Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, January 16, 2018

Only-Quran-Hadith Quiz 268

 Only-Quran-Hadith Quiz 268


Note : Agar jawab ek se zyada ho to AB,CD, DE is tarah dijiyega
Sawal : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ki kunniyat kya hai?

A. Muzammil

B. Rahamtal Lil Aalameen

C. Bin Abdul Mutallib

D. Ahmed 

E. Inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezaer hai
------
Note : If answer seems more than one than reply like this ..AB...Cd..EF
Quiz : What is the Kunniya of Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam ?

A. Muzammil

B. Rahamtal Lil Aalameen

C. Bin Abdul Mutallib

D. Ahmed 

E. None of the above

F. I want to know




Sahih Jawab E 
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam kikunniyat Abu Qasim hai
عَنْ أَنَسٍ ـ رضى الله عنه ـ قَالَ كَانَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم فِي السُّوقِ فَقَالَ رَجُلٌ يَا أَبَا الْقَاسِمِ. فَالْتَفَتَ النَّبِيُّ صلى الله عليه وسلم فَقَالَ سَمُّوا بِاسْمِي، وَلاَ تَكْتَنُوا بِكُنْيَتِي 
--------------
Anas Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam bazar mein they ki ek sahab ki aawaz aayee Ya Abu Qasim , Aap Sal-Allahu alaihi wasallam unki taraf mutwajja huye (malum hua ki unhone kisi aur ko pukara tha) is par Aap Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya mere naam par naam rakho magar meri kunniyat mat rakho
Sahih Bukhari, 3537
--------------
Narrated Anas radi Allahu anhuWhile the Prophet (
) was in the market, a man called (somebody), "O Abu Qasim!' The Prophet (
) turned to him and said "Name yourselves after me but do not call yourselves by my Kuniya."
Sahih Bukhari, Book 56, 737

No comments:

Post a Comment