❗ Only-Quran-Hadith Quiz-317 ❗
Sawal 1 :
Gaar e Hira mein sabse pahli wahi ke nuzul ke baad Rasool-Allah Sallallahu
Alaihi Wasallam ne dusri baar jibril alaihi salam ko kaha dekha ?
A. Zameen
aur aasman ke darmiyan ek kursi par
B. Kaba
sharif ke samne muqam e ibrahim ke paas
C. Gaar e
sour mein
D. Sidrat
Al muntaha par
E. Inmein
se koi nahi
F. Sahi
jawab ka intezar hai
----------------
Sawal 2 :
Gaar e hira mein pahli wahi ke nuzul ke baad
dusri baar kaunsi Surah ki aayat nazil huyee ?
A. Surah
Al-A'laa
B. Surah
Muzzammil
C. Surah
Al-Muddaththir
D. Surah
Al-Kawthar
E. Inmein
se koi nahi
F. Sahi
jawab ka intezar hai
---------------------------------
There are
two questions
Quiz 1 : After
seeing the first time in the cave of Hira to the Jibril Alaihi salam, when did
the Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam see him second time ?
A. On the
chair between the earth and the heaven
B. Near
the muqam e Ibrahim
C. In the
Cave of sour
D. On the
Sidarah Al Muntaha
E. None of
the above
F. I want
to know
----------------
Quiz 2 : After
the revelation of first Divine
Inspiration (Iqra bismi Rabbikalladhi Khalaq) , the verse of which surah was
revelaed second time ?
A. Surah
Al-A'laa
B. Surah
Muzzammil
C. Surah
Al-Muddaththir
D. Surah
Al-Kawthar
E. None of
the above
F. I want
to know
Sahi jawab
AC
------------
Jabir bin
Abdullah Radi alahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alalahi
wasallam aasman se wahi ke silsila ruk jane ka haal bayan farma rahe they ki
main chal raha tha ki maine aasman ki taraf se aawaz suni maine apna sir upar
uthaya to wahi farishta nazar aaya jo gaar e hira mein aaya tha , wo aasman aur
zameen ke darmiyan kursi par baitha hua tha main uske daar se ghabra gaya aur
ghar wapas aa gaya aur kaha mujhe kapda
odha do , mujhe kapda oda do , unhone mujhe kapda oda diya , phir Allah
subhanahu ne ye aayat nazil farmayee YA Ayyuhal Muddassir...se wa arrujza
fahjur , ye surah namaz farz kiye jaane se pahle nazil huyee thi , Rujz ka matlab boot.
Sahih
Bukhari, Jild 6, 4925
--------------
Narrated
Jabir bin Abdullah Radi allahu anhu I heard the Prophet Sal-Allahu Alaihi
wasallam describing the period of pause of the Divine Inspiration. He said in
his talk, "While I was walking, I heard voices from the sky. I looked up,
and behold! I saw the same Angel who came to me in the cave of Hira' sitting on
a chair between the sky and the earth. I was too much afraid of him (so I
returned to my house) and said , 'Fold me up in garments!' They wrapped me up.
Then Allah revealed: 'YA AyyuhAl-Muddaththir (O you wrapped)...and desert the
idols, before the prayer became compulsory.' Rujz means idols
Sahih
Bukhari, Book 60, 447
No comments:
Post a Comment