Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 27, 2018

Hadith: Sabse Afzal namaz Juma ke din Fajr ki Namaz jamat ke sath adaa Karna hai




Bismillahirahmanirrahim

Hadith: Sabse Afzal namaz Juma ke din Fajr ki Namaz jamat ke sath adaa Karna hai
-----------------
RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Ke Nazdik Afzal Namaz Juma ke din Subha ki Namaz jamat ke sath adaa Karna hai
Al-Silsila-As-Sahiha 545
--------
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وسلم  نے فرمایا اللہ كے نزدیک افضل نماز جمعہ كے دن صبح كی نماز باجماعت ہے۔
السلسلہ صحیحہ ٥٤٥ 
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु के नज़दीक अफ़ज़ल नमाज़ ज़ूमा के दिन सुबह  की नमाज़ जमात के साथ अदा  करना है
अल-सिलसिला-अस-सहिहा-545
-------
✦  Ibn Umar Radi Allahu Anhu Reported The Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam  said the best prayer near the Allah is the dawn (Fajr)  prayer in congregation on Friday
Al-Silsila-As-Sahiha 545

Monday, December 24, 2018

Hadith:Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ka Aakhri kalam Namaz, Namaz (ki hifazat karna) tha





*Bismillahirahmanirrahim*

✦ *Hadith:Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ka Aakhri kalam Namaz, Namaz (ki hifazat karna) tha* 
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ka aakhri kalam ye tha , Namaz (ki hifazat karna),Namaz (ki hifazat karna) aur apne gulamon ke bare mein Allah Subhanahu se darte rahna 
Sunan Abu dawud, Jild 3, 1713-Sahih
------
رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌ کا آخری کلام یہ تھا نماز (کی حفاظت کرنا) ، نماز (کی حفاظت کرنا) اور اپنے غلاموں کے بارے میں اللہ سبحانه سے ڈر کر رہنا 
سنن ابو داوود، جلد ٣، ١٧١٣-صحیح 
------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम की आखरी बात (वफात के वक़्त) ये थी नमाज़ (की हिफ़ाज़त करना) , नमाज़ (की हिफ़ाज़त करना), और अपने गुलामों के बारे में अल्लाह सुबहानहु से डरते रहना 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 1713-सही
------
✦ Narrated Ali ibn Abu talib Radi Allahu Anhu The last words which the Rasool-Allah ﷺ spoke were prayer, prayer, fear Allah about those whom your right hands possess.
Sunan Abu dawud, Book 42, 5137-Sahih


Wednesday, December 19, 2018

Sir dard mein Hijama aur pairon ke dard mein Mehandi faydemand hai




Bismillahirahmanirrahim

✦ Sir dard mein Hijama aur pairon ke dard mein Mehandi faydemand hai
----------------
✦ Salma Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Jo shaksh bhi apne sir dard ki shikayat le Kar Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke paas aata to 

Aap SallAllahu Alahih Wasallam usay Hijama Ka hukum dete aur Jo Shaks apne pairon mein dard ki shikayat le Kar aata Aap Sallallahu Alahih Wasallam usay farmate unmein hinna (Mehnadi) lagao
Sunan Abu Dawud,Jild 3,460 Hasan
-----
 جو شخص بھی اپنے سر درد کی شکایت لے کر رسول اللہ ﷺ کے پاس آتا آپ ﷺ اسےہجامہ کرنے کو کہتے اور جو شخص اپنے پیروں میں درد کی شکایت لے کر آتا آپ صلی اللہ علیہ وسلم اس سے فرماتے: ان میں خضاب 
( مہندی ) لگاؤ 
سنن ابی داؤد جلد ۳ - ٤٦٠  حسن
----
✦ सलमा रदी अल्लाहू अन्हा से रिवायत है की जो शख्स भी अपने सिर दर्द की शिकायत ले कर रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम के पास आता तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम उसे हिजामा का हुक्म देते और जो शख्स अपने पैरों में दर्द की शिकायत ले कर आता तो आप सलअल्लाहू अलैही वसल्लम उसे फरमाते उनमें हीना (मेहंदी) लगाओ
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 460 हसन
----
✦ Narrated Salma Radi Allahu Anha said when anybody complained to the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  of a headache , he told to get himself cupped, or regrding the complaine of a pain in the legs ,he told to dye them with henna. 
Sunan Abu Dawud, Book 28, 3849- Hasan

