Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 28, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-319 ❗

Only-Quran-Hadith Quiz-319

Sawal: Mairaj ki raat Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki mulaqat Harun Alaihi salam se kaunse aaasman par huyee ?

A. 1st
B. 3rd
C. 5th
D. 6th
E. Unse mulaqat hi nahi huyee thi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
----------------
Quiz :  On the night of mairaj (Journey ), Prophet Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam met to Harun alihi salam on which heaven ?(Sky)?

A. 1st
B. 3rd
C. 5th
D. 6th
E. Didn't meet with Harun alaihi salam
F. I want to know

Sahi jawab C. 5th
---------------
Abbas bin Malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Malik bin Sasaa Radi Allahu Anhu ne kaha ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne unse mairaj ka waqya bayan karte huye farmaya ................ Phir mujhe le kar paanchwe (5th) aasmaan per aaye aur darwaza khulwaya to Poucha gaya kaun sahab hai ? Unhone bataya ki Jibril Alaihi salam, Pucha gaya aur aapke saath kaun hai? Aapne farmaya ki Hazrat Muhammed Sallallahu Alaihi wasallam, Pucha gaya , kya unhe bulane ki liye aapko bheja gaya tha? Unhone jawaab diya  haan .. is par aawaaz aayee unhein khush aamadid ! Kya hi mubaarak aane wale hain wo,  yahan jab mai haroon Alaihi salam  ke Qareeb pahuncha to jibraeel Alaihi salam  ne farmaya ye Haroon Alaihi Salam hai inhein salam kijiye  Maine unhein salaam kiya  unhone  jawaab k baad farmaya  khush aamadid neik nabi aur nek bhai
Sahih Bukhari, Jild 5, 3887
-----------------
Complete Hadith
http://sunnah.com/bukhari/63/113
-----------------
Narrated `Abbas bin Malik: Malik bin Sasaa said that Allah's Messenger () described to them his Night Journey saying,................................
Then Jibril Alaihi Salam ascended with me to the fifth heaven and asked for its gate to be opened. It was asked, 'Who is it?' Jibril Alaihi Salam replied, 'Jibril Alaihi Salam.' It was asked. 'Who is accompanying you?' Jibril Alaihi Salam replied, ‘Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam.’ It was asked, 'Has he been called?' Jibril Alaihi Salam replied in the affirmative. Then it was said He is welcomed, what an excellent visit his is! So when I went over the fifth heaven, there I saw Harun Alaihi salam, Jibril Alaihi Salam said, (to me). This is Harun alaihi salam, pay him your greetings.' I greeted him and he returned the greeting to me and said, 'You are welcomed, O pious brother and pious Prophet.'
Sahih Bukhari, Book 58, Hadith 227 (Part)

No comments:

Post a Comment