❗ Only-Quran-Hadith Quiz-328❗
Quiz : Wo kya hai ya kaun hai
jis se momeen ki rooh (maut ke baad bhi) judi rahti hai ?
A. Uske Gharwalo se
B. Uski Adhuri Qasam ya mannat
se
C. Uske Qarz se
D. Us jagah se jaha wo ibadat
karta tha
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : With whom the soul of
the believer is attached to ?
A. With his family
B. With his incompleted Vow
C. With his debt
D. With tha place where he used
to worship
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab C
----------
✦ Abu
Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
wasallam ne farmaya Momeen ki rooh (maut ke baad bhi) Qarz se tab tak judi
rahti hai jab tak ki usko ada na kar diya jaye
Sunan ibn majah, Jild 2, 570
–Sahih
✦ Amr bin
Al-As Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi
wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl ho jane par sabhi gunah mita diye
jate hain siwaye Qarz ke.
Sahih Muslim, Vol 5, 4884
----------
✦ It was
narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said The soul of the believer is attached
to his debt until it is paid off.
Sunan ibn majah, Book 15,
Hadith 2413-Sahih
✦ Narrated
By Amr bin Al-As Radhi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said
Death in the way of Allah blots out everything except debt.
Sahih Muslim, Book 20, 4650
No comments:
Post a Comment