Tuesday, December 18, 2018

❗Only-Quran-Hadith Quiz 606❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 606❗

*Sawal : Wo kaunsi cheez hai jo gujishta logo mein khoonrezi ka sabab bani, jiski wajah unhe tabah kar diya gaya ?*

A. Bukhl
B. Zina
C. Soodkhori
D. Riyakari
E. Takabbur
F.  Inmein se koi nahi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗ #OnlyQuranHadith Quiz❗

*Quiz : What is that thing which became the cause of bloodshed among the people before you and they got destroyed because of this. ?*

A. Miserliness
B. Illegal Intercourse
C. Riba (usuary)
D. Show off
E. Pride
F.  Inmein se koi nahi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai


 ✅ *Sahi jawab A* 💐
-------------
Jaber radi Allahu anhuma se marwi hai ke Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya :zulm se bacho , kyunki zulm qayamat ke din andhero ka sabab hoga,aur bukhl (kanjusi) se bacho kyunki bukhl ne tum se pahle ke logo ko halak kar diya, aur bukhl ne unhe iss bat par ubhara ke wo logo ka khoon bahaye aur un ki haram cheezo ko halal samajh le.
Sahih Muslim, Jild 6, 6572
-------------
*قالَ رَسُولَ اللهِ ﷺ قَالَ: اتَّقُوا الظُّلْمَ فَإِنَّ الظُّلْمَ ظُلُمَاتٌ يَّوْمَ الْقِيَامَةِ وَاتَّقُوا الشُّحَّ فَإِنَّ الشُّحَّ أَهْلَكَ مَنْ كَانَ قَبْلَكُمْ حَمَلَهُمْ عَلَى أَنْ سَفَكُوا دِمَاءَهُمْ وَاسْتَحَلُّوا مَحَارِمَهُمْ*
-------------
Jabir ibn Abdullah reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, Beware of committing oppression, for oppression will be darkness on the Day of Resurrection. Beware of Miserliness, for Miserliness, destroyed those before you. It caused them to shed blood and to make lawful what is unlawful.
Sahih Muslim,Book 32, Hadith 6248

 ✅ *Answer A* 💐
-------------
*قالَ رَسُولَ اللهِ ﷺ قَالَ: اتَّقُوا الظُّلْمَ فَإِنَّ الظُّلْمَ ظُلُمَاتٌ يَّوْمَ الْقِيَامَةِ وَاتَّقُوا الشُّحَّ فَإِنَّ الشُّحَّ أَهْلَكَ مَنْ كَانَ قَبْلَكُمْ حَمَلَهُمْ عَلَى أَنْ سَفَكُوا دِمَاءَهُمْ وَاسْتَحَلُّوا مَحَارِمَهُمْ*
-------------
Jabir ibn Abdullah reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, Beware of committing oppression, for oppression will be darkness on the Day of Resurrection. Beware of Miserliness, for Miserliness, destroyed those before you. It caused them to shed blood and to make lawful what is unlawful.
Sahih Muslim,Book 32, Hadith 6248

❗Only-Quran-Hadith Quiz 605❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 605❗

*Sawal : Jisko apna aamal nama aisa banana ho jo usko khush kar de to usko kya karne ka hukm diya gaya hai ?*

A. Zyada Astigfar 
B. Sila rahmi
C. Tahajjud aur Ishrak padhna
D. har mahine 13,14,15 ke roze
E. Paanch waqt ki namaz padhne ka
F.  Allah ki raah mein Jihad
G. Bewa aur yateem ki dekhbhal
H. Inmein se koi nahi
I. Sahi Jawab ka intezar hai


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : If anybody wants that his records will make him happy on the day of Qayama, then what should he do according Hadith?*

A. Should do more Astigfar 
B. Keeping good relation with relatives
C. Perform Tahajjud and Duha Prayer regularly
D. Fasting 13,14,15 of each month
E. Praying 5 times a day
F.  Fighting in the cause of Allah
G. Look after the widow and poor
H. None of the above
i. I want to know

