Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 19, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 292

Only-Quran-Hadith Quiz 292



Dono quiz ka jawab is tarah dijiyega CD...DC..

Sawal 1: Radgat-AlKhabal kya hai ?


A. Dozakhiyo ka khoon aur peep

B. Zaqqum se nikalne wala pani

C. hamim ke chashme ka garam pani

D. Dozakh ka pighla hua taanba

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------
Sawal 2: Radgat-AlKhabal kisko diya jayega ?


A. Sood khane wale ko

B. Zina karne wale ko

C. Benamazi ko

D. Sharab ke aadi ko

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------
Kindly reply both quiz like this CD..BD..

Quiz 1: What is Radgat-AlKhabal ?


A. The drippings of the people of Hell

B. The water which comes out from Zaqqum (tree of hell)

C. The boiling water of hamim 

D. the molten copper of hell

E. None of the above

F. I want to know
----------------
Quiz 2 : To whom Radgat-AlKhabal will be given to drink ?


A. Those who eat Riba (usury) 

B. Those who commit zina 

C. Those who dont preform Salah (prayer)

D. Those who Drinks wine and gets drunk 

E. None of the above

F. I want to know



Sahi Jawab AD
---------------------------
A. Dozakhiyo ka khoon aur peep
D. Sharab ke aadi ko

✦ Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jo sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi, aur agar wo us dauran mar gaya to dozakh mein jayega agar usne tauba kar li to Allah qubul farmayega.

✦ Aur phir dobara sharab peeye aur nashe mein mast ho jaye to uski namaz challis (40) roz tak Qubul nahi hogi, aur agar wo us dauran mar gaya to dozakh mein jayega agar usne tauba kar li to Allah qubul farmayega.

✦ Phir agar usne teesri baar phir sharab pee li to Allah subhanahu usko Qayamat ke din Radgat-AlKhabal jarur peelayenge Sahaba Radi Allahu Anhu ne arz kiya ki eh Allah ke Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Radgat Al Khabal kya cheez hai, farmaya dozakhiyo ka khoon aur peep.
Sunan ibn Maja, Jild 3, 258-Sahih
-------------------
 It was narrated from ‘Abdullah bin ‘Amr that the Messenger of Allah (ﷺ) said: “Whoever drinks wine and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents, Allah will accept his repentance. If he drinks wine again and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents, Allah will accept his repentance. If he drinks wine again and gets drunk, his prayer will not be accepted for forty days, and if he dies he will enter Hell, but if he repents Allah will accept his repentance. But if he does it again, then Allah will most certainly make him drink of the mire of the puss or sweat on the Day of Resurrection.” They said: “O Messenger of Allah, what is the mire of the pus or sweat? He said: “The drippings of the people of Hell.”
Sunan ibn Maja, Jild 3, 258-Sahih
http://www.sunnah.com/urn/1277380

No comments:

Post a Comment