Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 28, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-315 ❗


Only-Quran-Hadith Quiz-315 
Sawal : Wo kya hai jo insano ke dil se aise nikal jata hai jaise ki koi oont bhag jata hai ?

A. Maut ka khauff
B. Kafir ke dil se Imaan
C. Quran - agar na padhe to
D. Bidati ke paas se sunnat tareeqa
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
------------
Quiz : What is that which escapes from the hearts of men faster than camel ?
A. The fear of death
B. Faith from the heart of disbeliever
C. Quran if we dont read
D. Sunnah from the innovator
E. None of the above
F. I want to know



Sahi jawab C
---------
Abdullah bin masood Radi allahu anhu ne bayan kiya ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya kisi shakhs ka ye kahna bahut bura hai ki main falah falah aayat bhul gaya bulki yu (kahna chahiye) ki mujhe falah aayat bhula di gayee, aur Quran majeed ko padhte raha karo kyunki insaano ke dilo se dur ho jane mein wo oont ke bhagne se bhi badh kar hai
Sahih Bukari, Jild 6, 5032

Ibn Umar radi allahu anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah sal-alalahu alaihi wasallam ne farmaya Hafiz e Quran ki misal rassi se bandhe huye oont ke malik ki tarah hai agar wo uski nigrani rakhega (yani padhta rahega) to wo usey rok sakega warna wo rassi tod kar bhag jayega 
Sahih Bukari, Jild 6, 5031
---------
Narrated Abdullah Radi Allahu anhu The Prophet (
) said, "It is a bad thing that some of you say, 'I have forgotten such-and-such verse of the Qur'an,' for indeed, he has been caused (by Allah) to forget it. So you must keep on reciting the Qur'an because it escapes from the hearts of men faster than camel do."
Sahih Bukhari,Book 61, Hadith 550

Narrated Ibn `Umar Radi allahu anhu Allah's Messenger (
) said, "The example of the person who knows the Qur'an by heart is like the owner of tied camels. If he keeps them tied, he will control them, but if he releases them, they will run away."
Sahih Bukhari, Book 61, Hadith 549

No comments:

Post a Comment