Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Showing posts with label Al-Silsila-As-Sahiha. Show all posts
Showing posts with label Al-Silsila-As-Sahiha. Show all posts

Saturday, January 24, 2026

Hadith : Sharab ka Aadi, Jadu par yaqeen rakhne wala aur Rishtedari todne wala Jannat mein dakhil nahi honge


 


 *Bismillahirrahmanirraheem*

✦:  *Hadith : Sharab ka Aadi, Jadu par yaqeen rakhne wala aur Rishtedari todne wala Jannat mein dakhil nahi honge*

---------

 قَالَ رَسُول الله صلی اللہ علیہ وسلم :لَا يَدْخُلُ الْجَنَّة مُدْمِنُ خَمْرٍ ولَا مُؤْمِنٌ بِسِحَر ولَا قَاطَعَ رَحِمٍ 

---------

 رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا:  شراب کا عادی ، جادوپر یقین ركھنے والا، اور رشتہ داری توڑنے  والا جنت میں داخل نہیںِ ہوں گے۔

السلسلہ صحیحہ ٩١٦  

----------

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sharab ka Aadi, Jadu par yaqeen rakhne wala aur Rishtedari todne wala Jannat mein dakhil nahi honge
Al-Silsila-As-Sahiha 916

Note : Yaha jadu par yakeen karne se murad ye hai ki Na jadu ka ilm kisi ko hasil karna chahiye aur na hi jaadugar ke paas jakar kisi ko nuqsan pahuchane ki koshsih karni chahiye yani ye yakeen karna ki Allah ki marzi ke magair bhi jaadu se kisi par kuch bhi karwaya ja sakta hai aisa yakeen rakhne wala jannat mein nahi jayega

----------

रसूल-ए-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया शराब का आदी, जादू पर यक़ीन रखने वाला और रिश्तेदारी तोड़ने वाला जन्नत में दाख़िल नहीं होंगे

अल-सिलसिला अस-सहीहा 916

-------

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said The drunkard, The one who believe in Magic and the one who cut the relationship will not enter in the paradise

*Al-Silsila-As-Sahiha 916*


Monday, November 17, 2025

Hadith : Qayamat tak ke liye Hajj ya Umrah ka Sawab




 Bismillahirrahmanirrahim

✦ *Hadith : Qayamat tak ke liye Hajj ya Umrah ka Sawab*

------------

قال رسولُ اللّهِ ﷺ مَنْ خَرَجَ حَاجًّا فَمَاتَ كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْحَاجِّ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ
 وَمَنْ خَرَجَ مُعْتَمِرًا فَمَاتَ، كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْمُعْتَمِرِ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ

وَمَنْ خَرَجَ غَازِيًا فِي سَبِيلِ اللهِ فَمَاتَ كَتَبَ اللهُ لَهُ أَجْرَ الْغَازِي إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ 

------------

✦  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shakhs hajj karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to hisab ke din tak (yani Qayamat tak) us ke liye Hajj karne ka sawab likha jayega aur jo shakhs umrah karne ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Umrah karne ka sawab likha jayega Aur jo shakhs Allah ke raaste mein jihad ke irade se nikla aur wafat paa gaya to Qayamat tak us ke liye Mujahid ka sawab likha jayega

Al Silsila As Sahiha, 2146

------------

 رسول اللہ ﷺ نے فرمایا: جو شخص حج کرنے کے ارادے سے نکلا اور وفات پا گیا، قیامت تک اس کے لئے حج کرنے والے کا ثواب لکھاجائے گا، اور جو شخص عمرہ کر نے کے لئے نکلا اور وفات پا گیا، قیامت تک اس کے لئے عمرہ کرنےکاثواب لکھاجائے گا۔  اور جو شخص اللہ کے راستے میں جہاد کرنے کے لئے نکلا اوروفات پاگیا تو قیامت تک اس کے لئے مجاہد کا اجر لکھاجائے گا۔

السلسلہ صحیحہ ٢١٤٦ 

------------

✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स हज करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो हिसाब के दिन तक (यानी क़यामत तक) उस के लिए हज करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स उमराह करने के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए उमराह करने का सवाब लिखा जाएगा और जो शख्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद के इरादे से निकला और वफात पा गया तो क़यामत तक उस के लिए मुजाहिद का सवाब लिखा जाएगा 

अल सिलसिला अस साहिहा, 2146

------------

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Said  Whoever goes out for the Hajj pilgrimage and dies, then the reward of Hajj will be written for him until the Day of Resurrection. Whoever goes out for the Umrah pilgrimage and dies, then the reward of Umrah will be written for him until the Day of Resurrection.  Whoever goes out for Jihad (figting in the cause of Allah) and dies, then the reward of Jihad (Fighting in the cause of Allah) will be written for him until the Day of Resurrection.

