Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, April 28, 2020

Mafhum e Hadith : Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen) to Farishte uske liye dua karte hain







*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ *Mafhum e Hadith : Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen)  to Farishte uske liye dua karte hain*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Rozedar ke samne jab khaana khaya jaye ( aur wo sabr karen)  to Farishte uske liye dua karte hain
---
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا روزہ دار کے سامنے جب کھانا کھایا جائے ( اور وہ صبر کرے )  تو فرشتے اس کے لیے دعا کرتے ہیں ۔ 
سنن ابن ماجہ جلد ١-١٧٤٨-حسن 
---
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया रोज़ेदार के सामने जब खाना खाया जाए (और वो सब्र करे) तो फ़रिश्ते उसके लिए दुआ करते हैं 
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1, 1748-हसन 
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said If food is eaten in the presence of one who is fasting (and he keep patience), the angels send blessing upon him
Sunan Ibn Maja,  Book 7, 1748

Sunday, April 26, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Roza kya hai ya iski sifat kya hain?*

A. Qarz 
B. Aadha Sabr
C. Sifarish karne wala
D. Dozakh se bachao ki dhaal 
E. Pul sirat se guzarne wala
F. Khair ka darwaza
G. Islam ka sutoon
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1148*❗

*Answers are more than one*

*Sawal : What is fasting or what are the characteristics of fasting?*

A. Debt
B. Half Patience
C. interceder
D. Shield from the hell fire
E. The helper on Bridge (sirat) to cross
F.  The doors of khair (good)
G. The Pillars of Islam
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increadse my knowledge)


*✅ Sahih Jawab : ABCDFG💐*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahai Wasallam se pucha gaya  Roza kya Hain?  Aap Sallallahu Alahai Wasallam ne farmaya Ye Qarz Hain jiska Badla Diya jaega
Musnad Ahmed hadees#3675

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya Roza adha sabr hai 
Jamia Tirmizi - 3519 Hasan
Ibn Hibban - 117

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaye Roza aur Quran Bande ke liye Sifarish karenge Roza arz karega Ya RABB meine Din ke Waqt khaane peene aur khuwaishat se issay rokha iss ke mutaliq meri sifarish Qubul farma aur Quran arz karega meine issay Raat ke Waqt sone se rokhe rakha iss ke mutaliq meri Sifarish Qubul farma un dono ki Sifarish Qubul ki jaegi
Masnad Ahmad, 8324 Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumhein bhalayee ke darwaze (raste)  na batau   roza dhaal hai sadqa gunah ko aise buja deta jaise aag pani ko aur adhi raat ke waqt admee ka Tahajud padhna 
Jamia Tirmazi - 2616

✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Islam 5 sutuno par khada kiya gaya hai pahla ye ki Ek Allah ki ibdat ki jaye aur uske siwa tamam jhoothe khudao ka inkar iya jaye , dusra namaz qayam karna , teesra zakat dena ,chotha bait-Allah ka hajj karna aur panchwa Ramzan ke roz rakhna 
Sahih Muslim, Jild 1, 112



*✅ Answer : ABCDFG💐*
-----

✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam was asked what is fasting ? he Sallallahu Alaihi Wasallam said its a kind of debt and its rewards will be given
Musnad Ahmed hadees#3675

✦  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam  said fasting is half of patience
Jamia Tirmazi Book 45, Hadith 3519 3519

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said Fasting and the Quran will intercede for the slave on the Day of Judgement. Fasting will say, O My Lord I prevented him from food and desires, so accept my intercession for him.’ And the Qur’an will say, I prevented him from sleep during the night, so accept my intercession for him. thus they will intercede. 
Musnad Ahmad-8324-Sahih

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said 'Shall I not guide you to the doors of good? Fasting is a shield, and charity extinguishes sins like water extinguishes fire - and a man's praying in depths of the night.'  
Jamia Tirmazi - 2616

