Only-Quran-Hadith
Quiz 279
Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam ne kiske liye ye
farmaya ki main shaitan ko waha is tarah ghuste huye
dekhta hu
jaise bakri ka bachca ghus jata hai?
A. Sham ke waqt Ghar ke khule darwaze
mein
B. Namaz mein safo ke khali jagah mein
C. Shohar aur biwi ke naraz hokar sote waqt
D. Do Musalman ke aapas mein ladte waqt
E. inmein se koi nahi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
---------------
Quiz : For
Which place Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said that I
see the
devil coming in just like a small goat (or sheep )?
A. At the evening if any door of the
house is open
B. Openings (empty place) in the row of the prayers
C. While husband and wife sleep seprately with anger
D. While two musim fight each other
E. None of the above
F. waiting for the answer
Sahi jawab B
----------
✦ Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya
Safo mein milkar khade raha karo aur ek saf dusri saf ke nazdeek rakho aur gardano ko bhi barabar rakho qasam us zaat ki jiske qabze mein meri jaan hai main shaitan ko safo ki khali jagah mein yu ghuste huye dekhta hu jaise ki bakri ka bachcha ho, Apni safo ko seedha karo kyunki safo ko seedha rakhna bhi namaz ki takmil ka hissa hai
Sunan Abu Dawud, Jild 1, 663,664-Sahih
-------------------
✦ Narrated Anas ibn Malik Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said: Stand close together in your rows (of prayer) , bring them near one another, and stand neck to neck, for by Him in Whose hand my soul is, I see the devil coming in through openings (empty place) in the row just like a small goat (or sheep),
Straighten your rows for the straightening of the rows is part of perfecting the prayer.
Sunan Abu Dawud, Book 2, Hadith 667,668-Sahih

No comments:
Post a Comment