 💐 *Sahi Jawab A* 
--------
Zubair bin awwam radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo aadmee ye baat pasand karta ho ki uska aamal nama usko khush kar de to wo zyada se zyada astagfar kiya kare
Al Silsila Sahiha ,2945
--------
*عَنِ الزُّبَيْرِ بْنِ الْعَوَّامِ مَرْفُوعاً: مَنْ أَحَبّ أَن تَسُرَّه صَحِيفَتُه، فَلْيُكْثِر فِيهَا من الِاسْتِغْفَار*
--------
Narrated by Zubair bin awwam radi allahu anhu that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever like that his record make him happy on the day of Qayamah, He should do more Astigfar.
Al Silsila Sahiha ,2945

 💐 *Answer A* 
--------
*عَنِ الزُّبَيْرِ بْنِ الْعَوَّامِ مَرْفُوعاً: مَنْ أَحَبّ أَن تَسُرَّه صَحِيفَتُه، فَلْيُكْثِر فِيهَا من الِاسْتِغْفَار*
--------
Narrated by Zubair bin awwam radi allahu anhu that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever like that his record make him happy on the day of Qayamah, He should do more Astigfar.
Al Silsila Sahiha ,2945

❗Only-Quran-Hadith Quiz 604 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 604 ❗

*Jawab ek se ziyada hai*

Sawal : Deen kiski khair khwahi ka naam hai ?

A. Allah Subhanahu ki
B. Allah ke Farishto ki
C. Allah ki kitab ki
D. Allah ke Rasool ki
F.  Qayamat ke din ki
G. Musalamno ke hakimo ki
I.  Aam Musalmano ki
J.  Qaidiyo ki
K. Musafiro  ki
L. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Answers are more than one*

*Quiz : Religion is sincerity, to whom ?*

A. To Allah
B. To his angels
C. To his book
D. To his Messenger
E. To Qayamah
F.  To the leaders of Muslims
G. To the General Muslims   
H. To the prisoner
I. To the poor
J. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab ACDGI* 💐
--------
Rasool-Allah sallalahu alaihi wasallam ne farmaya :Deen  khair khawahi ka naam hai." Humne pucha kis ki khair khawahi ?
Aap sallalahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki,uski kitab ki,uske Rasool ki, musalmano ke Imamo ki aur aam musalmano ki 
Sahih Muslim Jild 1, Hadith 196
--------
قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم
 الدِّينُ النَّصِيحَةُ ‏"‏ قُلْنَا لِمَنْ قَالَ ‏"‏ لِلَّهِ وَلِكِتَابِهِ وَلِرَسُولِهِ وَلأَئِمَّةِ الْمُسْلِمِينَ وَعَامَّتِهِمْ
--------
Religion is sincerity (Al-Nasihah),  They said; "To whom, O Messenger of Allah sallalahu alaihi wasallam?" He said: "To Allah, to His Book, to His Messenger, to the leaders of the Muslims and to their generel muslim
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 98

 ✅ *Answer ACDFG* 💐
--------
Rasool-Allah sallalahu alaihi wasallam ne farmaya :Deen  khair khawahi ka naam hai." Humne pucha kis ki khair khawahi ?
Aap sallalahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki,uski kitab ki,uske Rasool ki, musalmano ke Imamo ki aur aam musalmano ki 
Sahih Muslim Jild 1, Hadith 196
--------
قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم
 الدِّينُ النَّصِيحَةُ ‏"‏ قُلْنَا لِمَنْ قَالَ ‏"‏ لِلَّهِ وَلِكِتَابِهِ وَلِرَسُولِهِ وَلأَئِمَّةِ الْمُسْلِمِينَ وَعَامَّتِهِمْ
--------
Religion is sincerity (Al-Nasihah),  They said; "To whom, O Messenger of Allah sallalahu alaihi wasallam?" He said: "To Allah, to His Book, to His Messenger, to the leaders of the Muslims and to their generel muslim
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 98

❗Only-Quran-Hadith Quiz 603❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz 603❗