✦ Rasool-Allah  Sal-Allahu alaihi wasallam said:(The superstructure of) Islam is raised on five (pillars), Allah (alone) should be worshipped, and (all other gods) beside Him should be denied. Establishment of prayer, the payment of Zakat, Pilgrimage to the House, and the fast of Ramadan (are the other obligatory acts besides the belief in the oneness of Allah and denial of all other gods).
Sahih Muslim, Book 1 , 19


Saturday, April 25, 2020

Al Quran : Aur Wo apni chaal chal rahe they aur Allah apni tadbir kar raha tha





Bismillahirahmanirrahim

وَيَمْكُرُونَ وَيَمْكُرُ اللَّهُ وَاللَّهُ خَيْرُ الْمَـٰكِرِينَ
------
Al Quran : Aur Wo apni chaal chal rahe they aur Allah apni tadbir kar  raha tha aur Allah Sabse behtareen tadbeer karne wala hai
----
اور وہ اپنی چال چل ریے تھے اور الله اپنی تدبیرکر رہا تھا اور الله سب سے بہترین تدبیر کرنے والا ہے
--------
But They plan, and Allah plans. And Allah is the best of planners. 
------
Al-Quran Surah An-Anfal (8) ,30

✦ Har tarah ki Aazmayeesh aur museebat ke waqt padhne ki dua









Bismillahirrahmanirrahim

✦ Har tarah ki Aazmayeesh aur museebat ke waqt padhne ki dua
✦ La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
-----------------------
Saad Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya kya main tumko aisee dua na sikhauu jisko koi ranj aur gam aur aazmayeesh mein mubtala aadmi padhe to uski takleef dur ho jaye , unhone kaha jarur sikhayee to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya wo Dua Zun-Noon (machli wale yani Yunus Alaihi Salam ) ki hai
لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
(Ya ALLAH) tere siwa koi ibadat ke layaq nahi , tu paak hai (aur) beshak mein Qusurwar hu.
Al Silsila As sahiha 2784, Masnad Ahmed 1/170 -Sahih

✦ Al Quran : Phir Machli ne unko ( Yunus Alaihi salam ko) nigal liya , aur wo malamat karne wale they phir agar wo ( ALLAH k) tasbeeh bayan nahi karte, to us roz tak jab log dobara uthaye jayange ( Yani Qayamat tak) uske pet mein hi rahte
Surah As-Saaffat (37) , 142-144

✦ Al Quran : Aur Zun-Noon (Yunus Alaihi Salam ko yaad karo ) jab wo (apni qaum se naraz hokar) gusse ki halat mein chal diye aur khayal kiya ki hum un par qabu nahi pa sakenge aakhir andhere mein pukarne lage ki 

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ 
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
(Ya ALLAH) tere siwa koi ibadat ke layaq nahi , tu paak hai (aur) beshak mein Qusurwar hu.
to humne unki Dua Qubul kar li aur unko gam se nijat bakhshi aur imaan walo ko hum usee tarah nijat dete hain
Surah Al-Anbiya (21), verse 87-88
-----------------
آپ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کسی شخص کو کوئی تکلیف یا دنیا کی کوئی آزمائش پہنچے اور وہ یہ دعا کرے تو اس کیا  پریشانی دور ہو جائے؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: 

مچھلی والے (یونس علیہ السلام) کی دعا ہے:

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ 
اے الله تیرے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں تو پاک ہے اور بیشک میں قصوروار ہوں
السلسلہ صحیحہ ٢٧٨٤ 
مسند احمد ۱/۱۷۰ صحیح

تو پھر انہیں مچھلی نے نگل لیا اور وہ خود اپنے آپ کو ملامت  کرنے لگ گئے پس اگر یہ پاکی بیان کرنے والوں میں سے نہ ہوتے تو لوگوں کے اٹھائے جانے کے دن تک اس کے پیٹ میں ہی رہتے ۔ 
القرآن سورة الصفات (۳۷) ۱۴۲-۱۴۴

مچھلی والے  ( حضرت یونس علیہ السلام )  کو یاد کرو! جبکہ وہ غصہ سے چل دیا اور خیال کیا کہ ہم اسے نہ پکڑ سکیں گے ۔  بلآخر وہ اندھیروں  کے اندر سے پکار اٹھا کہ