Al Silsila As Sahiha : 2146

Wednesday, September 3, 2025

Hadith : Allah subhanahu Bidat karne walo ki tauba Qubul nahi farmata

 




*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ :  *Hadith : Allah subhanahu Bidat karne walo ki tauba Qubul nahi farmata*

------------------

قالَ رَسُولَ اللّهِ ﷺ إِن الله احتجز التَّوْبَة عن صَاحب كُلِّ بِدْعَة

-------------

✦ : Anas Radi Allahu Anhu se  rivayat hai ki RasoolAllah Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne her Bidati ki tauba se parda (hijab) kiya hua hai. (yani uski Tauba qubul nahi ki jati)

Al-Silsila-tus-Sahiha  #1620

----------

انس رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا

اللہ سبحانہ و تعالیٰ نے ہر بدعتی کی توبہ سے پردہ (حجاب) کیا ہوا ہے۔ (یعنی اس کی توبہ قبول نہیں کی جاتی)

السلسلة الصحيحة  # 1620

----------

✦ :अनस रदी अल्लाहु अनहू से रिवायत है  रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुब्हानहु ने हर बिदअती की तौबा से पर्दा (हिजाब) किया हुआ है। (यानि उसकी तौबा क़बूल नहीं की जाती)

अल सिलसिला सहीहा # 1620

----------

✦ : Narrated by Anas radi allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam said  Allah subhanahu has screened himself from the repentance of each innovator  (means their repentance will not be accepted)

Al-Silsila-tus-Sahiha  #1620

Sunday, July 27, 2025

*✦ : Hadith: Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karte

 




*Bismillahirrahmanirraheem*


*✦ : Hadith: Qailulla (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyuke Shaitan Qailulla Nahi karte

------

 قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قيلوا فإن الشياطين لا تقيل قيلوا فإن الشياطين لا تقيل

------

*✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Qailulah (Dupher ko khane ke baad aaram) kiya Karo kyunki Shiyaateen (Shaitan) Qailulah Nahi karte

Al-Silsila-As-Sahiha 2521

------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: قیلولہ (دوپہر کے کھانے کے بعد آرام) کیا کرو کیونکہ شیاطین قیلولہ نہیں کرتے۔

سلسلہ صحیحہ  ٢٥٢١  

------

✦ : रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया  क़ैलुला  (दोपहर के खाने के बाद आराम) किया करो क्योंकि शयातीन (शैतान) क़ैलुला नहीं करते

------

✦ :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Do Qailulah (A short mid-day nap) ,  because Devils do not do Qailulah.

Al-Silsila-tus-Sahiha, 2521


Monday, January 6, 2025

Hadith : jis ghar mein Quran Majeed ki tilawat ki jati hai wo Aasman walon ko aise nazar aata hai jaise zameen walon ko sitare

 



*Bismillahhirrahmanirraheem*

✦ :  *Hadith : jis ghar mein Quran Majeed ki tilawat ki jati hai wo Aasman walon ko aise nazar aata hai jaise zameen walon ko sitare*

-------------

*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ اجعلُوا من صلاتِكم في بُيوتِكم، ولا تجعلُوها عليكم قُبوراً، كما اتَّخذت اليهود والنصارى في بيوتهم قبوراً، وإنَّ البيت ليُتلى فيه القرآن؛ فيتراءى لأهلِ السماء كما تتراءى النجومُ لأهل الأرضِ*

-------------

✦ :  RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Apni Namazo ka kuch hissa (Sunnat aur Nawafil) Gharon mein bhi Ada kiya karo,unko Qabristan na banao jaisa ki Yahuduyin aur Eesaeeyon ne apne gharo ko Qabristan bana diya tha Beshak jis ghar mein Quran Majeed ki tilawat ki jati hai wo Aasman walon ko aise nazar aata hai jaise zameen walon ko sitare

-------------

 رسول اللہ ﷺ  نے فرمایا اپنی نمازوں کا کچھ حصہ  (سنّت اور نوافل ) گھروں میں بھی ادا کیا کرو، ان کو قبرستان نہ بنا دو، جیسا کہ یہودیوں نے اپنے گھروں کو قبرستان بنا دیا تھا، بیشک جس گھر میں قران مجید کی تلاوت کی جاتی ہے وہ  آسمان والوں  کو ایسے نظر آتا ہے جیسے  زمین والوں  کو ستارے۔

