❗
Only-Quran-Hadith Quiz-306 ❗
Jawab ek se zyada hai
Sawal : Hadith ke hisab se
inmein se kis kis ko shaheed ka darja milega ?
A. Aag mein jal kar mr jaane
wala
B. Pet ki beemari se marne wala
C. Dil ki beemari se marne wala
D. Paani mein doob kar marne
wala
E. Bachche ki wiladat ke waqt
marne wali aurat
F. Taawun (plague) se marne
wala
G. Sahi jawab ka intezar hai
Answers are more than one
Quiz: According hadith Who are
regarded as martyrs among below?
A. Who die because of Burning
in fire
B. Who die because of Abdominal
disease
C. Who die because of heart
disease
D. Who die because of drowning
E. dying in childbirth
F. Who die because of the
plague
G. waiting for reply
Sahi Jawab - ABDEF
------------
قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله
عليه وسلم "
الشَّهَادَةُ سَبْعٌ
سِوَى الْقَتْلِ فِي سَبِيلِ
اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ
الْمَطْعُونُ شَهِيدٌ
وَالْمَبْطُونُ شَهِيدٌ
وَالْغَرِيقُ شَهِيدٌ
وَصَاحِبُ الْهَدْمِ شَهِيدٌ
وَصَاحِبُ ذَاتِ الْجَنْبِ
شَهِيدٌ
وَصَاحِبُ الْحَرَقِ شَهِيدٌ
وَالْمَرْأَةُ تَمُوتُ بِجُمْعٍ
شَهِيدَةٌ
http://www.sunnah.com/nasai/21/29
-----------
Rasool-Allah Sallallahu Alalihi
Wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl hone ke alawa shahadat 7 qism ki
hoti hai
jo shakhs taoon (plague) mein
mar jaye wo shaheed hai,
jo shakhs pet ke marj se mar
jaye wo shaheed hai,
jo shakhs paani mein doob kar
mar jaye wo shaheed hai,
jo shakhs kisi imaarat mein dab
kar mar jaye wo shaheed hai,
jo shakhs zaat al-janab (ek tarah ki lungs ki beemari)
mein mar jaye wo shaheed hai,
jo shakhs aag mein jal kar mar
jaye wo shaheed hai,
jo aurat bachche ki wiladat ke
waqt mar jaye wo shaheed hai,
Sunan nasaii, Jild 1, 1849-Sahih
-----------
The Messenger of Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "Martyrdom is of seven types besides
being killed for the sake of Allah.
The one who dies of the plague
is a martyr;
The one who dies of the
Abdominal disease is a martyr;
The one who dies of the drowning is a martyr;
The one who dies of the drowning is a martyr;
the one who is crushed by a
falling building is a martyr;
the one who dies of pleurisy is
a martyr;
the one who is burned to death
is a martyr,
and the woman who dies in
pregnancy is a martyr."
Sunan nasaii, Book 21, Hadith
1847
No comments:
Post a Comment