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ 
 الٰہی تیرے سوا کوئی معبود نہیں تو پاک ہے بیشک میں ظالموں میں ہوگیا ۔  
سورۃ النباء (۲۱) آیت ۸۷
-------------------
रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया क्या मैं तुमको ऐसी दुआ न सिखाऊ जिसको कोई रंज और गम और आज़माईश में मुब्तला आदमी पढ़े तो उसकी तकलीफ दूर हो जाये , वो दुआ ज़ून-नून 

(मछली वाले यानि यूनुस अलैहि सलाम ) की है

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ
ला इलाहा इल्ला अन्ता सुबहानका इन्नी कुन्तु मिन अज़ ज़ालिमिन 

(या अल्लाह) तेरे सिवा कोई इबादत के लायक़ नही , तू पाक है (और) बेशक में क़ुसूरवार हूँ 
अल सिलसिला अस सहीहा 2784

✦ अल क़ुरान : फिर मछली ने उनको ( यूनुस अलैही सलाम) को निगल लिया , और वो मलामत करने वाले थे फिर अगर वो ( अल्लाह की) तसबीह बयान नही करते, तो उस रोज़ तक जब लोग दोबारा उठाए जयांगे ( यानी क़यामत तक) उसके पेट में ही रहते
सुरह साफ्फात   (37) , 142-144

✦ अल क़ुरान : और ज़ुन-नून (यूनुस अलैही सलाम को याद करो ) जब वो (अपनी क़ौम से नाराज़ होकर) गुस्से की हालत में चल दिए और ख़याल किया की हम उन पर क़ाबू नही पा सकेंगे 
आख़िर अंधेरे में (अल्लाह को) पुकारने लगे की 

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ
ला इलाहा इल्ला अन्ता सुबहानका इन्नी कुन्तु मिन अज़ ज़ालिमिन 
(या अल्लाह) तेरे सिवा कोई इबादत के लायक़ नही , तू पाक है (और) बेशक में क़ुसूरवार हूँ 
तो हमने उनकी दुआ क़ुबूल कर ली और उनको गम से निजात बख़्शी और ईमान वालों को हम इसी तरह निजात देते हैं
सुरह अल-अन्बिया  (21), आयत  87
------------------
✦ Dua to remove all kind of distress, difficulties and calamities
✦ La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
------------------------
Narrated by Saad Radi Allahu Anhu that the Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said shall I not teach you a supplication which anybody recite in any distress, difficulties or calamities it will be removed ? 
he said yes (teach me) The prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said it is the dua of Dhun-Nun (Yunus Alaihi salam) 

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ 
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
Translation : None has the right to be worshipped but You , Glorified be You ! Truly, I have been of the wrong-doers. 
Al Silsila As sahiha 2784, Masnad Ahmed 1/170 –Sahih

✦ Al Quran : Then a (big) fish swallowed him (yunus Alaihi Salam) as he had done an act worthy of blame., Had he not been of them who glorify ALLAH, He would have indeed remained inside its belly (the fish) till the Day of Resurrection.
Surah As-Saaffat (37) , 142-144

✦ Al Quran : And (remember) Dhun-Nun (Yunus Alaihi salam), when he went off in anger, and imagined that We shall not punish him (i.e. the calamities which had befallen him)! But he cried through the darkness (saying): 

لَّا إِلَـٰهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّالِمِينَ 
La ilaha illa Anta subhanaka inni kuntu min Az-zalimeen
(None has the right to be worshipped but You , Glorified be You ! Truly, I have been of the wrong-doers.) 
So We answered his call, and delivered him from the distress. And thus We do deliver the believers 
Surah Al-Anbiya (21), Verse 87-88


