Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 19, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 295


Only-Quran-Hadith Quiz  295



Sawal : Neeche diye gaye paanch tarah ke logo ko unke aamal ki wajah se jin inaamat se nawaza jayega uske sahi jawab ka milan kijiye
(Match the following)
jawab is tarah dena 1C 2B 3A 4C 5E


1. Aisa shakhs jiska dil Hamesha masjid mein laga rahta hai

2. jo Haq par hone ke bawajud jhagda chorh de

3. Jo mazaq mein bhi jhoot bolna chorh de

4. jo sachchey Dil se se LA ILAHA ILLALLAH kahe

5. Insaaf karne wala baadshah
------------
A. Jannat mein Aala Ghar

B. Noor ke mimber

C. Qayamat ke din Allah ke saaye mein jagah

D. jannat ke beech mein ek ghar

E. Jannat mein Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ka saath

F. jannat ke charon aur ek ghar

G. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki shafaat

H. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------------
Match the below five type of people with their respective reward which they may get on the Qayamah,

Please reply like this 1C 2B 3A 4C 5E


1. A man whose heart is attached to the mosques,

2. who avoids quarrelling even if he were in the right

3. Who avoids lying even if he were joking

4. who said sincerely from the bottom of his heart LA ILAHA ILLALLAH

5. A just ruler
-----

A. A house in the upper part of Paradise

B. Podiums (mimbers) of light (noor)

C. ALLAH will give his shade on the Qayamah

D. A house in the middle of Paradise

E. Together in Paradise with Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam

F. A house in the surroundings of Paradise

G. will have the intercession of Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam

H. Waiting for reply




Sahi jawab

1C

2F

3D

4G

5c
-------------

1. Aisa shakhs jiska dil Hamesha masjid mein laga rahta hai
C. Qayamat ke din Allah ke saaye mein jagah

2. jo Haq par hone ke bawajud jhagda chorh de
F. jannat ke charon aur ek ghar

3. Jo mazaq mein bhi jhoot bolna chorh de
D. jannat ke beech mein ek ghar

4. jo sachchey Dil se se LA ILAHA ILLALLAH kahe
G. Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ki shafaat

5. Insaaf karne wala baadshah
C. Qayamat ke din Allah ke saaye mein jagah
---------------------
Answer:
1C
2F
3D
4G
5c

1. A man whose heart is attached to the mosques,
C. ALLAH will give his shade on the Qayamah

2. who avoids quarrelling even if he were in the right
F. A house in the surroundings of Paradise

3. Who avoids lying even if he were joking
D. A house in the middle of Paradise

4. who said sincerely from the bottom of his heart LA ILAHA ILLALLAH
G. will have the intercession of Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam


5. A just ruler
C. ALLAH will give his shade on the Qayamah
----------
Abu Umamah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Main jannat ke charon aur ek ghar ka zamin hu jo Haq par honey ke bawajud jhagda chorh de ,
aur us shaksh ke liye jannat ke beech mein ek ghar ka zamin hu jo mazaq mein bhi jhoot bolna chorh de ,
aur us shaksh ke liye Jannat mein Aala Ghar ka zamin hu jiska Akhlaq bahut aala ho
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1372-Sahih


Abu Hurirah Radiallahuanhu se Rivayat hai ki Rasool-AllahuSal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki ALLAH 7 tarah ke logo ko us din
apney saye mein jagah dega jis din uskey saye ke siwa aur koi saya na hoga
1.Insaaf karney wala baadshah,
2.Wo Nojawan jo apney Rabb ki ibadat mein jawani mein bhi masruf raha,
3.Aisa shaksh jiska dil hamesha masjid mein laga rahta hai
4.Do aisey shaksh joALLAH ke liye aapas mein mohabbat rakhtey hain aur sirf ALLAH ke liye miltey aur juda hote hain.
5.Wo Nojawan jise ki baizzat aur haseen aurat ne (burey iradey se) bulaya lekin usney kah diya main ALLAH se darta hun
6. Aisa shaksh jisney aisa chupa ke sadqa diya ki bahiney haath ko bhi khabar nahi huyee ki dahiney haath ne kya kharch kiya
7.wo shaksh jisney tanhaii mein ALLAH ko yaad kiya aur aankhon se aansoo jaari ho gaye.
Sahih Bukhari, Vol 1 ,660

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki unhoney Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam se arz kiya ki Qayamat ke din Aapki shafa’at sabse ziyada kisey milegi to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmya Eh Abu Hurairah mujhe Yaqeen tha ki tumse pahley koi iskey baarey mein mujhse nahi puchega kyunki mainey haidth ke mutalliq tumhari hirs (tamanna) dekh li thi Suno Qayamat ke din sabse ziyada meri shafa’at usey milegi jo sachche Dil se LA ILAHA ILLALLAH kahe
Sahih Bukhari , Jild 1, 99
--------------------
Narrated Abu Umamah Radi Allahu anhu : The Prophet (peace_be_upon_him) said:
I guarantee a house in the surroundings of Paradise for a man who avoids quarrelling even if he were in the right,
a house in the middle of Paradise for a man who avoids lying even if he were joking,
and a house in the upper part of Paradise for a man who made his character good.
Sunan Abu Dawud Book 41, 4782-Sahih


Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu :
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "ALLAH will give shade, to seven, on the Day when there will be no shade but His.
1.A just ruler,
2.A youth who has been brought up in the worship of ALLAH,
3.A man whose heart is attached to the mosques,
4.Two persons who love each other only for ALLAH's sake and they meet and part in ALLAH's cause only,
5.a man who refuses the call of a charming woman of noble birth for illicit intercourse with her and says: I am afraid of ALLAH,
6.a man who gives charitable gifts so secretly that his left hand does not know what his right hand has given ,
7.and a person who remembers ALLAH in seclusion and his eyes are then flooded with tears."
Sahih Bukhari, Book 11, No.629

Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :I said: "O Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam ! Who will be the luckiest person, who will gain your intercession on the Day of Resurrection?" Allah's Apostle said: O Abu Huraira! "I have thought that none will ask me about it before you as I know your longing for the (learning of) Hadiths. The luckiest person who will have my intercession on the Day of Resurrection will be the one who said sincerely from the bottom of his heart "None has the right to be worshipped but Allah."
Sahih Bukhari, Book 3, Number 98:


No comments:

Post a Comment