Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 19, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 289

 Only-Quran-Hadith Quiz 289



Sawal: Quran ke hisab se Waildanum Mukhalladun kisko kahte hain ?


A. Jannat ki Hoor

B. Jannat ke darakht

C. Jannat mein momeeno ka mahal

D. Janat mein rahne wale Shaheed

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
Quiz : According Quran what is Waildanum Mukhalladun ?


A. The Hoor of jannah

B. The tree of jannah

C. The Palace of jannah for the believer

D. The Martyr who will live in jannah

E. None of the above

F. I want to know




Correct answer is E
------------------------------
Bismillahirrahmanirrahim

عَيْنًا فِيهَا تُسَمَّىٰ سَلْسَبِيلًا

وَيَطُوفُ عَلَيْهِمْ وِلْدَانٌ مُّخَلَّدُونَ إِذَا رَأَيْتَهُمْ حَسِبْتَهُمْ لُؤْلُؤًا مَّنثُورًا

وَإِذَا رَأَيْتَ ثَمَّ رَأَيْتَ نَعِيمًا وَمُلْكًا كَبِيرًا

Al Quran : Jannat mein ek nahar hai jiska naam salsabil hai, Aur uske pass (jannat mein ) mein ladke (khadim) aate jaate honge jo hamesha (ek hi halat par) rahenge jab tum un par nigah daalo to khayal karoge ki jaise bikhre huye moti hain, aur jab tum waha (jannat mein) dekhoge to bahut zayada naimatein aur azeem saltanat dekhoge
Surah Al insan (76) , Verse 18-20
---------------------
Al Quran : A spring there, called Salsabil.And round about them will (serve) boys of everlasting youth. If you see them, you would think them scattered pearls. And when you look there (in Paradise), you will see a delight (that cannot be imagined), and a great dominion.
Surah Al insan (76) , Verse 18-20




No comments:

Post a Comment