✦ Hadith : Mujh par durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai










Bismillahirrahmanirraheem

✦ Hadith : Mujh par durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai
--------------------------
✦Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya mujh par durud bheja karo kyunki mujh par durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai Allah subhanahu ne meri Qabr ke paas ek farishta muqarrar kiya hai jab mera koi ummati mujh par durud bhejta hai to wo farishta mujhse kahta hai ki Eh Muhammed  Sal-Allahu Alaihi Wasallam Falah bin Falah ne aap par durud bheja hai 
Al Silsila As Sahiha, 2863, 2778
-----
✦ Allahumma salli ala Muhammad wa ala aali Muhammad
---------------
   رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا: مجھ پر درود بھیجو کیوں کہ تمہارا مجھ پر درود بھیجنا تمہارے لئے پاکیزگی کا سبب  ہے  اللہ تعالیٰ نے میری قبر کے پاس ایک فرشتہ کھڑا کر دیا ہے، جب میری امت کا کوئی شخص مجھ پر درود پڑھتا ہے تو وہ فرشتہ مجھ سے کہتا ہے :اے محمد صلی اللہ علیہ وسلم !فلاں بن فلاں نے اس وقت آپ صلی اللہ علیہ وسلم پردرود پڑھا ہے۔
السلسلہ صحیحہ   ٢٨٦٣ ٢٧٧٨
 -------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया  मुझ पर  दुरुद भेजा करो क्यूंकि मुझ पर दुरुद भेजना तुम्हारे लिए पाकीजगी का सबब है , अल्लाह सुबहानहु ने मेरी कब्र के पास एक फ़रिश्ता मुक़र्रर किया है जब मेरा कोई उम्मती मुझ पर दुरुद भेजता है तो वो फ़रिश्ता मुझसे कहता है की एह मुहम्मद सलअल्लाहू अलैही वसल्लम फलाह बिन फलाह ने आप पर दुरुद भेजा है  
अल सिलसिला अस सहीहा 2863, 2778
--
✦ अल्लाहुम्मा सल्ली अला मुहम्मद वा अला आली मुहम्मद
-----------
✦ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam  said: send blessings on me because sending blessing on me will be the cause of purity for you.Allah subhanahu has 
appointed an angel near my grave , and whoever send blessings on me , that angel say Oh Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam , the son of so and so has been send 
blessings for you.
Al Silsilla As sahiha, 2863, 2778
-
✦ Allahumma salli ala Muhammad wa ala aali Muhammad
---


Thursday, April 23, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1147❗


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1147❗

Quran ke in lafzo ko unke mayno se milan kijiye - Match the following-(Ref Surah Yusuf 1-20)
*

A. بَخْسٍ - Bakhsin
B.  أ َبَتِ- Abati
C. كَوْكَبًا - Kokaban
D.رُؤْيَاكَ  - Ruyaka
E. الْجُبِّ - Al Jubbi
F. غَدًا - Ghadan
G. الذِّئْبُ - Al-dhi'bu
H. Sahi Jawab ka intezar hai
----------
1. Bhediya
2. Kameez
3. Kuwa
4. Tumhara khwab
5. Mere Walid
6. Guzra hua Kal
7. Kam (law)
8. Sitare
9. Inmein se koi nahi



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1147*❗

*Match these Quranic words with their Meanings -(Ref Surah Yusuf 1-20)*
*

A. بَخْسٍ - Bakhsin
B. أ َبَتِ- Abati
C. كَوْكَبًا - Kokaban
D. رُؤْيَاكَ - Ruyaka
E. الْجُبِّ - Al Jubbi
F. غَدًا - Ghadan
G. الذِّئْبُ - Al-dhi'bu
H. Sahi Jawab ka intezar hai
----------
1. Wolf
2. Shirt
3. Well
4. Your Vision
5. My Father
6. Yesterday
7. Reduced 
8. Stard
9. None of these above.