سلسلہ صحیحہ ٤٠٣٥ 

-------------

✦ :रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया अपनी नमाजों का कुछ हिस्सा (सुन्नत और नवाफ़िल )घरों में भी अदा किया करो उनको कब्रिस्तान न बनाओ जैसा की यहूदियों और ईसाईयों ने अपने घरों को कब्रिस्तान बना दिया था , बेशक जिस घर में कुरान मजीद की तिलावत की जाती है वो आसमान वालों को ऐसे नजर आता है जैसे जमीन वालों को सितारे 

सिलसिला सहिहा - 4035

----------

RasoolAllah Sallalahu Alaihi Wasallam said Perform some of your (Voluntary) prayers in your houses and do not make them graves. As the Jews and Christians make their houses gravesVerily, when the Quran is recited in a house, it appears to the inhabitants of the heavens just as the stars appear to the inhabitants of the earth.

Silsila Sahiha -4035


Wednesday, October 4, 2023

✦ : Hadith : Nazar lagna haq hai ye bulandi wale ko neechey utar deti hai

 


Bismillahirrahmanirraheem

✦ : Hadith : Nazar lagna haq hai ye bulandi wale ko neechey utar deti hai 

*قَالَ رَسُولَ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم  الْعَيْنُ حَقٌّ تَسْتَنْزِلُ الْحَالِقَ*

--------

✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Nazar lagna haq hai ye bulandi wale ko neechey utar deti hai (Yani achcha Ohda ya Achchi Sehat ya Achchi Aulad par bhi nazar lagti hai ) 

--------

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  نظر لگنا حق ہے،یہ بلندی والے کو نیچے اتار دیتی ہے ( یعنی  اچّھا عہدہ  یا اچّھی صحت یا اچّھی اولاد  پر بھی نظر لگتی ہے)

سلسلہ صحیحہ :  ٢٣٢٧  

--------

✦ :  रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम  ने फरमाया नज़र लगना हक है ये बुलंदी वाले को नीचे उतार देती है (यानि अच्छा ओहदा या अच्छी सेहत या अच्छी औलाद पर भी नजर लगती है) 

अल सिलसिला साहिहा : 2327

--------

✦ : RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said The effect of an evil eye is a real ,It brings down the high ones ( it means good position or good health or good children may also be affected with evil eye) 


Al Silsilatus Sahiha : 2327


Monday, May 29, 2023

Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to Allah ki taraf se uske saath madad hoti hai

 



Bismillahhirrahmanirraheem


 ★ : Hadith : Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to Allah ki taraf se uske saath madad hoti hai

--------

قَالَ رَسُولَ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم مَنْ كَانَ عَلَيْهِ دَيْنٌ يَنْوِي أَدَاءَهُ، كَانَ مَعَهُ مِنَ اللهِ عَوْنٌ وَسَبَّبَ اللهُ لَهُ رِزْقاً

--------

✦ :RasoolAllah SalAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to Allah Subhanahu ki taraf se uske saath madad hoti hai aur Allah Subhanahu uske liye Rizq ka sabab bana deta hai 

Silsila-Sahiha-1695-Sahih

--------

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  جس شخص پر قرض ہو اور وہ ادا كرنے كی نیت ركھتا ہو تو اللہ كی طرف سےاس كے ساتھ مدد ہوتی ہے ، اور اللہ تعالیٰ اس كے لئے رزق كا سبب بنا دیتا  ہے

سلسلہ صحیحہ ١٦٩٥ -صحیح

--------

 ★ : रसूलअल्लाह सल्लाल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जिस शख़्स पर क़र्ज़ हो और वो अदा करने की निय्यत रखता हो तो अल्लाह सुबहानहु की तरफ़ से उसके साथ मदद होती है और अल्लाह सुबहानहु उसके लिये रिज़्क का सबब बना देता है 

सिलसिला सहीहा- 1695-सहीह

--------

✦ : RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam Said the person who has a debt and intends to pay it, then Allah Subhanahu will help him, and Allah Subhanahu will provide him the source of sustenance

 Al Silsila tus Sahiha 1695-Sahih

Sunday, December 11, 2022

Hadith : Jo Aadmi apni sharmgaah ko chuye wo us waqt tak Namaz na padhe jab tak Wudhu na kar le




 *Bismillahirrahmanirraheem*


✦ :  *Hadith : Jo Aadmi apni sharmgaah ko chuye wo us waqt tak Namaz na padhe jab tak Wudhu na kar le*

-----------

*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ مَن مَسَّ ذَکَرَہُ فَلَا یُصَلِّ حَتّٰی یَتَوَضَّأَ*