*Do sawal hain*

*Sawal 1 : Ek baar kuch log Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass bait karne aaye to aapne sabki bait li magar ek shaksh se bait nahi li , uski kya wajah thi ?*

A. Wo ek jinnat tha
B. Us shaksh ne Aap ﷺ ki shan mein gustakhi ki thi
C. Wo Iblis tha jo insani shakal mein aaya tha
D. Wo muanfiq tha 
E. Usne Aap ﷺ ke chacha ka qatl kiya tha
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai

*Sawal 2 : us waqt kitne log bait ke liye aaye they ?*

A. 70
B. 9
C. 50
D. 100
E. 10
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗#OnlyQuranHadithQuiz❗

*Reply both quiz together*

*Quiz 1 : Once some people came to Rasool-Allah  ﷺ for bait (pledge) , he ﷺ accepted the pledge from All except one ,why he didn't accepted pledge from that one person?*

A. He was a jinn
B. He used to abuse Prophet ﷺ
C. HE was Iblis who came in human form
D. he was a hypocrite
E. He killed the uncle of prophet ﷺ
F. None of the above
G. I want to know

*Quiz 2: How many people came for bait (pledge) that time ?*

A. 70
B. 9
C. 50
D. 100
E. 10
F. None of the above
G. I want to know


 ✅ *Sahi Jawab FE - Inmein se koi nahi*
*Kyunki usne taweez pahna tha* 
------------
Hazrat Uqba bin Ameer Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Ke paas (10 logo Ka) Ek Qafla Aaya Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne 9 logo se bait le li aur ek ko Chorh diya Sahaba Radi Allahu Anhuma ne Kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Aap ne 9 logo se bait le li aur us Shaks ko Chorh diya ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye usne Taweez latkaya hua hai, usne apna haath dal Kar usse tod diya, tab Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne ussey bait li aur farmaye Jis Shaks ne Taweez latkaya Usne Shirk Kiya
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees # 2961
----------------
 عَنْ عُقْبَةَ بْنِ عَامِرٍ الْجُهَنِيِّ أَنَّ رَسُولَ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌أَقْبَلَ إِلَيْهِ رَهْطٌ فَبَايَعَ تِسْعَةً وَأَمْسَكَ عَنْ وَاحِدٍ فَقَالُوا: يَا رَسُولَ اللهِ! بَايَعْتَ تِسْعَةً وَتَرَكْتَ هَذَا؟ قَالَ: إِنَّ عَلَيْهِ تَمِيمَةً فَأَدْخَلَ يَدَهُ فَقَطَعَهَا فَبَايَعَهُ وَقَالَ: مَنْ عَلَّقَ تَمِيمَةً فَقَدْ أَشْرَكَ.

 ✅ *Answer FE - None of the above*
*Because he was wearing talisman* 
------------
Narrated by Uqba bin Amir  radi allahu anhu that a group of (ten) people came to the Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam to make a religious pledge (Bait).Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam accepted the pledge from nine of the groups and left one out. The companions asked the Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam, why he did not accept the pledge of the one who was left out. He said I did not make Bait with him because he was wearing a Talisman." 
On hearing this that person drew the Talisman, out and destroyed it. Thereafter, the Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam accepted his pledge (bait) and said whoever wears a talisman, he associates partners with Allah (i.e. he practices Shirk).
Al-Silsila-As-Sahiha Hadees # 2961
----------------
 عَنْ عُقْبَةَ بْنِ عَامِرٍ الْجُهَنِيِّ أَنَّ رَسُولَ اللهِ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌أَقْبَلَ إِلَيْهِ رَهْطٌ فَبَايَعَ تِسْعَةً وَأَمْسَكَ عَنْ وَاحِدٍ فَقَالُوا: يَا رَسُولَ اللهِ! بَايَعْتَ تِسْعَةً وَتَرَكْتَ هَذَا؟ قَالَ: إِنَّ عَلَيْهِ تَمِيمَةً فَأَدْخَلَ يَدَهُ فَقَطَعَهَا فَبَايَعَهُ وَقَالَ: مَنْ عَلَّقَ تَمِيمَةً فَقَدْ أَشْرَكَ.

