Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 256

 Only-Quran-Hadith Quiz 256 



Aaj do sawal puche gaya hain jiske jawab saath mein is tarah dene hain ....A B, B C ya D E...

Sawal 1: Taraweeh ki namaz jamaat se kaunse khalifa ne shuru ki ?

Sawal 2: Taraweeh ki namaz jamat ke saath padhane ke liye sabse pahle imam banaya ?


A. Uthman Radi Allahu Anhu

B. Ubay bin Muaaz radi allahu anhu

C. Muaaz bin jabal Radi Allahu Anhu

D. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu

E. Umar Radi Allahu Anhu

F. Ubay bin kaab radi allahu anhu

G. Zaid bin harith Radi allahu anhu

H. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------
Kindly reply both the quiz together like this A b, B C or C E etc.

Quiz 1 : Who started the taraweeh prayer with congregation (jamat)

Quiz 2 : Who was the first Imam of taraweeh prayer with congregation (jamat)



A. Uthman Radi Allahu Anhu

B. Ubay bin Muaaz radi allahu anhu

C. Muaaz bin jabal Radi Allahu Anhu

D. Abdullah bin masood Radi Allahu Anhu

E. Umar Radi Allahu Anhu

F. Ubay bin kaab radi allahu anhu

G. Zaid bin harith Radi allahu anhu

H. Waiting for the reply



Sahi Jawab

E. Umar Radi Allahu Anhu
F. Ubay bin kaab radi allahu anhu

----------
Abdul Rahman bin Abdul Qari Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu ke saath Ramzan ki ek raat masjid ko gaya sab log mutfarriq aur muntashir they , koi akela namaz pad raha tha aur kuch kisi ke peechey khadey huye they is par umar Radi Allahu Anhu ne farmaya ki mera khayal hai agar mein tamam logo ko ek Qari ke peechey jama kar du to zyada achcha hoga , aapney ye soch kar Abi bin kaab Radi Allahu Anhu ko unka imam bana diya phir mein ek raat jab main inke saath phir se nikla to dekha ki log apney imam ke peechey namaz ( taraweeh) pad rahey they , hazrat Umar Radi Allahu Anhu ne farmaya ye naya tareeqa behtar aur munasib hai jismein ye log so jate hain us se behtar aur afzal hai jsimein ye namaz padte hain
Sahih Bukhari, Vol 3, 2010
-------------
Abdur Rahman bin 'Abdul Qari Radi Allahu Anhu said I went out in the company of 'Umar bin Al-Khattab one night in Ramadan to the mosque and found the people praying in different groups. A man praying alone or a man praying with a little group behind him. So, 'Umar said, 'In my opinion I would better collect these (people) under the leadership of one Qari (Reciter) (i.e. let them pray in congregation!)'. So, he made up his mind to congregate them behind Ubai bin Ka'b. Then on another night I went again in his company and the people were praying behind their reciter. On that, 'Umar remarked, 'What an excellent Bid'a this is; but the prayer which they do not perform, but sleep at its time is better than the one they are offering.
Sahih Bukhari, Vol. 3, Book 32, 227



No comments:

Post a Comment