quwata illa billah
Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki quwwat nahi 
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
Sahih Muslim, Jild 6, 6868
-------------

Abu Musa Ash'ari reported that Allah's Messenger (ﷺ) said to him: Should I not direct you Like a treasure from the treasures of Paradise?
 I said: Of course, do that. Thereupon he said:" There is no might and no power but that of Allah."
Sahih Muslim, Book 35, Hadith 6532
----------------

No comments:

Post a Comment