Only-Quran-Hadith Quiz 244
Sawal : Wo kaunsi do sahabiya thi jo Ghazwa e Uhad ke moqe par
Rasool-Allah
Sal-alalahu alaihi wasallam ke saath maidan mein thi ?
A. Safiyah aur Asma Radi allahu anhuma
B. Hafsa aur juwairiyah Radi allahu anhuma
C. Zainab aur Aisha radi allahu anhuma
D. Aisha aur umm sulaim radi allahu anhuma
E. inmein se koi nahi
E. Sahih jawab ka intezar hai
------------
Quiz: What is the name of two sahabiya who went in the battle of
uhad with
the Prophet Sal-alalahu alaihi wasallam ?
A. Safiyah aur Asma Radi allahu anhuma
B. Hafsa aur juwairiyah Radi allahu anhuma
C. Zainab aur Aisha radi allahu anhuma
D. Aisha aur umm sulaim radi allahu anhuma
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab;D. Aisha aur umm sulaim radi allahu anhuma
--------------------------------------
Anas bin malik radi allahu anhu se rivayat hai ki Uhad ki ladayee ke moqe
par jab kuch log Rasool-Allah Sal-alalahu alaihi wasallam se juda ho gaya they
, maine Aisha bin abu bakr aur umm
sulaim radi allahu anhuma (Anas radi
allahu anhu ki walida) ko dekha ki wo paani ke mashkize ko apni pusht (peeth)
par lekar idhar se udhar jaldi jaldi le ja rahi thi aur qaum ko usmein se pani
pilati thi phir wapas aati thi aur mashkizo
mein se pani pilati thi phir wapas aati thi aur mashkizo ko phir bhar
kar le jati thi aur qaum ko pani pilati thi.
Sahih Bukhari, Jild 4, 2880
---------------
Narrated Anas Radi allahu anhu On the day (of the battle) of Uhad when
(some) people retreated and left the Prophet, I saw `Aisha bint Abu Bakr and Um
Sulaim Radi Allahu Anhuma, carrying the water skins on their backs. Then they
would pour the water in the mouths of the people, and return to fill the water
skins again and came back again to pour water in the mouths of the people.
Sahih Bukhari, Book 52, 131
No comments:
Post a Comment