❗Only-Quran-Hadith Quiz 602 ❗

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz  602 ❗

*Sawal : Inmein se kisko Registan ki us ret ki tarah kaha gaya hai jo dur se pani ki tarah dikhti magar pass jane par kuch bhi nahi ?*

A. Kafiro ke aamal
B. Mushriko ke jhoothe mabud
C. Bidatiyo ki ibadat
D. Munafiqo ke lashkar
E. Munafiqo ki namaz
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi Jawab ka intezar

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

*Quiz : What are like a mirage in the desert, according Quran or Hadith ?*

A. Deeds of the disbelievers
B. The False God of Polythiest
C. The deeds of Innovators
D. The army of Hypocrites
E. The Prayers of Hypocrites
F. None of the above
G. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab A* 
---------
Bismillahirrahmanirrahim
---------
*وَالَّذِينَ كَفَرُوا أَعْمَالُهُمْ كَسَرَابٍ بِقِيعَةٍ يَحْسَبُهُ الظَّمْآنُ مَاءً حَتَّىٰ إِذَا جَاءَهُ لَمْ يَجِدْهُ شَيْئًا وَوَجَدَ اللَّهَ عِندَهُ فَوَفَّاهُ حِسَابَهُ ۗ وَاللَّهُ سَرِيعُ الْحِسَابِ*
---------
Al Quran : Jin logo ne kufr kiya unke aamal ki misal aisee hai jaise registan mein chamaktee huyee ret , jisko pyasa pani samjhta hai aur wo uske pass aata hai to usko kuch bhi nahi milta aur Allah ko hi apne paas dekhe to wo usey uska hisab pura pura chuka de aur Alah jald hisab karne wala hai
Surah Noor (24) Aayat 39
---------
Al Quran : As for those who disbelieve, their deeds are like a mirage in a desert. The thirsty one thinks it to be water, until he comes up to it, he finds it to be nothing; but he finds Allah with him, Who will pay him his due (Hell). And Allah is Swift in taking account.
Surah Noor (24) Aayat 39

 ✅ *Answer A* 
---------
Bismillahirrahmanirrahim
---------
*وَالَّذِينَ كَفَرُوا أَعْمَالُهُمْ كَسَرَابٍ بِقِيعَةٍ يَحْسَبُهُ الظَّمْآنُ مَاءً حَتَّىٰ إِذَا جَاءَهُ لَمْ يَجِدْهُ شَيْئًا وَوَجَدَ اللَّهَ عِندَهُ فَوَفَّاهُ حِسَابَهُ ۗ وَاللَّهُ سَرِيعُ الْحِسَابِ*
---------
Al Quran : As for those who disbelieve, their deeds are like a mirage in a desert. The thirsty one thinks it to be water, until he comes up to it, he finds it to be nothing; but he finds Allah with him, Who will pay him his due (Hell). And Allah is Swift in taking account.
Surah Noor (24) Aayat 39

❗Only-Quran-Hadith Quiz 601❗


 ❗Only-Quran-Hadith Quiz  601❗


Sawal 1 : Jannat mein Mujahido ke liye kitne darje hain ?

A. 70
B. 100
B. 7
C. 700
E. 80
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Allah ke waha sabse unche darje ka naam kya hai ?

A. Dar As-Salam
B. Al-Firdaus
C. Al-Mava
D. Al-Adan
E. Al-Waseela
F. Inmein se koi nahi
G. Sahi jawab ka intezar hai

 ❗Only-Quran-Hadith Quiz❗

Sawal 1 : How many grades are reserved for the Mujahidin in paradise?

A. 70
B. 100
C. 7
D. 700
E. 80
F.  None of the above
G. I want to know

Sawal 2 : What is the name of the Highest grade near Allah ?

