Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 31, 2021

Mix Four Azkar - 42



Bismillahirrahmanirraheem


لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ المُلكُ وَ لَهُ الحَمدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيءٍ قَدِيرٌ
✦:  La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir
✦: Allah ke siwa koi sachcha mabud nahi hai wo akela hai aur uska koi sharik nahi , usee ke liye baadshahat hai aur usee ke liye tarif hai aur wo har cheez par qadir hai
✦: There is no Lord except Allah , Alone with no partner, to Him belongs the dominion, and to Him is all the praise, and He has power over all things
---------
سُبْحَانَكَ اللهُمَّ وَبِحَمْدِكَ وَتَبَارَكَ اسْمُكَ وَتَعَالٰی جَدُّكَ وَلَا إِلَهَ غَيْرَكَ
✦:   Subhanaka Allahumma Wa bi hamdika, Wa tabarakas-muka, wa taala jadduka, wa la ilaha gairuka.
✦:Eh Allah tu paak hai apni tarif ke saath, tera naam barkat wala hai , teri shan buland hai aur tere siwa koi bhi sachcha mabud (ibadat le layaq) nahi
✦:  Glory and praise be to You, O Allah, blessed be Your Name and exalted be Your majesty, none has the right to be worshipped but you.
---------
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي وَارْحَمْنِي وَعَافِنِي وَارْزُقْنِي
Allahummaghfirli, warhamni, waAafini, warzuqni
✦:  Eh Allah mujhe baksh de , mujhe par reham farma , mujhe Aafiyat de aur mujhe rizq ataa farma
✦:  O Allah forgive me and have mercy upon me and protect me and provide me sustenance
---------
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed 
✦: Eh Allah Rahmat nazil farma Muhammed ﷺ par
✦: Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam

✦ : Mukamal Hajj aur Umrah ka sawab

 





Bismillahirrahmanirraheem

✦ : Mukamal Hajj aur Umrah ka sawab
--------
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis shaks ne subah ki namaz jamat ke sath padhi phir baith kar Allah subhanahu ka zikr karne laga yaha tak ke suruj tulu ho gaya phir do rakat (Chasht / Ishraq) padhi to usko Mukammal, mukammal, mukammal hajj aur umrah ka sawab hoga
--------
  رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا  جس شخص نے صبح كی نماز جماعت كے ساتھ پڑھی پھر بیٹھ كر اللہ كا ذكر كرنے لگا ،حتیٰ كہ سورج طلوع ہوگیا، پھر دوركعتیں پڑھیں تو اس کو مکمل، مکمل اور مکمل حج اور عمرے كا ثواب ہوگا
--------
✦ : रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जिस शख्स ने सुबह की नमाज़ जमात के साथ पढ़ी फिर बैठ कर अल्लाह सुबहानहु का ज़िक्र करने लगा यहाँ तक की सूरज तुलु हो गया फिर दो रकात (चाश्त / इशराक़) पढ़ी तो उसको मुक़म्मल , मुक़म्मल , मुक़म्मल  हज और उमरह का सवाब होगा 
--------
✦ : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said:   Whoever prays Fajr in congregation, then sits remembering Allah until the sun has risen, and after that he prays two Rak'ah then he will get  complete , complete , complete  reward of a Hajj and Umrah   
Al-Silsla-As-Sahiha - 746



✦ : Aur Allah Subhanahu us halat mein bhi unko azab dene wala nahi hai jab wo Astagfar karte ho











Bismillahirrahmanirraheem

وَمَا كَانَ اللَّـهُ مُعَذِّبَهُمْ وَهُمْ يَسْتَغْفِرُونَ
-------
✦ : Aur Allah Subhanahu us halat mein bhi unko azab dene wala nahi hai jab wo Astagfar karte ho 
-------
اور اللہ اس حالت میں ان کو عذاب دینے والا نہیں ہے جب وہ استغفار کرتے ہوں 
-------
अल्लाह सुबहानहु उस हालत में  उनको अज़ब देने वाला नहीं है जब तक वो अस्तगफ़ार करते हों 
-------
✦ : Allah Subhanahu  would not punish them while they seek forgiveness
-------
Al-Quran Surah Anfal (8) : 33



✦ : Main Apne Rabb ko hi pukarunga aur ummed hai ki main apne Rabb ko pukar kar mehrum nahi rahunga

 