*✅Sahih Jawab : 7584391💐*
-----
وَشَرَوْهُ بِثَمَنٍ *بَخْسٍ* دَرَاهِمَ مَعْدُودَةٍ
Aur unhein *kam* qeemat (yaani) sirf chand Dirhamoun par bech daala
*Surah Yusuf - 12:20*
-----
إِذْ قَالَ يُوسُفُ لِأَبِيهِ يَا *أَبَتِ*
Jab Yusuf Alaihi salam ne apne walid se kaha ke Eh *Mere walid*
*Surah Yusuf - 12:04*
-----
إِنِّي رَأَيْتُ أَحَدَ عَشَرَ *كَوْكَبًا* وَالشَّمْسَ وَالْقَمَرَ رَأَيْتُهُمْ لِي سَاجِدِينَ
"Beshak Mai ne dekha ke Gyara  (11) *Sitare* aur Suraj aur Chand ke wo mujhe Sajda kar rahe hain.
*Surah Yusuf - 12:04*
-----
قَالَ يَا بُنَيَّ لَا تَقْصُصْ *رُؤْيَاكَ* عَلَىٰ إِخْوَتِكَ
Unhone ne kaha ke Bete *Apne Khwaab* ka zikr apne Bhaiyon se na karna 
*Surah Yusuf - 12:05*
-----
قَالَ قَائِلٌ مِّنْهُمْ لَا تَقْتُلُوا يُوسُفَ وَأَلْقُوهُ فِي غَيَابَتِ *الْجُبِّ*
Un mein se ek kahne wale ne kaha ke Yusuf Alahi salam ko jaan se na maaro kisi Gahre *Kuwein* me daaldo
*Surah Yusuf - 12:10*
-----
أَرْسِلْهُ مَعَنَا *غَدًا* يَرْتَعْ وَيَلْعَبْ
*Kal* usey (Yusuf Alaihi salam ko) humare saath bhej dena taaki hum khoob mewe khaye aur khele kudein.
*Surah Yusuf - 12:12*
-----
قَالَ إِنِّي لَيَحْزُنُنِي أَن تَذْهَبُوا بِهِ وَأَخَافُ أَن يَأْكُلَهُ *الذِّئْبُ*
 Baap ne kaha ke tumahara usey lejaana mujhe Ghamnaak karta hai aur mujhe darr hai ke kahin usey *Bhediya* na kha jaaye 
*Surah Yusuf - 12:13*



*✅Correct Answer : 7584391💐*
-----
وَشَرَوْهُ بِثَمَنٍ *بَخْسٍ* دَرَاهِمَ مَعْدُودَةٍ
And they sold him for a *Reduced* price - a few dirhams
*Surah Yusuf - 12:20*
-----
إِذْ قَالَ يُوسُفُ لِأَبِيهِ يَا *أَبَتِ*
When Yusuf said to his father, O *My father*
*Surah Yusuf - 12:04*
-----
إِنِّي رَأَيْتُ أَحَدَ عَشَرَ *كَوْكَبًا* وَالشَّمْسَ وَالْقَمَرَ رَأَيْتُهُمْ لِي سَاجِدِينَ
Indeed I have seen [in a dream] eleven *stars* and the sun and the moon; I saw them prostrating to me.
*Surah Yusuf - 12:04*
-----
قَالَ يَا بُنَيَّ لَا تَقْصُصْ *رُؤْيَاكَ* عَلَىٰ إِخْوَتِكَ
He said, "O my son, do not relate *your vision* to your brothers
*Surah Yusuf - 12:05*
-----
قَالَ قَائِلٌ مِّنْهُمْ لَا تَقْتُلُوا يُوسُفَ وَأَلْقُوهُ فِي غَيَابَتِ *الْجُبِّ*
Said a speaker among them, "Do not kill Yusuf but throw him into the bottom of the *well*
*Surah Yusuf - 12:10*
-----
أَرْسِلْهُ مَعَنَا *غَدًا* يَرْتَعْ وَيَلْعَبْ
Send him with us *Tomorrow* that he may eat well and play.
*Surah Yusuf - 12:12*
-----
قَالَ إِنِّي لَيَحْزُنُنِي أَن تَذْهَبُوا بِهِ وَأَخَافُ أَن يَأْكُلَهُ *الذِّئْبُ*
 Yaqub said, "Indeed, it saddens me that you should take him, and I fear that a *wolf* would eat him.
*Surah Yusuf - 12:13*