A. Dar As-Salam
B. Al-Firdaus
C. Al-Mava
D. Al-Adan
E. Al-Waseela
F.  None of the above
G. I want to know

 ✅ *Sahi Jawab BE* 
----------
Abu Hurairah Radiallahuanhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jannat mein 100 darje hain jo ALLAH taala ne apne raaste mein jihad karne walon (Mujahido) ke liye tayyar kiye hain unkey do darjon mein itna fasla hai jitna aasman aur zameen mein hai isliye jab ALLAH taaala se mangna ho to Al-firdaus mango kyunki wo jannat ka darmiyani hissa aur buland jannat hai
Sahih Bukhari, Vol 4,2790
----------
*قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم*
*إِنَّ فِي الْجَنَّةِ مِائَةَ دَرَجَةٍ أَعَدَّهَا اللَّهُ لِلْمُجَاهِدِينَ فِي سَبِيلِ اللَّهِ، مَا بَيْنَ الدَّرَجَتَيْنِ كَمَا بَيْنَ السَّمَاءِ وَالأَرْضِ، فَإِذَا سَأَلْتُمُ اللَّهَ فَاسْأَلُوهُ الْفِرْدَوْسَ، فَإِنَّهُ أَوْسَطُ الْجَنَّةِ وَأَعْلَى الْجَنَّةِ،*
----------
Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya *Al-Waseela Allah subhnahu ke waha (sabse aala) darja hai , uske upar koi darja nahi* tum mere liye Allah subhanahu se us waseele ka sawal kiya karo
Al-Silsila-tus-Sahiha 2988
---------
*قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : الْوَسِيلَةُ دَرَجَةٌ عِنْدَ اللهِ لَيْسَ فَوْقَهَا دَرَجَةٌ فَسَلُوا اللهَ أَنْ يُؤْتِيَنِي الْوَسِيلَةَ*
----------
Note :  
✦ Dusra sawal ye nahi tha ki Jannat ka sabse uncha darja kaunsa hai ? sawal ye tha ki Allah ke waha sabse uncha darja kaunsa hai.Jannat al firdaus mein to bahut sare momeen bhi rahenge magar Al waseela aisa muqam hai jo sirf ek bande ko diya jayega aur ummed hai ki wo RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam honge

✦ Hadith : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Muazzin ki adhan suno to wahi kaho jo muazzin kahta hai , uske baad mujh par durud padho, kyunki jo mujh par ek baar durud padhta hai ALLAH subhanahu us par 10 rahmatein nazil farmata hai , iske baad ALLAH subhanahu se mere liye Al-waseela maango kyunki waseela jannat mein ek muqam hai jo ALLAH ke bando mein se sirf ek bande ko milega aur jo koi mere liye waseela talab karega uske liye meri shafaat wajib ho jayegi
Sahih Muslim, Vol 1, 849

✦ RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Al waseela sirf ek hi shaks ko ata kiya jayega aur main ummed rakhta hu ki wo main hi hu
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 1544-Sahih

 ✅ *Answer BE*  💐
----------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallamsaid, "Paradise has one-hundred grades which ALLAH has reserved for the Mujahidin who fight in His Cause, and the distance between each of two grades is like the distance between the Heaven and the Earth. So, when you ask ALLAH (for something), ask for Al-firdaus which is the best and highest Paradise.
Sahih Bukhari, Book 52, No. 48
----------
قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم
إِنَّ فِي الْجَنَّةِ مِائَةَ دَرَجَةٍ أَعَدَّهَا اللَّهُ لِلْمُجَاهِدِينَ فِي سَبِيلِ اللَّهِ، مَا بَيْنَ الدَّرَجَتَيْنِ كَمَا بَيْنَ السَّمَاءِ وَالأَرْضِ، فَإِذَا سَأَلْتُمُ اللَّهَ فَاسْأَلُوهُ الْفِرْدَوْسَ، فَإِنَّهُ أَوْسَطُ الْجَنَّةِ وَأَعْلَى الْجَنَّةِ،
----------
✦ Narrated Abu Saeed khudri radi Allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam said Al-Waseela is a (highest) grade near Allah , there is no grade above this,  so you asked Allah, Al-waseela for me. 
Al-Silsila-tus-Sahiha 2988
---------
قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : الْوَسِيلَةُ دَرَجَةٌ عِنْدَ اللهِ لَيْسَ فَوْقَهَا دَرَجَةٌ فَسَلُوا اللهَ أَنْ يُؤْتِيَنِي الْوَسِيلَةَ
---------
✦Note : 
 It was not the question that what is the name of highest grade of paradise , the question was  what is the name of the *Highest grade near Allah* ?  Al-firdaus will be given to many muslims but Al waseela may be given to the Rasool-Allah salAalalhu alaihi wasallam only

The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam When you hear the Mu'adhdhin, repeat what he says, then invoke a blessing on me, for everyone who invokes a blessing on me will receive ten blessings from Allah; then beg from Allah Al-Waseela for me, which is a rank (grade) in Paradise fitting for only one of Allah's servants, and I hope that I may be that one. If anyone who asks that I be given the Wasila, he will be assured of my intercession.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 747

The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: No one will attain Al-Waseela except for one man, and I hope that I am him.