Bismillahirrahmanirraheem

وَأَدْعُو رَبِّي عَسَىٰ أَلَّا أَكُونَ بِدُعَاءِ رَبِّي شَقِيًّا
-------
✦ : Main Apne Rabb ko hi pukarunga aur ummed hai ki main apne Rabb ko pukar kar mehrum nahi rahunga
-------
میں اپنے رب ہی کو پکاروں گا امید ہے کہ میں اپنے رب کو پکار کر محروم نہ رہوں گا
-------
मैं अपने रब्ब को ही पुकारूँगा और उम्मीद है की मैं अपने रब्ब को पुकार कर महरूम नहीं रहूँगा
-------
✦ : I Will call my Lord and I hope that I Will not be unblessed in my invocation to my Lord
-------
Al-Quran Surah Maryam  (19) : 48



❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗

 

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗


*Quran mein ek jagah farmaya gaya hai  Allah ka shukr hai jisne hamko is zameen ka waris kar diya* 

*Sawal 1 : Is mein jis zameen ka zikr kiya gaya hai wo zameen kaha hain*


A. Mulk e Sham

B. Makka

C. Madina

D. Baitul ul Muqaddas

E. Masjid Al Haram

F. Misr (Egypt)

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


*Sawal 2 : Dawud Alaihi salam ke waris kaunse Nabee they  ?*

 

A. Yaqub alaihi salm

B. Ayyub alaihi salam

C. Dawud alaihi salam

D. Yahya alaihi salam

E. Sulaiman alaihi salam

F. Ibrahim alaihi salam

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1281* ❗


*Allah Subhanahu said in Quran Praise to Allah, has made us inherit (this) land* 


*Sawal 1 : In this verse that land belong to which place *


A. Syria (Sham)

B. Makka

C. Madina

D. Baitul ul Muqaddas

E. Masjid Al Haram

F. Misr (Egypt)

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*Sawal 2 :   Who was the inheritance of the Dawud Alaihi salam  ?*

 

A. Yaqub alaihi salm

B. Ayyub alaihi salam

C. Dawud alaihi salam

D. Yahya alaihi salam

E. Sulaiman alaihi salam

F. Ibrahim alaihi salam

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : GE 💐✅*

-------

Aur jo log apne Rabb se darte hain unko giroh giroh banaker Jannat ki taraf le jayenge yahan tak ki jab uske paas pahunch jayenge aur uske darwaze khol diye jayenge toh uske daroga unse kahenge  ki tum per salam tum bahut achche rahe ab ismein hamesha ke liye dakhil ho jao. Woh kahenge ki *Allah ka Shukr hai jisne apne wade ko humse Sachcha kar diya aur humko is zameen ka waaris bana diya* hum Jannat mein jis makaan mein chahein rahein toh achche amal karne walon ka badla bhi kaisa khub hai.

Surah Az Zumar (39), 73-74


Al Quran : Aur humne Dawud alaihi salam aur Sulaiman alaihi salam ko ilm diya aur kahne lage Allah ka shukr hai jisne humen imaan wale bando par fazilat di, aur Sulaiman Alaihi Salam Dawud alaihi salam ke waris huye aur kahne lage ki eh logo humein parindo ki boli sikhayee gayee hain aur humko har tarah ke saaz aur saman diye gaye hain beshak ye sareeh fazilat hai

Surah An-Naml (27) , 15-16


*💐✅ Answer : GE💐✅*

-------

Al Quran :  And those who kept their duty to their Lord (Al-Muttaqun ) will be led to Paradise in groups, till, when they reach it, and its gates will be opened (before their arrival for their reception) and its keepers will say: Salamun 'Alaikum (peace be upon you)! You have done well, so enter here to abide therein." And they will say: *All the praises and thanks be to Allah Who has fulfilled His Promise to us and has made us inherit (this) land.* We can dwell in Paradise where we will; how excellent a reward for the (pious, good) workers

Surah Az Zumar (39), 73-74


Al Quran : And indeed We gave knowledge to Dawud and Sulaiman (Solomon), and they both said: "All the praises and thanks be to Allah, Who has preferred us above many of His believing slaves!" And Sulaiman inherited (the knowledge of) Dawud . He said: "O mankind! We have been taught the language of birds, and on us have been bestowed all things. This, verily, is an evident grace (from Allah)."