Al-Quran: Allah ke hukm ke bagair koi museebat nahi aati





Bismillahirahmanirrahim

مَا أَصَابَ مِن مُّصِيبَةٍ إِلَّا بِإِذْنِ اللَّهِ
-----
Al-Quran: Allah ke hukm ke bagair koi museebat nahi aati
-----
الله کے حکم کے بغیر کوئی مصیبت  نہیں آتی
-----
✦ No disaster strikes except by permission of Allah
-----
Surah Al Taghaboon (64), 11

✦ Aur Beshak ye (Quran) momeeno ke liye Hidayat aur Rahmat hai





Bismillahirahmanirraheem

✦ وَإِنَّهُ لَهُدًى وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ
-----
✦ Aur Beshak ye (Quran) momeeno ke liye Hidayat aur Rahmat hai
---
✦ اور بےشک یہ (قرآن) مومنوں کے لئے ہدایات اور رحمت ہے
---
✦ और बेशक़ ये (क़ुरान) मोमीनों  के लिए हिदायत और रहमत है
---
✦ And indeed, this (Quran) is guidance and mercy for the believers
---
Al Quran - Surah An-Naml - 27:77

✦ Allah Anqareeb tangi k baad kushaadgi ata farmayega










Bismillahirahmanirraheem

✦ سَيَجْعَلُ اللَّهُ بَعْدَ عُسْرٍ يُسْرًا
-----
✦ Allah Anqareeb tangi k baad kushaadgi ata farmayega
---
✦ اللہ عنقریب تنگی کے بعد کشادگی عطا فرماۓگا    
---
✦ अल्लाह अनक़रीब तंगी के बाद कुशादगी अता फरमाएगा 
---
✦ Allah will bring ease, after hardship
---
Al Quran - Surah At-Talaaq - 65:07





Beshak Allah ki Zikr se hi Dilo ko sukun milta hai





Bismillahirahmanirrahim

أَلَا بِذِكْرِ ٱللَّهِ تَطْمَئِنُّ ٱلْقُلُوبُ

Alaa bizikril laahi tatma'innul qulub
---
Beshak Allah ki Zikr se hi Dilo ko sukun milta hai

---
بیشک اللہ کے ذکر سے ہی دلوں کو سکون ملتا ہیں
-
Verily, in the remembrance of Allah do hearts find rest .
-
Al-Quran Surah Ar-Rad, (13),(28)



Allahumma Ballighna Ramadan

Bismillahirrahmanirraheem


اَللّهُمَّ بَلِّغْنَا رَمَضَان 
Allahumma Ballighna Ramadan
‎---
Ya Allah humko Ramadan tak pahucha de
--
اے اللہ ہم کو رمضان تک پہنچا دے
--
Oh Allah help us to Reach Ramadan

     

     

    

Al Quran : Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano










Bismillahirrahmanirrahim

✦ Al Quran : Eh Imaan walo Roze tum par farz kiye gaye hain jis tarah tumse pahle logo par farz kiye gaye they taki tum parhaizgar bano 

Surah Al-Baqara (2) Verse 183
--------------------------------
✦ अल क़ुरान : एह ईमान वालो रोज़े तुम पर फ़र्ज़ किए गये हैं जिस तरह तुमसे पहले लोगो पर फ़र्ज़ किए गये थे ताकि तुम परहेज़गार बनो 
सुरह अल-बक़रा (2) आयत 183
----------------------------------------------
القرآن : اے ایمان والو روزے تم پر فرض کیے گئے ہیں جس طرح تم سے پہلے کے لوگوں پر فرض کیے گئے تھے تاکہ تم پرہیزگار بن جاؤ
سوره البقرہ (٢) ١٨٣ 
----------------------------------------------
✦ Al Quran : O you who believe! Observing As-Saum (the fasting) is prescribed for you as it was prescribed for those before you, that you may become Al-Muttaqun (Pious)
Surah Al-Baqara (2) Verse 183

Wednesday, April 22, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

*Sawal 1  : Wo kaunse Nabee ki qaum ke log they jo biwi aur shohar mein judayee kar dene wala jadu sikh gaye they ?*

A. Musa Alaihi Salam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Adam Alaihi salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F.  Sulaiman Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Sawal 2 : Wo jadu unhone kis se sikha tha ?*