Jamia Tirmidhi , Book 46, 3612-Sahih

Sunday, December 9, 2018

Mafhum e Hadith: Us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi






*Bismillahirahmanirrahim*

*Mafhum e Hadith: Us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi*
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis muslman ne kisi aise yateem bachche ko jiske maa aur baap dono ki wafat ho gayee ho ko apne khane peene mein apne sath rakha yaha tak ki Allah Subhanahu ne us yateem ko gani (self depend) Kar diya to us shakhs ke liye lazmi taur par Jannat wajib ho jayegi
Musnad Ahmed-9065-Sahih
-------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس مسلمان نے کسی ایسے یتیم بچچے کو جس کے  ماں اور باپ دونوں کی وفات ہو گیئ ہو  کو کھانے پینے میں اپنے ساتھ رکھا یہاں تک کہ اللہ  سبحانه نے اس یتیم کو غنی کر دیا تو اس کے لیے  لازمی  طور پر جنت واجب ہو جائے گیئ 
مسند احمد -٩٠٦٥ - صحیح 
-------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फरमाया जिस मुसलमान ने किसी ऐसे यतीम बच्चे को जिसके माँ और बाप दोनों की वफात हो गयी हों , को खाने पीने में अपने साथ रखा यहा तक की अल्लाह सुबहानहु ने उस यतीम को गनी कर दिया तो उस शख्स के लिए लाज़मी तौर पर जन्नत वाजिब हो जाएगी
मसनद अहमद -9065-सही
-------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said any muslim who feed such an orphan whose fahther and mother both died , unitll Allah makes him self depend , he will be granted Paradise for sure
Masnad Ahmed-9065-Sahih

Sunday, December 2, 2018

Hadith : Masajido ko Aabad Karne wale Allah Subhanahu Ke Padosi hai



Bismillahirahmanirrahim

Hadith : Masajido ko Aabad Karne wale Allah Subhanahu Ke Padosi hai
-------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Qayamat ke din aawaz dega mere Padosi Kaha hai, mere Padosi Kaha hai farishtein kahenge Ya RABB kaun is layaq hai ke wo Aap Ka Padosi bane , Allah Subhanahu farmayega Masajido ko Aabad Karne wale Kaha hai (yani wo Allah ke padosi hain) 
Al-Silsila-As-Sahiha # 561
-----
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम  ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु क़यामत के दिन आवाज़ देगा मेरे पड़ोसी कहा हैं , मेरे पड़ोसी कहा हैं  , फरिश्तें कहेंगे या रब्ब कौन इस लायक़ है के वो आप का पड़ोसी बने, अल्लाह सुबहानहु फरमाएगा मस्जिदों को आबाद करने वाले कहा हैं (यानी वो अल्लाह के पड़ोसी हैं) 
अल-सिलसिला-अस-सहिहा #561
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اللہ سبحانه قیامت كے دن آواز دے گا میرے پڑوسی كہاں ہیں؟ میرے پڑوسی كہاں ہیں؟ فرشتے كہیں گے: اے ہمارے رب کون اس   لائق ہےكہ وہ  آپ كا پڑوسی بنے؟ اللہ تعالیٰ فرمائے گا: مساجد كو آباد كرنے والے كہاں ہیں؟
(یعنی وہ الله کے پڑوسی ہیں)
-----
✦ The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him said, Allah will announce on the Day of Resurrection: Where are my neighbors? Where are my neighbors ? The angels will say Our Lord, who is befitting to be your neighbor? Allah will say: Where are those who filled the mosques?
Al-Silsila-As-Sahiha # 561