Surah An-Naml (27) , 15-16

Thursday, January 28, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek baar kuch cheezo ka zikr kiya aur farmaya ki ye agar insan mein mojud ho to phir duniya mein se usko kuch bhi hasil na ho to bhi koi baat nahi*


*Sawal : Wo cheezein kya hain ?*


A. Allah ka khauff

B. Sach bolna

C. Waqt par Namaz

D. Achcha Akhlaq

E. Zuban ki hifazat

F. Amanat ki hifazat

G.Halal Luqma

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1280* ❗

*Answers are more than one*

*Once Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mentioned some habits and said if anybody has all these things , than it does not matter if he has nothing from this world*


*Sawal : Wo cheezein kya hain ?*


A. Fear of Allah

B. Speaking the truth

C. Praying on time

D. Good Manners

E. Guard of tongue

F. Guard of Amanah (trust)

G. A morsel of halal food

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : BDFG 💐✅*

-------

✦:  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar chaar aadatein tum mein mojud hon to duniya se agar tumko kuch na mile to bhi koi harj nahi

1. Amanat ki hifazat

2. Sach bolna

3. Achcha Akhlaq

4. Pakeeza Halal luqma

Al Silsila Sahiha1327


*💐✅ Sahih Jawab : BDFG 💐✅*

-------

✦: Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said if you have four things in you than it does not matter if you get nothing from this world

1. Guard of Amanah (trust)

2. Speaking the truth

3. Good Manners

4. A morsel of halal food

Al Silsila Sahiha1327

Wednesday, January 27, 2021

❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗

*Ek amal aisa hai jisko karne par shaitano ke jism ka ek hissa tut jata hai*

*Sawal 1 : Wo amal kaunsa hai ?*

A. Sajda e Sahu

B. Sajda e Tilawat

C. Sadqa

D. Namaz

E. Wuzu

F. Nikah

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)

*Sawal 2 : Us amal ko karne par kitne shaitano ke jism ka wo hissa tut jata hai ?*


A. 3

B. 7

C. 10

D. 40

E. 70

F. 100

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz-1279* ❗

*There is a deed if anybody perform , it breaks the body part of the devil*

*Quiz 1 : What is that deed ?*


A. Sajda e Sahu 

B. Sajda Tilawah

C. Sadqa (Charity)

D. Salah (Prayer)

E. Wudhu (Ablution)

F. Marrige

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*Quiz 2 : That deed breaks the body parts of how many devils ?*

A. 3

B. 7

C. 10

D. 40

E. 70

F. 100

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : CE 💐✅*
-------

*Wo Amal Sadqa hai aur usko karne par 70 shaitano ka jabda (jaw) tut jata hai*
-------
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab bhi koi Aadmee Sadqa karta hai to wo 70 shaitanon ke jabde todta hai

Masnad Ahmed-3574 Sahih


*💐✅ Answer : CE 💐✅*
-------
Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Said whevnever anybody gives charity, it breaks the jaws of the seventy devils
Masnad Ahmed-3574 Sahih

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1278*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1278*❗


Sawal : inmein se kaunsa Azkar hai jisko padhne wale ke liye farishte Astigfar karte hain ?


A. La ilaha illAllah

B. SubhanAllah  Walhamdulillah  Wa lailaha illAllah  WallahuAkbar  Wa TabarakAllah

C. SubhanAllahi wa bihamdihi 

D. Sayydul Astigfar

E. Allahumma Rabbana Lakal Hamd

F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗ Only-Quran-Hadith Quiz-1278❗


Quiz : What is that azkar if a person recites angel seek forgiveness for him ?


A. La ilaha illAllaah

B. SubhanAllah  Walhamdulillah  Wa lailaha illAllah  WallahuAkbar  Wa TabarakAllah

C. SubhanAllahi wa bihamdihi 

D. La ḥawla wa La Quwwata illa Billah

E. Allahu Allahu Rabbi La Ushrika Bihi Shaaaya

F. Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)



*💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅*

---------

Abdullah bin Masud Radi Allahu Anhu se riwayat hai koi banda jab kehta hai 

 *’’سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ‘‘*

*SubhanAllah  Wa Alhamdulillah Wa Laa Ilaha IllAllah  Wa Allahu Akbar Wa TabarakAllah* 

Ek Farishta inn alfaz ko pakad leta hai innhein apne par ke neeche daba leta hai aur unhein le kar asman ki taraf parwas kar jata hai us farishte ka Farishton ki jis jamat ke paas se guzar hota hai wo unke kehne wale ke liye Astagfar karte hain yaha tak ke wo unhein Rehman ke samne pesh kar deta hai 