A. Yahudiyo ke rahibo se
B. Firaun se
C. Samri se
D. Farishto se
E. Shaitan se
F. Nasraniyo ke rahibo se
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)




❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1146*❗

*Quiz 1 : Some people learned the magic by which they cause separation between man and his wife , that people belong to which Prophet ?*

A. Musa Alaihi Wasallam
B. Ibrahim Alaihi Salam
C. Dawud Alaihi Salam
D. Adam Alaihi salam
E. Yusuf Alaihi Salam
F.  Sulaiman Alaihi Salam
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Quiz 2 : They learned this magic by whom ?*

A. Jews scholar 
B. Firuan
C. Samri 
D. Angels
E. Devils
F. Nasraniyo se
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa


✅ *Sahih Jawab : FD* 💐
---------
AL Quran : Aur unke peeche lag gaye jo Sulaimaan Alaihi salam ke Ahed e Sultanat mein shayateen padha karte the aur Sulaimaan Alahi salam ne kufr ki baat nahi ki, balke shaitaan hi kufr karte the ke logon ko jaadu sikhate the. Aur un baaton ke bhi (peeche lag gaye) jo Shehar e Babil me do Farishton (yaani) Haroot aur Maroot par utri thi.
Aur wo donon kisi ko kuch nahi sikahte they jab tak ke ye na keh dete ke hum toh (zariye) Aazmayish hai.Tum kufr me na pado.
phir log unse (aisa) jaadu seekhte jisse Miya biwi me judayi daal dein. Aur Allah ke hukm ke siwa wo uss (jaadu) se kisi ka kuch bhi nahi bigaad sakte the.
Aur kuch aise (mantar) seekhte jo unko nuqsaan hi pahuchate aur fayeda kuch na dete.Aur wo jaante the ke jo shaqsh aisee cheezon (yaani jadu aur mantar wagaira) ka khareedaar hoga,uska Aakhirat me koi hissa nahi.Aur jis cheez ke evaz unhone apni jaanon ko bech daala wo buri thi.Kaash wo (iss baat ko) jaante.
Surah Al-Baqara 2:102

✅ *Answer : FD* 💐
---------------
Al Quran : They followed what the Shayatin (devils) gave out (falsely of the magic) in the lifetime of Sulaiman (Solomon). Sulaiman did not disbelieve, but the Shayatin (devils) disbelieved, teaching men magic and such things that came down at Babylon to the two angels, Harut and Marut, but neither of these two (angels) taught anyone (such things) till they had said, "We are only for trial, so disbelieve not (by learning this magic from us)
 And from these (angels) people learn that by which they cause separation between man and his wife, but they could not thus harm anyone except by Allah's Leave. And they learn that which harms them and profits them not. And indeed they knew that the buyers of it (magic) would have no share in the Hereafter. And how bad indeed was that for which they sold their ownselves, if they but knew.
Surah Al-Baqara 2:102

Tuesday, April 21, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1145*❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1145*❗

*Jawab ek se zyada hai*

Sawal : Wo kaun kaun se kaam hain jinko karne par aurat ko ye kaha jayega ki janat ke jis darwaze se chahe dakhil ho ?

A. Panch waqt namaz
B. Kabe ka Hajj
C. Ramzan ke roze 
D. Tahajjud padhna
E. Apni Sharmgah ki hifazat
F. Apne Shohar ki ita'at 
G. Apni Zuban ki hifazat 
H. Rabbi Zidni ilman

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1145*❗

*Answers are more than one*

*Sawal : What are those deeds if a woman does she will be said that enter in the pardise from any door you like ?*

A. Praying 5 times
B. Performing Hajj
C. Fasting of Ramadhan
D. Praying Tahajjud 
E. Guard her chastity
F. Obey her husband
G. Guard her tongue 
H. Rabbi Zidni ilman


✅ *Sahih Jawab : ACEF* 💐
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo aurat panch (5) namazein padhti ho,  ramadan ke roze rakhti ho, apni sharamgah ki hifazat karti ho aur apne khawind ki itaat karti ho to usay kaha jaega ke jannat mein jis darwaze se chahati hai dakhil ho jaa
Musnad Ahmed, 7109-Shaih