*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ مَنْ مَسَّ ذَکَرَہُ فَلْیَتَوَضَّأْ، وَأَیُّمَا امْرَأَۃٍ مَسَّتْ فَرْجَہَا فَلْتَتَوَضَّأْ*

-----------

✦ :  RasoolAllah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jo Aadmi apni Agli sharmgaah ko chuye wo Wudhu kare isee tarah jo Aurat apne sharmgaah ko chuye wo bhi Wudhu kare 

Masnad Ahmad 781-Sahih


☆ :RasoolAllah Sal-Allahu alaihi Wasallam ne farmaya Jo Aadmi apni sharmgaah ko chuye wo us waqt tak Namaz na padhe jab tak Wudhu na kar le

Masnad Ahmad  783-Sahih

-----------

 رسول اللہ ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌ نے فرمایا جو (آدمی) اپنی اگلی شرمگاہ کو چھوئے، وہ وضو کرے، اسی طرح جو عورت اپنی شرمگاہ کو چھوئے وہ بھی وضو کرے۔ 

مسند احمد- ۷۸۱-صحیح


 رسول اللہ  ‌صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم ‌ نے فرمایا جو آدمی اپنی شرمگاہ کو چھوئے، وہ اس وقت تک نماز نہ پڑھے، جب تک وضو نہ کر لے۔ 

مسند احمد- ۷۸۳-صحیح

-----------

☆ : रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जो आदमी अपनी अगली शर्मगाह को छुए वो वुज़ू करे इसी तरह जो औरत अपनी शर्मगाह को छुए वो भी वुज़ू करे

मसनद अहमद  781– सहीह


 ★ : रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जो आदमी अपनी शर्मगाह को छुए वो उस वक़त तक नमाज़ ना पढ़े जब तक वुज़ू ना कर ले

मसनद अहमद  783-सहीह

-----------

☆ :RasoolAllah Sal-Allahu alaihi Wasallam Said Whoever (a man) touches his front private area should perform ablution, similarly a woman who touches her private area should also perform ablution

Masnad Ahmad 781- Sahih


☆ :RasoolAllah Sal-Allahu alaihi Wasallam Said A person who touches his private parts should not pray until he performs ablution

Masnad Ahmad 783- Sahih

Tuesday, November 29, 2022

Hadith: Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain

 




Bismillahirrahmanirrahim

★ : *Hadith: Jab Banda Namaz padhta hai to uske tamam gunah bakhsh diye jate hain*

--------

قَالَ رَسُولَ اللهِّ صلى اللّه عليه وسلم إِنَّ الْعَبْدَ إِذَا قَامَ إِلَى الصَّلاةِ، أُتِيَ بِذُنُوبِهِ كُلِّهَا، فَوُضِعَتْ عَلَى عَاتِقَيْهِ، فَكُلَّمَا رَكَعَ أَوْ سَجَدَ تَسَاقَطَتْ عَنْهُ

--------

☆ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Banda jab Namaz ke liye khada hota hai to uske tamam gunah uske paas laye jate hain aur uske kaandho par rakh diye jate hain jab bhi wo Ruku ya Sajda karta hai to uske gunah gir jate hain 
(yani maaf kar diye jate hain)

Silsila Sahiha- 575-Sahih

--------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  بنده جب نماز كے لئے كھڑا ہوتا ہے تو اس كے تمام گناہ اس كے پاس لائے جاتے ہیں، اور اس كے كاندھوں پر ركھ دیئے جاتے ہیں۔ جب بھی وہ ركوع یا سجدہ كرتا ہے تو اس كے گناہ گر جاتے ہیں۔
 (یعنی معاف کر دئے جاتے ہیں ) 

السلسلہ الصحیحہ-۵۷۵-صحیح

--------

✦ :   रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया बंदा जब नमाज़ के लिए खड़ा होता है तो उसके तमाम गुनाह उसके पास लाए जाते हैं और उसके काँधों पर रख दिए जाते हैं जब भी वो रुकू या सजदा करता है तो उसके गुनाह गिर जाते हैं ( यानि माफ कर दिए जाते हैं)

सिलसिला सहीहा-575-सहीह

--------

★  : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said  When a servant stands up for prayer, All his sins are on him. They are brought to him, and placed on his shoulders. Every time he bows or prostrates, his sins fall away.(Forgiven)

Silsila-tus-Sahiha : 575-Sahih

Tuesday, November 22, 2022

Mafhum e Hadith: Bani israil ki halakat ka pahla sabab

 