Mustadrak Sahihain 461/2-Sahih

At-Tabrani Muajjam Al Kabeer 3589-Sahih

---------

عَنْ عَبْدِ اللهِ بْنِ مَسْعُوْدٍ رضي الله عنه قَالَ : إِذَا حَدَّثْنَاکُمْ بِحَدِيْثٍ أَتَيْنَاکُمْ بِتَصْدِيْقِ ذَلِکَ فِي کِتَابِ اللهِ : إِنَّ الْعَبْدَ إِذَا قَالَ : سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ، قَبَضَ عَلَيْھِنَّ مَلَکٌ فَضَمَّھُنَّ تَحْتَ جَنَاحِهِ وَصَعِدَ بِهِنَّ، لَا یَمُرُّ بِھِنَّ عَلَی جَمْعٍ مِنَ الْمَلاَئِکَةِ إِلاَّ اسْتَغْفَرُوْا لِقَائِلِھِنَّ حَتَّی یَجِيئَ بِھِنَّ وَجْهَ الرَّحْمَنِ۔ ثُمَّ تَـلَا عَبْدُ اللهِ : {اِلَيْهِ یَصْعَدُ الْکَلِمُ الطَّيِّبُ وَالْعَمَلُ الصَّالِحُ یَرْفَعُهٗ}۔ [فاطر، 35 : 10] رَوَاهُ الْحَاکِمُ وَقَالَ : صَحِيْحُ الإِسْنَادِ۔

خرجه الحاکم في المستدرک علی الصحیحین، 2 / 461، الرقم : 3589، والطبراني في المعجم الکبیر، 9 / 233، الرقم : 9144، والمنذري في الترغیب والترھیب، 2 / 281، الرقم : 2407۔



*💐✅ Answer : B 💐✅*

-----

Abdullah bin Mas`ud, may Allah be pleased with him, said  When the Muslim servants says, 

*’’سُبْحَانَ اللهِ وَالْحَمْدُ ِللهِ وَلَا إِلَهَ إِلاَّ اللهُ وَاللهُ أَکْبَرُ وَتَبَارَکَ اللهُ‘‘*

*SubhanAllah  Wa Alhamdulillah Wa Laa Ilaha IllAllah  Wa Allahu Akbar Wa TabarakAllahu* 

`Glory and praise be to Allah, there is no god worthy of worship except Allah, Allah is Most Great and blessed be Allah,' 

an angel takes these words and puts them under his wing, then he ascends with them to the heaven. He does not take them past any group of angels but they seek forgiveness for the one who said them, until he brings them before Allah, may He be glorified.'' 

Mustadrak Sahihain 461/2-Sahih

At-Tabrani Muajjam Al Kabeer - 3589 Sahih

Monday, January 25, 2021

✦ Ye Azkar padhne par Samundar ke jhaag ke barbar gunah maaf ho jate hain

  













Bismillahirrahmanirrahim

✦ Ye Azkar padhne par Samundar ke jhaag ke barbar gunah maaf ho jate hain
------------
✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya zameen par koi bhi, jab ye kalimat kahta hai to uske gunah bakhsh diye jate hain chahe wo samundar ke jhaag ke barbar hi kyu na ho

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
✦ La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
--------
Allah subhanahu  ke siwa koi sachcha mabud nahi aur Allah sabse bada hai aur Allah ke siwa kisi kaam ko karne ki kisi mein na koi taqat hai aur na hi quwwat
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1385-Hasan
--------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: زمین پر کوئی بھی جب یہ کلمات کہتا ہے  تو اس کے گناہ بخس دے جاتے ہیں چاہے وہ  سمندر کے جھاگ  کے برابر ہی کیو نہ ہوں 

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
اللہ سبحانه کے سوا کوئی سچچا  معبود نہیں ہے اور اللہ سب سے بڑا ہے، اور اللہ  کے سوا کسی کام کے کرنے کی کسی میں نہ کوئی طاقت ہے اور نہ ہی قوت“،
جامع ترمیزی جلد ٢ – ١٣٨٥ - حسن 
---------------
✦ अब्दुल्लाह बिन उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ज़मीन पर कोई भी जब ये कलिमात कहता है , तो उसके गुनाह बख़्श दिए जाते हैं चाहे समंदर के झाग के बराबर ही क्यूँ ना हो

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
✦ ला ईलाहा ईलल्लाह वा अल्लाहू अकबर, वा ला हौला वा ला क़ुव्वता इल्ला बिल्लाह 
जामिया तिरिमिज़ी , जिल्द 2, 1385-हसन
-------------
✦ Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu narrated that  RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said Anyone upon the earth says these words his sins will be forgiven even if they were like the foam of the sea.

