Only-Quran-Hadith Quiz 245
Sawal: Inmein se wo kaun hai jiske liye ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte hain?
A.Jo Hajj ke dauran talbiya padhta
B.Jo Allah ki raah mein ladta hai
C.Jo logo ko bhalayee ki baatein sikhata hai
D.Jo deeni ilm sikhne ke liye ghar se nikalta ha
E.Inmein se koi nahi
F.Sahih Jawab ka intezar hai
------------------
Quiz : Who is he for whom Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in his hole, even the fish - say Salat (or dua)?
A. The one wo recite talbuiya during Hajj
B. The one who fight in the way of Allah
C. The one who teaches the people to do good
D. The one who go out to learn knowledge of deen
E. None of the above
F. I want to know
A. Sahih Jawab C Jo logo ko bhalayee ki baatein sikhata hai
--------------------------------------
✦ Hadith: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya yakeenan ALLAH subhanahu aur uske farishte aur tamam ahl-e-zameen aur aasman aur yahan tak ki cheenti apni surakh mein aur machliyan bhi us shakhs ke liye khair ki dua karte aur rahmat bhejte hain hain jo logo ko bhlayee ki baatein sikhata hai
Jamia Tirmidhi , Vol 2, 581-Hasan
----------------
✦ The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Indeed Allah, His Angels, the inhabitants of the heavens and the earths - even the ant in his hole, even the fish - say Salat upon the one who teaches the people to do good.
Jamia Tirmidhi, Book 39, 2685-Hasan
No comments:
Post a Comment