*Bismillahirrahmanirraheem*

--------

★ : *Mafhum e Hadith: Bani israil ki halakat ka pahla sabab*

------

*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ إنَّ أوَّلَ ما هلك بنو إسرائيلَ أنَّ امرأةَ الفقيرِ كانت تُكلِّفُه من الثِّيابِ أو الصِّيَغِ أو قال : من الصِّيغةِ ما تُكلِّفُ امرأةُ الغنيِّ*

--------

☆ : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi  Wasallam ne farmaya Bani Israel ki halakat ka pahla sabab ye bana ke kisi ghareeb ki biwi apne shohar se aise kapdon ya zewrat ka mutaliba karti jo Ameer ki biwi karti 

Silsila Sahiha-1923-Sahih

------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  بنی اسرائیل  کی ہلاکت کا پہلا سبب یہ بنا کہ کسی غریب کی بیوی اپنے شوہر سے ایسے کپڑوں یا زیورات کا مطالبہ کرتی جو امیر کی بیوی کرتی

السلسلہ الصحیحہ-۱۹۲۳-صحیح

--------

★ :  रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया बनी इसराईल की हलाकत का पहला सबब ये बना की किसी ग़रीब की बीवी अपने शोहर से ऐसे कपड़ों या ज़ेवरात का मुतालिबा करती जो अमीर की बीवी करती
सिलसिला सहीहा-1923-सहीह

--------

✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said the first cause of destruction of bani israil was that the wife of poor person demands the same type of clothes and jewelry as the wife of rich

Al-Silsila-tus-Sahiha - 1923

Thursday, November 17, 2022

Hadith : Juma ke din logon ki gardaney na phalaango warna Allah Subhanhu tumhe unke liye pul bana denge




 *Bismillahirrahmanirraheem*

*✦ : Hadith : Juma ke din logon ki gardaney na phalaango warna Allah Subhanhu tumhe unke liye pul bana denge*

---------

*قَالَ رَسُولُ اللّهِ  صلی اللہ علیہ وسلم  لا تَخُطَّ رِقَابَ النَّاسِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ  فَيَجعَلُكَ اللهُ لَهم جِسْرًا يَّومَ الْقِيَامَة*

---------

✦:  RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Juma ke din logon ki gardaney na phalaango (log jab Masjid mein baithe ho to unke beech se na jao) warna Qayamat ke din Allah Subhanahu tumhein unke liye pul bana denge

Al Silsila tus Sahiha-437-Sahih


Note : Aksar dekha gaya hai kuch log juma ke din der se aate hain aur logo ki gardan phalngte huye yani unke beech se aage jane ki koshish karte hain jo ki gunah hai,  isliye juma ke din jaha khali jagah mil jaye wahi baith jana chahiye 

---------

 رسول اللہ ﷺ نے فرمایا جمعہ کے دن لوگوں کی گردنیں نہ پھلانگو، ورنہ قیامت کے دن اللہ تعالیٰ تمہیں ان کے لئے پل بنادیں گے۔

السلسلہ صحیحہ- ٤٣٧  صحیح

---------

✦:  रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लाम ने फ़रमाया जुमा के दिन लोगों की गरदने ना फ़लाँगो वरना क़यामत के दिन अल्लाह सुबहानहु  तुम्हें उनके लिए पुल बना देंगे

अल सिलसिला तुस सहीहा -437-सहीह

---------

✦:    RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Do not cross the necks of people on Friday, otherwise Allah Subhanahu will make you a bridge for them on the Day of Resurrection.

Al Silsila tus Sahiha 437-Sahih

Tuesday, November 15, 2022

Hadith : Koi Shakhs Apni taaqat se zyada Mehmaan ke liye takalluf na kare




 *Bismillahirrahmanirraheem*

✦: *Hadith : Koi Shakhs Apni taaqat se zyada Mehmaan ke liye takalluf na kare*

---------

*قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ لَا يَتَكَلَّفَنَّ أَحَدٌ لِضَيْفِهِ مَا لَا يَقْدِرُ عَلَيْهِ*

--------

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya koi Shakhs apni taaqat se zyada Mehmaan ke liye takalluf na kare

Silsila tus Sahiha- 451-Sahih

--------

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  کوئی شخص اپنی طاقت سے زیادہ مہمان کے لئے تکلف نہ کرے

سلسلہ صحیحہ -٤٥١ -صحیح

--------

✦: रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया कोई शख़्स अपनी ताक़त से ज़्यादा मेहमान के लिए तकल्लुफ़ ना करे

सिलसिला तुस सहीहा 451-सहीह

--------

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said  No one should bear the burden of the guest with what he is not Able to afford.

