❗
Only-Quran-Hadith Quiz-323❗
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jiski rooh uske jism se
aisee halat mein juda ho ki wo teen (3) baato se bari ho to wo Jannat mein
dakhil hoga wo teen baatein kaunsi hain jawab is tarah dijiyega ACD / BCA
A. Maal e ganimat se khayanat
B. Riyakari
C. Takabbur
D. Zina
E. Sood
F. Qarz
G. Sahi jawab ka intezar hai
-----------
Quiz : The Messenger of Allah (ﷺ) said Anyone who die and if is free of three things, will enter
Paradise ..
whats is those three things among below..please reply like this ACD / CDE
A. Stealing from the spoils of war
B. Showing off (riya)
C. Arrogance
D. Adultery (zina)
E. Usuary (riba)
F. Debt
G. I want to know
Sahi jawab ACF
------------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke aazad karda gulam Soban Radi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne
farmaya jiski rooh uske jism se aisee halat mein juda ho ki wo teen (3) baato
se bari ho to wo Jannat mein dakhil hoga
1. Takabbur se,
2. Maal e ganeemat mein khayanat se
3. Qarz se
Sunan Ibn Majah, Jild 2, 569-Sahih
------------
It was narrated from Thawban, the freed slave of the Messenger of Allah Sal-Allahu
Alaihi wasallam that the Messenger of
Allah (ﷺ) said
Anyone whose soul leaves his body and he is free of three things, will enter
Paradise:
1. Arrogance,
2. Stealing from the spoils of war
3. Debt
Sunan Ibn majah, Book 15, 2412-Sahih
No comments:
Post a Comment