❗
Only-Quran-Hadith Quiz-318 ❗
Sawal : Sahih
milan kijiye aur answer is tarah diiyega A1 B2 C2 D3 E5
A. Us par
Jahannam Haram
B. Neik
aamal zaya ho jate hain
C. Allah
subhanahu ke zimme mein
D. Aadhi
raat namaz ka sawab
E. uska
Ghar aur maal sab lut gaya
---------
1. Fajar
ki namaz padhne par
2. Fajar
ki namaz chorh dene par
3. Asar ki
namaz jamat se padhne par
4. Asar ki
namaz chorh dene par
5. Zuhar
se pahle 4 aur baad ki 4 rakat roz padhne par
6. Isha ki
namaz jamat se padhne par
7. Isha ki
namaz chorh dene par
Kindly match
the following and answer like this A1 B2
C2 D3 E2 F5
A. He will
not enter the Hell-fire.
B. All his
(good) deeds will be invalid
C. He is
under the protection of Allah
D. As if
he prayed up to midnight
E. As if
he lost his family and property
-------------------
1. Who
observed the Fajar prayer
2. Whoever
leaves the Fajar prayer
3. Who
observed the Asar prayer in congregation
4. Whoever
leaves the Asar prayer
5. Whoever
pray regularly 4 rakahs before and 4 after the noon prayer
6. Who
observed the Isha prayer in congregation
7. Whoever
leaves the isha prayer
Sahi Jawab
A5 B4 C1
D6 E4
A.✦ Umm
Habibah Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya jo shakhs dhuhar se pahle ki chaar rakat aur Dhuhar ke baad
ki chaar rakat ki hifazat kare (yani usko rozana padhe)to us par Jahannam haram
ho jayegi
Sunan Abu
Dawud, Vol 1, 1256 - Sahih
B.✦ Abu
Al-Malih Radi allahu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam
ne farmaya jisne Asr ki namaz chorh di uska neik Amal zaya ho gaya
Sahih
Bukhari, , vol 1, 553
C.✦ Samurah
bin jundab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo subah ki Namaz ada kar le wo Allah
subhanahu ke zimme (panah) mein hai
Sunan Ibn
Majah, Vol 3, 827-Sahih
D. ✦ Uthman
bin Affan Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi
wasallam ne farmaya jisne Isha ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaise
ki aadhi raat tak namaz padhta raha aur jisne subah ki namaz jamaat se ada ki
to wo aisa hai jaisa ki usne sari raat namaz padhi
Sahih
Muslim, Vol 2,1491
E.✦ Abdullah
bin Umar Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jiski Namaz e Asar chali gayee (yani Qaza
ho gayee) wo aisa hai jaisey uska Ghar aur maal sab lut gaya
Sahih
Bukhari, Vol 1, # 556
-----------------------
Answer:
A5 B4 C1
D6 E4
A. ✦ Narrated
Umm Habibah Radi Allahu Anha: The Prophet sallallahu alaihi wasallam said: If
anyone keeps on praying regularly four rak'ahs before and four after the noon
prayer, he will not enter the Hell-fire.
Sunan Abu
Dawud, Book 4, 1264 - Sahih
B. ✦ Narrated
by Abu Al-Malih Radi allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said
“Whoever leaves the Asr prayer, all his (good) deeds will be invalid
Sahih
Bukhari, Book 10, No. 528
C. ✦ It was
narrated from Samurah bin Jundab that the Prophet Peace be upon him said:
Whoever offers the morning prayer, he is under the protection of Allah, the
Mighty and Sublime
Sunan Ibn
Majah, Vol 5 # 3946-Sahih
D.✦ Narrated
by Uthman bin Affan Radhi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam
said He who observed the Isha prayer in congregation, it was as if he prayed up
to midnight, and he who prayed the morning prayer in congregation, it was as if
he prayed the whole night.
Sahih
Muslim, Book 4, Hadith 1379
E. ✦ Narrated
Ibn 'Umar Radi-Allahu-Anhuma Allah's Apostle Sallallhu-Alaihi-Wasallam said,
"Whoever misses the 'Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost
his family and property
Sahih
Bukhari, Vol 1, Book 10, Number 527:
No comments:
Post a Comment