Al Silsila tus Sahiha 451- Sahih


Tuesday, October 18, 2022

Hadith : Allah Subhanahu Aur uske Farishte un logon par Rahmat aur Barkat bhejte hain jo (Namaz mein) Safon ko milate hain

 




*Bismillahirrahmanirraheem*


✦: *Hadith : Allah Subhanahu Aur uske Farishte un logon par Rahmat aur Barkat bhejte hain jo (Namaz mein) Safon ko milate hain*

-----------

  قَالَ رَسُولُ اللّهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : إِنَّ اللّهَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى الَّذِينَ يَصِلُونَ الصُّفُوفَ وَمَنْ سَدَّ فُرْجَةً رَفَعَهُ اللّهُ بِهَا دَرَجَةً 

-----------

✦: RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Beshak Allah Subhanahu aur uske Farishte un logon par Rahmat Bhejte hain jo (Namaz mein) Safon ko milate hain aur jis Shakhs ne khaali jagah ko pur kiya Allah Subhanahu uske badle ek darja buland kar dega 

Al Silsila tus Sahiha 563-Sahih

-----------

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا  بیشک اللہ تعالیٰ اور اس كے فرشتے ان لوگوں پر رحمت بھیجتے ہیں جو صفوں كو ملاتے  ہیں ، اور جس شخص نے خالی جگہ كو پر كیا اللہ تعالیٰ اس كے بدلے ایك درجہ بلند كر دے گا

سلسلہ اس صحیحہ-563-صحیح

-----------

✦: रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फ़रमाया अल्लाह सुभानहु और उसके फ़रिश्ते उन लोगों पर रहमत भेजते हैं जो सफ़ों को मिलाते हैं और जिस शख़्स ने ख़ाली जगह को पुर किया अल्लाह सुभानहु उसके बदले एक दर्जा बुलन्द कर देगा

सिलसिला तुस सहीहा- 563-सही

-----------

✦: RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam said Indeed Allah and His angels Send blessings upon those who complete the rows, and whoever fills a gap, Allah will raise him one degree in status thereby.

Silsila tus sahiha-563-Sahih

Tuesday, October 11, 2022

✦ Hadith : Jis shakhs ne Surah Al-ikhlas 10 bar mukammal padhi to Allah Subhanahu Uske liye Jannat Mai ek Mahal tamir Kar dega












Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Jis shakhs ne Surah Al-ikhlas 10 bar mukammal padhi to Allah Subhanahu Uske liye Jannat Mai ek Mahal tamir Kar dega
-----------
✦ Muaaz Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Jis shakhs ne Qul huwallahu Ahad ...Surah Al-ikhlas 10 bar mukammal padhi to Allah Subhanahu Uske liye Jannat Mai ek Mahal tamir Kar dega, ye sunkar Hazrat Umar Radi Allahu Anhu ne Kaha Ya Rasool Sallallahu Alaihi Wasallam phir to ham bahut sare mahal hasil Kar lenge, to Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaye Allah Subhanahu zyada ataa farmane wala aur paak hai
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2979
Saheeh Al-Jaame, 6472
-----------
✦ Note : Aapse se guzarish hai ki agar aapke paas waqt ho to aap abhi is hadith par amal karte huye surah Al ikhlas 10 baar padh kar jannat mein apne liye ek mahal taameer kar le- jazakallahu khairan
----------
رسول الله ﷺ ‌نے فرمایا: جس شخص نے سورۃ الاخلاص قُلۡ ہُوَ اللّٰہُ اَحَدٌ ۚ﴿۱﴾ دس مرتبہ مکمل پڑھی، تو اللہ تعالیٰ اس کے لئے جنت میں ایک محل تعمیر کر دے گا۔ عمر‌رضی اللہ عنہ نے کہا: اے اللہ کے رسول ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌تب تو ہم بہت سے محل حاصل کرلیں گے۔ آپ ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: اللہ تعالیٰ زیادہ عطا کرنے والا اور پاک ہے
السلسلہ صحیحہ ٢٩٧٩ 
صحیح الجامے ٦٤٧٢ 
-------------
✦ रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जिस शख्स ने क़ुल हुवल्लाहू अहद यानि सुरह अल-इख्लास दस (10) बार मुकम्मल पढ़ी तो अल्लाह सुबहानहु उसके लिए जन्नत में एक महल तामिर कर देगा, ये सुनकर हज़रत उमर रदी अल्लाहू अन्हु ने कहा या रसूल सलअल्लाहू अलैही वसल्लम फिर तो हम बहुत सारे महल हासिल कर लेंगे, तो आप सलअल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया अल्लाह सुबहानहु ज़्यादा ता फरमाने वाला और पाक है
अल-सिलसिला-अस-सहिहा - 2979
सही अल-जामे, 6472
-----------
✦ नोट : आपसे गुज़ारिश है की अगर आपके पास वक़्त हो तो आप अभी इस हदीस पर अमल करते हुए सुरह अल इख्लास 10 बार पढ़ कर जन्नत में अपने लिए एक महल तामीर कर ले- जज़ाकल्लाहू खयरन
---------
Narrated Muadh Radi Allahu anhu that RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Whoever recites Qul huwallahu ahad (means Surah Al Ikhlas) 10 times, Allah will build for him a palace in the Paradise. (After hearing this hadith) Umar radi allahu anhu said in this way we may get many palaces. RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Allah is the most giver and better.
Al-Silsila-tus-Sahiha - 2979
Saheeh Al-Jaame, 6472
----------------------
Note : If you have time, then lets follow this hadith right now and recite 10 times surah Al ikhlas and reserve our palace instantly in paradise, don't let shaitan to stop you from reciting this 10 times
-------------------