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ وَلاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
✦ La ilaha illAllah, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
None has the right to be worshipped but Allah, and Allah is the Greatest, and there is no might nor power except by Allah, 
Jamia Tirmizi, Book 45, 3460-Hasan



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗


*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Apna Hashar  kin ke saath karne ki dua maangi thi  ?*

*(Hashar - Qayamat mein uthna)*


A. Mujahid

B. Miskeen

C. Muhajir

D. Ansar

E. Muttaqi

F. jo jung e badr mein shaheed huye

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1277*❗


*Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam Supplicated to be gathered on the day of Qayamah with whom ?*


A. Mujahid

B. Poor

C. Muhajir

D. Ansar

E. Pious (Muttaqi)

F. The one who Martyr in Battle of Badr

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : B 💐✅*

-----

Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu Se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam is tarah dua farmate

*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*

Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan WahShurnee Fi Zumratil-Masakeen

Eh Allah Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Zinda Rakh, Aur Mujhe Miskeeni Ki halat Mein Wafat de, Aur Mujhe Masakeen Ke Giroh Mein Jama kar 

( Yani Qayamat ke din Miskeeno ke saath hashar farma) 

Al Silsila Sahiha - 1331



*💐✅ Answer : B 💐✅*

-----

Narretd by Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu  Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam used to supplicate like this

*اللَّهُمَّ أَحْيِنِي مِسْكِينًا وَأَمِتْنِي مِسْكِينًا وَاحْشُرْنِي فِي زُمْرَةِ الْمَسَاكِينِ*

Allahumma Ahyini Miskeenan Wa Amitni Miskeenan Wah-Shurnee Fi Zumratil-Masakeen

O Allah, cause me to live poor and cause me to die poor, and gather me among the poor (on the Day of Resurrection).

Al Silsila Sahiha - 1331

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1276❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗

*Jawab ek se zyada hai*


*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek sahabi ke bachcho ke naam Harun Alaihi Salam ke bachcho ke naam par rakhey*

*Sawal  : Un sahabi  ke bachcho ke naam kya rakhe gaye they ?*


A. Shabbir

B. Muhsin

C. Yasin

D. Shabbar

E. Hasan

F. Hussain

G. Mushabbir

H. Rabbi Zidni ilma 

(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1276*❗


*Answer are more than one*


*Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam changed the name of the children of a sahabi and he Kept as the name of the children of the Harun Alaihi salam*


*Sawal  : What were the name of that sahabi's Children?*


A. Shabbir

B. Muhsin

C. Yasin

D. Shabbar

E. Hasan

F. Hussain

G. Mushabbir

H. Rabbi Zidni ilma 

(Oh Allah increase my knowledge)


*💐✅ Sahih Jawab : BEF 💐✅*

-----

Syedana Ali Radiallahu Anhu se rivayath hai woh kehte hain jab  Hasan Radi Allahu Anhu paida hua toh maine unka naam Harb rakha, Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao  Aap logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb, Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki uska naam toh Hasan hai, phir jab Hussain Radi Allahu Anhu paida hue toh maine uska naam Harb rakha , Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao  tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi  balki uska naam Hussain hai,  jab teesra bachcha paida hua toh maine uska naam phir se Harb rakha ,  to Nabi Kareem Sallallahu Alaihi wasallam tashreef laye aur farmaya mera beta mujhe dikhao, tum logo ne uska naam kya rakha hai ? maine kaha Harb,  Aap  Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya nahi balki yeh Muhsin hai phir Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya  maine in bachcho ke naam Haroon Alaihi salam ke  bachcho ke naam per rakhe hain, unke naam yeh they Shabbar, Shabbir, aur Mushabbir.
Masnad Ahmed  4760-Sahih


*💐✅ Answer : BEF 💐✅*

-----

Narrated by Syedana Ali Radiallahu Anhu when Hasan Radi Allahu Anhu borned I kept his name as Harb.

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam came and told me to show my Son and asked what name you have given to him ? I said Harb No,  keep his name Hasan.And when Hussain Radiallahu got borned, I kept his name as Harb

Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi came and told me to show my son then he said what name you have given to him  ? I said Harb, 

Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said No, keep his name Hussain When the  third child got borned again I kept his name Harb.

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam came and said show me your son son, what name you have given to him  ? I said Harb,Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said No, but he is Muhsin Then Rasool-Allah Sallallahu Aaihi wasallam said I kept these childrens names upon the names of Haroon Alaihi salam Childrens and  their names were Shabbar, Shabbir, Mushabbir.

