Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 270

 Only-Quran-Hadith Quiz 270


Dono quiz ka jawab saath mein istarah dijiyega....AB ya CD etc
Sawal 1: Quran ke hisab se Yaum Al Furqan ( Farq karne wala din) kisko kahte hain ?


A. Ghzwa e Uhad ka din

B. Qayamat ka din

C. Maut ka din

D. Ghazwa e Badr ka din

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2: Quran ki kaunsi surah mein Yaum al furqan ka lafz istemal hua hai ?

A. Surah Al-Maida 

B. Surah At-Tauba 

C. Surah Al-Anfal 

D. Surah Al Furqan 

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------
 Reply both quiz together like this ...AB ..CD etc.
 Quiz 1 : According Quran what is the Yaum Al Furqan (Day of criterion between right and wrong)

A. The day of battle of Uhad

B. The day of Qayamah

C. The day of Death

D. The day of the battle of Badr

E. None of the above

F. I want to know

 Quiz 2 : In which Surah Allah mentioned the name Yaum Al Furqan ?

A. Surah Al-Maida 

B. Surah At-Tauba 

C. Surah Al-Anfal 

D. Surah Al Furqan 

E. None of the above

F. I want to know




Sahi jawab DC
-----------------------
Bismillahirrahmaniirahim

وَاعْلَمُوا أَنَّمَا غَنِمْتُم مِّن شَيْءٍ فَأَنَّ لِلَّهِ خُمُسَهُ وَلِلرَّسُولِ وَلِذِي الْقُرْبَىٰ وَالْيَتَامَىٰ وَالْمَسَاكِينِ وَابْنِ السَّبِيلِ 
إِن كُنتُمْ آمَنتُم بِاللَّهِ وَمَا أَنزَلْنَا عَلَىٰ عَبْدِنَا يَوْمَ الْفُرْقَانِ 
يَوْمَ الْتَقَى الْجَمْعَانِ ۗ وَاللَّهُ عَلَىٰ كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ 
------------
Al QUran : Aur jaan lo ki jo kuch tumhe bataur maal e ganimat mile chahe koi bhi cheez ho to usmein se paanchwa hissa Allah aur uske Rasool Sal-Allahu
alaihi wasallam aur rishtedaro aur yateemo aur miskeeno aur musafiro ke liye hai agar tumhe Allah par yaqeen hai aur us cheez par jo humne apne bande par
 
Yaum Al furqan (yani farq karne wale din ghazwa e badr ko) nazil farmayee , jis din dono jamatein aapas mein mili , aur Allah har cheez par qadir hai
Surah Anfal (8) , Aayat 41
( Ye aayat Quran kareem ke 10 we juz (paare) ki pahli aayat hai , isko Yaum Al furqan (farq karne wala din) isliye kaha jata hai kyunki us din Haq aur batil
 
mein farq ho gaya tha.
------------
Al QUran : And know that whatever of war-booty that you may gain, verily one-fifth (1/5th) of it is assigned to Allah, and to the Messenger, and to the near
 
relatives [of the Messenger (Muhammad
صلى الله عليه وسلم)], (and also) the orphans, Al-Masakin (the poor) and the wayfarer, if you have believed in Allah and in that 
which We sent down to Our slave (Muhammad
صلى الله عليه وسلم) on the Day of criterion (between right and wrong), the Day when the two forces met (the battle of 
Badr); And Allah is able to do all things.
Surah Anfal (8) , Aayat 41


1 comment:

  1. Nice blog thanx for sharing, we At Capital Bolts Our primary focus is on providing high-quality products from many manufacturers.
    Din 1587
    Din 7981
    Din 7982
    Din 7985
    Din 571
    DIN 976 A

    ReplyDelete