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
----------
قُلْ هُوَ اللَّهُ أَحَدٌ اللَّهُ الصَّمَدُ
لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ
----------
Qul Hu Wallahu Ahad, ALLAHus-Samad, Lam Yalid walam Yulad, Walam Yakul-lahu Kufuwan Ahad








 

✦: Hadith : Ye Azkar Aasman aur Zameen ko (Nekiyon se) bhar dega

 




        





Bismillahirrahmanirraheem

✦: Hadith : Ye Azkar Aasman aur Zameen ko (Nekiyon se) bhar dega
------------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya 100 bar La ilaha ilAllah kahao ye Aasman aur Zameen ko (Nekiyon se) bhar dega
Al-Silsilat As-Sahiha-2855
------------
رسول اللہ ﷺ نے فرمایا سو مرتبہ لا الہ الا اللہ کہو یہ آسمان و زمین کو (نیکیوں سے) بھر دے گا
-------
✦ : रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया 100 बार ला इलाहा ईलअल्लाह कहो ये आसमान और ज़मीन को (नेकियों से ) भर देगा
सिलसिला साहिहा - 2855
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam Said Say La ilha ilAllah 100 times. It fills (good deeds) in between the heaven and earth
Al-Silsilat As-Sahiha-2855

✦: Allah Subhanahu ke raaste mein 100 Oont (Camels) dene ka sawab










Bismillahirrahmanirraheem

✦: Allah Subhanahu ke raaste mein 100 Oont (Camels) dene ka sawab
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya 100 bar Allahu Akbar kaho ye tumhare liye Nakel dali maqbul Oontniyo ke barabr hoga (Jo tum Allah Subhanahu ke raah mein do)
Al-Silsilat As-Sahiha-2855
-------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا سو مرتبہ اللہ اکبر کہو، یہ تمہارے لئے نکیل ڈالی ہوئی مقبول اونٹنیوں کے برابر ہوگا  ( جو تم اللہ کے راستے میں دو ) 
السلسلہ صحیحہ  ٢٨٥٥ 
-------
✦ :  रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया  100 बार अल्लाहू अकबर कहो ये तुम्हारे लिए नकेल डाली मक़बूल ऊंटनियो के बराबर होगा (जो तुम अल्लाह सुबहानहु के रास्ते में दो)
सिलसिला साहिहा - 2855 
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam  Said Say Takbir (Allahu Akbar) 100 times, for its equivalent to a 100 adorned accepted camels (given in charity for the sake of Allah)
Al-Silsilat As-Sahiha-2855








 

✦: Allah Subhanahu ke raaste mein 100 Ghode (Horses) dene ka sawab

  










Bismillahirrahmanirraheem

✦: Allah Subhanahu ke raaste mein 100 Ghode (Horses) dene ka sawab
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya 100 bar Alhamdullilah kaho ye tumhare liye 100 zean aur lagam pehne huye(tayyar shuda) ghode ke barabr hoga Jo tum Allah Subhanahu ke raste mai do
-------
  رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا سو مرتبہ الحمد للہ کہو، یہ تمہارے لئے سو عدد زین اور لگام پہنائے ہوئے( تیار شدہ)گھوڑوں کے برابر ہوگاجو تم اللہ کے راستے میں دو
السلسلہ صحیحہ  ٢٨٥٥ 
-------
✦ :  रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया  100 बार अल्हम्दुलिल्लाह कहो ये तुम्हारे लिए 100 ज़ेन और लगाम पहने हुए (तय्यार शुदा) घोड़े के बरबर होगा जो तुम अल्लाह सुबहानहु के रास्ते में दो
सिलसिला साहिहा - 2855 
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam  Said  Say Tahmid (Alhamdulillah) 100 times, for it is worth a 100 saddled and bridled horses upon which you carry (equipments and people) in the cause of Allah
Al-Silsilat As-Sahiha-2855