Masnad Ahmed 4760 Sahih

Saturday, January 2, 2021

✦ Museebat aur pareshni ke waqt padhne ki dua

  











Bismillahirrahmanirrahim

✦ Museebat aur pareshni ke waqt padhne ki dua
-----------------------
Ibn Abbas Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam pareshaani (aur mushkil) ke waqt ye dua padhte

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الأَرْضِ
وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ‏‏
✦ La ilaha illAllahul Azimul-Haleem, 
✦ La ilaha illAllahul Rabbul Arsh-il-Azeem 
✦ La ilaha illAllahu Rabbus-samawati wa Rabbul ard 
✦ Wa Rabbul Arsh-il-kareem
Tarjuma : Allah ke siwa koi sachcha mabud nahi jo badi azmat wala bardasht karne wala hai
Allah ke siwa koi sachcha mabud nahi  jo Arsh Adheem ka malik hai 
Allah ke siwa koi sachcha mabud nahi  jo malik hai aasmano ka aur malik hai zameen ka 
Aur malik hai Ezzat wale Arsh ka 
Sahih Muslim, Jild 6, 6921 
----------
ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہما سے روایت ہے کہ اللہ کے نبی صلی اللہ علیہ وسلم مصیبت (پریشانی) کے وقت  یہ دعا پڑھتے 

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الأَرْضِ
وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ‏‏

اللہ کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں جو بڑھی عظمت والا  برداشت کرنے والا ہے 
عرش عظیم کے پروردگار کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں آسمانوں کے رب زمین کے رب اور عزت والے عرش کے رب اللہ کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں، پڑھتے۔
صحیح مسلم - جلد ٦-٦٩٢١ 
----------
इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम परेशानी (और मुश्किल) के वक़्त ये दुआ पढ़ते

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الأَرْضِ
وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ
✦ ला ईलाहा ईलअल्लाहुल अज़ीमुल-हलीम, 
✦ ला ईलाहा ईलअल्लाहुल रब्बुल अर्श-अल-अज़ीम 
✦ ला ईलाहा ईलअल्लाहु रब्बुस-समावती वा रब्बुल अर्द 
✦ वा रब्बुल अर्श-अल-करीम

तर्जुमा : कोई सच्चा माबूद नही सिवा अल्लाह के जो बड़ी अज़मत वाला बर्दाश्त करने वाला है 
कोई सच्चा माबूद नही सिवा अल्लाह के जो बड़े अर्श का मलिक है 
कोई सच्चा माबूद नही सिवा अल्लाह के जो मालिक है आसमान का और मालिक है ज़मीन का 
और मालिक है अर्श का जो  ईज्ज़त  वाला है. 
सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6921
---------------
✦ Dua to recite at the time of trouble
-----------------
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to supplicate during the time of trouble (with these words)

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الأَرْضِ
وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ‏‏
✦ La ilaha illAllahul Azimul-Haleem, 
✦ La ilaha illAllahul Rabbul Arsh-Al-Azeem 
✦ La ilaha illAllahu Rabbus-Samawati Wa Rabbul Ard 
✦ Wa Rabbul Arsh-il-kareem
Translation : 
✦ There is no god Except Allah, the Great, The Tolerant, 
✦ There is no god Except Allah, the Lord of the Magnificent Throne 
✦ There is no god Except Allah, the Lord of the Heaven and the earth, 
✦ The Lord of the Edifying Throne.
Sahih Muslim, Book 35, 6582






Mix Four Azkar - 41

 


Bismillahirrahmanirraheem

الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِين
✦: Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
✦: Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai
✦: All praise and thanks is for Allah alone
--------
 اَلْحَمْد لِلهِ كَثِيرًا
✦:Alhamdulillahi Kathira
✦:Allah ke liye bahut zyada tarifein hain
✦:All Praise is due to Allah  Abundant
------
لآ اِلَهَ اِلّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَسُوُل اللّهِ
✦:La ilaha illAllah Muhammedur Rasool-Allah
✦:Allah ke Siwa koi ibadat ke layaq nahi  aur Muhammed Sallallahu Alahih Wasallam Allah ke Rasool hai
✦:There is no God but Allah and Muhammed Sallallahu Alahih Wasallam is the messenger of Allah
------
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed 
✦: Eh Allah Rahmat nazil farma Muhammed ﷺ par
✦: Oh Allah send blessings on Prophet Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam