Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, January 17, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 272

 Only-Quran-Hadith Quiz 272 



Dono quiz ka jawab saath mein istarah dijiyega....AB ya CD etc
Sawal 1 : Ashab Al-Hijr kaun they ?

A. Qaum e Aad

B. Qaum e samud

C. Qaum e Loot

D. Qaum e Nooh

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Unko Allah subhanahu ne kaise halaq kiya ?

A. Sakht aawaz ke jariye halaq kiya 

B. Tez aandhi se halaq kiya

C. Tufan ke jariye halaq kiya 

D. Unko gharo ke saath aasmano mein le jakar phenka gaya 

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
------------------------
Reply both quiz together like this ...AB ..CD etc.
Quiz 1 : Who was Ashab Al Hijr ?

A. Qaum e Aad

B. Qaum e Samud

C. Qaum e Loot

D. Qaum e Nooh

E. None of the above

F. I want to know

Quiz 2 : How Allah destroyed to Ashab Al Hijr ?
A. Destroyed by a awful cry

B. Destroyed by a furious violent wind

C. Destroyed by the huge flood 

D. Angels took them towards sky and through them down

E. None of the above

F. I want to know


Sahi jawab BA
------
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
-------
وَلَقَدْ كَذَّبَ أَصْحَابُ الْحِجْرِ الْمُرْسَلِينَ 
وَآتَيْنَاهُمْ آيَاتِنَا فَكَانُوا عَنْهَا مُعْرِضِينَ 
وَكَانُوا يَنْحِتُونَ مِنَ الْجِبَالِ بُيُوتًا آمِنِينَ 
فَأَخَذَتْهُمُ الصَّيْحَةُ مُصْبِحِينَ
فَمَا أَغْنَىٰ عَنْهُم مَّا كَانُوا يَكْسِبُونَ
-------
Al Quran : Aur Wadi e Hijr mein rahne walo ne Paigambaro ko jhuthla diya,
Humne inko apni nishaniyah di aur wo unse munh pherte rahe ,
Aur wo pahado ko tarash kar ghar banate they ki aman mein rahenge
To ek sakht aawaz ne unko aa pakda,
Aur unke duniyawi hunar unke kuch bhi kaam na aaye
Surah Al-Hijr (15), Aayat 80-84

Aur Samud ke saath (kya kiya) jo wadi mein paththar tarashte they (aur ghar banate they)
Surah Al Fajr (89) Verse 9

Al Quran : Samud ko sakht haibatnak aawaz se halaq kar diya gaya
Surah Haqqa (69) Verse 5
************************************
Answer is BA
------
أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيْمِ
-------
وَلَقَدْ كَذَّبَ أَصْحَابُ الْحِجْرِ الْمُرْسَلِينَ 
وَآتَيْنَاهُمْ آيَاتِنَا فَكَانُوا عَنْهَا مُعْرِضِينَ 
وَكَانُوا يَنْحِتُونَ مِنَ الْجِبَالِ بُيُوتًا آمِنِينَ 
فَأَخَذَتْهُمُ الصَّيْحَةُ مُصْبِحِينَ
فَمَا أَغْنَىٰ عَنْهُم مَّا كَانُوا يَكْسِبُونَ
-------

Al Quran : And verily, the dwellers of Al-Hijr (the rocky tract) denied the Messengers.
 
And We gave them Our Signs, but they were averse to them.
 
And they used to hew out dwellings from the mountains (feeling themselves) secure.
 
But awful cry overtook them in the early morning (of the fourth day of their promised punishment days).
And all that they used to earn availed them not.
Surah Al-Hijr, 15, Aayat 80-84

Al Quran :And (with) Thamud (people), who hewed out rocks in the valley (to make dwellings)?
 
Surah Al Fajr (89) Verse 9

Al Quran : As for Thamud, they were destroyed by the awful cry!
 
Surah Haqqa (69) Verse 5



No comments:

Post a Comment