✅ *Answer : ACEF* 💐
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said, If a woman prays her five prayers, fasts her month of Ramadan, guards her chastity (Private parts), and obeys her husband, she will enter Paradise from any gate she wishes.
Musnad Ahmed - 7109-Sahih


Mafhum-e-Hadith : Wo aurat jannati hai jismein ye char khubiyan ho



*Bismillahirrahmanirraheem*

✦ *Mafhum-e-Hadith : Wo aurat jannati hai jismein ye char khubiyan ho*
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jo aurat panch (5) namazein padhti ho,  Ramadan ke roze rakhti ho, apni sharamgah ki hifazat karti ho aur apne khawind ki itaat karti ho to usay kaha jaega ke jannat mein jis darwaze se chahati hai dakhil ho jaa
Masnad Ahmed - 7109-Sahih
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو عورت پانچ نمازیں پڑھتی ہو، ماہ رمضان کے روزے رکھتی ہو، اپنی شرمگاہ کی حفاظت کرتی ہو اور اپنے شوہر کی اطاعت کرتی ہو، تو اس سے کہا جائے گا کہ جنت میں جس دروازے سے چاہتی ہے، داخل ہو جا۔ 
مسند احمد ٧١٠٩-صحیح 
-----
✦ रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जो औरत पांच नमाज़ें पढ़ती हो , रमजान के महीने के रोज़े रखती हो , अपनी शर्मगाह की हिफ़ाज़त करती हो और अपने शोहर की इताअत करती हो तो उस से कहा जाएगा की जन्नत के जिस दरवाज़े से चाहती है दाखिल हो जा 
मसनद अहमद - 7109-सही 
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said If a woman prays her five prayers, fasts her month of Ramadan, guards her chastity, and obeys her husband, she will enter Paradise from any gate she wishes.
Masnad Ahmed - 7109-Sahih

Monday, April 20, 2020

✦ Jis din har shakhs un (aamal) ko jo usne aage bheje honge dekh lega aur Kafir kahega ki kash mein Mitti hota





Bismillahirahmanirraheem

✦ يَوْمَ يَنظُرُ الْمَرْءُ مَا قَدَّمَتْ يَدَاهُ وَيَقُولُ الْكَافِرُ يَا لَيْتَنِي كُنتُ تُرَابًا
-----
✦ Jis din har shakhs un (aamal) ko jo usne aage bheje honge dekh lega aur Kafir kahega ki kash mein Mitti hota
---
*✦  اس دن ہر شخص ان (اعمال) کو جو اس نے آگے بھیجے ہوں گے دیکھ لے گا اور کافر کہے گا کہ اے کاش میں مٹی ہوتا * 
---
✦ उस दिन हर शख्स उन (आमाल ) को जो उसने आगे भेजे होंगे देख लेगा और काफिर कहेगा की काश मै मिट्टी होता
---
✦ When a man will observe what his hands have put forth and the disbeliever will say, "Oh, I wish that I were dust
---
Al Quran - Surah An-Naba - 78:40

Us (Allah) ne Reham karna apne upar lazim farma liya hai





Bismillahirahmanirrahim

كَتَبَ عَلَىٰ نَفْسِهِ الرَّحْمَةَ
---
Us (Allah) ne Reham karna apne upar lazim farma liya hai
-----
اللہ نے رحم  کرنا  اپنے اوپر لازم فرما لیا ہے
----
He has prescribed Mercy for Himself.
----
Al-Quran Surah Al-Anaam (6) : 12

✦ Mere RABB mujhe aur ziyada ilm ata farma





Bismilahirrahmanirrahim 

رَّبِّ زِدْنِي عِلْمًا
------------
✦ Rabbi Zidni Ilman
--------
✦ Mere RABB mujhe aur ziyada ilm ata farma
----------
میرے رب مجھے اور زیادہ علم عطا فرما
-------
मेरे रब्ब मुझे और ज़ियादा इल्म अता फरमा
------ 
✦ My Lord ! Increase me in knowledge

Al-Quran Surah Taha (20)#114