Only-Quran-Hadith Quiz 263
Sawal : Qayamat ke din kiske kaano mein
Sheesha pighla kar daala jayega ?
A. Jisne kabhi Quran na padha aur na
suna
B. logo ki baate chup kar sunney wala jo usko pasand nahi karte
C. Jo gair mahram ki aawaz ko sunna pasand kare
D. Jisne hadith ko sunkar us par amal nahi kiya
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka inteza hai
------------
Quiz : To whom ears the molten lead will be poured on the Day of Resurrection ?
A. The one who
never read or listen Quran
B. The one who listens to the talk of some people who do not like him
C. The one who like the listen the voice of non mahram
D. The one who listen hadith and doest not follow
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab
B. logo ki baate chup kar sunney wala jo usko pasand nahi karte
----------
عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، عَنِ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم قَالَ
مَنِ اسْتَمَعَ إِلَى حَدِيثِ قَوْمٍ وَهُمْ لَهُ كَارِهُونَ أَوْ يَفِرُّونَ
مِنْهُ، صُبَّ فِي أُذُنِهِ الآنُكُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ
---------
Ibn Abbas adi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs dusre logo ki baat sunne ke liye kaan lagaye (yani chup kar suney) jo
usko pasand nahi karte ya us se bhagte hain to Qayamat ke din uske kaano mein
sheesha pighla kar daala jayega
Sahih Bukhari, 7042
---------------
Narrated Ibn `Abbas radi allahu anhu
The Prophet (ﷺ)
said, if somebody listens to the talk of
some people who do not like him (to listen) or they run away from him, then
molten lead will be poured into his ears on the Day of Resurrection; and
whoever makes a picture, will be punished on the Day of Resurrection
Sahih Bukhari, Book 87, Hadith 165
No comments:
Post a Comment