✦: Ismail Alaihi Salam ki Aulad mein se 100 Gulam Aazad karwane ka sawab le lo

 











Bismillahirrahmanirraheem

✦: Ismail Alaihi Salam ki Aulad mein se 100 Gulam Aazad karwane ka sawab le lo
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya 100 bar SubhanAllah kaho ye tumhare liye Ismail Alaihi Salam ki aulad se 100 gardenein ( yani Gulam) Aazad karne ke barabar hoga
-------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا سو مرتبہ سبحان اللہ کہو  یہ تمہارے لئےاسماعیل علیہ السلام کی اولاد  سے سو  غلام آزاد کرنے کے برابر ہے۔
السلسلہ صحیحہ  ٢٨٥٥ 
-------
✦ :  रसूल अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया  100 बार सुबहान अल्लाह कहो ये तुम्हारे लिए ईस्माईल अलैही सलाम की औलाद से 100 गर्दनें (गुलाम) आज़ाद करने के बराबर है,
सिलसिला साहिहा - 2855 
-------
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam  Said  Say Tasbih (SubhanAllah) 100 times, for it is tantamount to freeing a 100 slave among the sons of Ismail Alaihi Salam
Al-Silsilat As-Sahiha-2855







Tuesday, September 27, 2022

Hadith : jis Shakhs ne Nashe ki wajah se ek Namaz chorh di uska sab kuch barbad ho gaya

 



*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ :  *Hadith : jis Shakhs ne nashe ki wajah se ek Namaz chorh di uska sab kuch barbad ho gaya*

-------------

 ✦ :  Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis Shakhs ne Nashe ki wajah se ek Namaz chorh di to wo aise hai jaise ki Duniya aur uska tamam samaan uska tha aur ye us se cheen gaya aur jis Shaksh ne Nashe ki wajah se chaar martaba Namaz chorh di to Allah Subhanahu par laazim hai ki usey Teenat-Al- khabaal pilaye , pucha gaya ye Teenat- Al-khabaal kya cheez hai ? Eh Allah ke Rasool ? Aap ne farmaya Ahle Jahannum ka peep

Al Silsila tus Sahiha : 732 Sahih

-------------

 رسول صلی اللہ علیہ وسلم نےفرمایا جس شخص نے نشے كی وجہ سے ایك نماز چھوڑدی تو وہ ایسے ہے گویا کہ دنیا اور اس کا تمام سامان س کا تھا ارو یہ اس سے چھن گیا ہے، اور جس شخص نے نشے كی وجہ سے چار مرتبہ نماز چھوڑ ی تواللہ تعالیٰ پر لازم ہے كہ اسے طینۃ الخبال پلائے۔ پوچھا گیا یہ طینۃ الخبال  كیا چیز ہے ؟ اے اللہ كے رسول؟ آپ نے فرمایا: اہل جہنم كا پیپ

سلسلہ الصحیحہ 732 صحیح

-------------

✦ :  अब्दुल्लह बिन उमर रदीयल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूल अल्लाह सल्लाल्लाहु अलैहि वसल्लाम ने फ़रमाया जिस शख़्स ने नशे की वजह से एक नमाज़ छोड़ दी तो वो ऐसे है जैसे की दुनिया और उसका तमाम समान उसका था और ये उस से छीन गया है और जिस शख़्स ने नशे की वजह से चार मर्तबा नमाज़ छोड़ी तो अल्लाह सुबहनाहु पर लाज़िम है की उसे तीनत अल ख़बाल पिलाए पूछा गया तीनत अल ख़बाल क्या चीज़ है? ए अल्लाह के रसूल? आपने फ़रमाया अहले जहन्नुम का पीप 

अल सिलसिला तुस सहीहा- 732-सहीह 

-------------

 ✦ :  Narrated by Abdullah bin Umar RadiAllahu anhu said that the Messenger of Allah SallAllahu Alaihi Wasallam said, "Whoever misses a Single prayer due to drunkenness, it is as if the world and all its possessions belonged to him, and it has been taken away from him."A person who misses prayer four times due to drunkenness, then Allah Ta'ala must make him drink Taynat al-Khabal. It was asked, what is Taynat al-Khabal? O Messenger of Allah? He said: The pus of the people of hell

Al Silsila tus Sahiha-732-Sahih