Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-302❗


 Only-Quran-Hadith Quiz-302

 Do sawal hain
Sawal 1 : Quran ke hisab se Jalut kaun tha ?

A. Baadshah
B. Jinn
C. Farishta
D. Shaitan
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Jalut ko kisne Qatl kiya tha ?

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Talut
C. Haroot
D. Musa Alaihi salam
E. Inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai


----------------

There are two Quiz
Quiz 1 : Accordin Quran Who was Jalut ?

A. King
B. Jinn
C. Angel
D. Devil
E. None of the above
F. waiting for reply


Quiz 2 : Who killed jalut ?

A. Ibrahim Alaihi salam
B. Talut
C. Haroot
D. Musa Alaihi salam
E. None of the above
F. waiting for reply



Sahi jawab AE
jalut ek baadsha tha aur usko Dawud alaihi salam ne qatl kiya tha jiske Qatl ke baad uski saltanat dawud alaihi salam ko di gayee
---------
Bismillahirrahmannirrahim

فَهَزَمُوهُم بِإِذْنِ اللَّهِ وَقَتَلَ دَاوُودُ جَالُوتَ وَآتَاهُ اللَّهُ الْمُلْكَ وَالْحِكْمَةَ وَعَلَّمَهُ مِمَّا يَشَاءُ ۗ وَلَوْلَا دَفْعُ اللَّهِ النَّاسَ بَعْضَهُم بِبَعْضٍ لَّفَسَدَتِ الْأَرْضُ وَلَـٰكِنَّ اللَّهَ ذُو فَضْلٍ عَلَى الْعَالَمِينَ

Al Quran : Phir Allah subhanahu ke hukm se momeeno ne jalut ke lashkaro ko shikast di aur Dawud alaihi salam ne jalut ko qatl kar diya aur Allah ne sultanat aur hukumat dawud alaihi salam ko de di , aur jo chaha unhe sikhaya aur agar Allah logo ko ek dusre se dafa na karta (yani hamla karne se nahi rokta)  to zameen mein fasad phail jata , lekin Allah jahan walo par bada meharban hai
Al Quran : Al-Baqara, (2) , 251
-------------
So they routed them by Allah's Leave and Dawud (David) killed Jalut (Goliath), and Allah gave him [Dawud (David)] the kingdom [after the death of talut (Saul) and Samuel] and Al-Hikmah (Prophethood), and taught him of that which He willed. And if Allah did not check one set of people by means of another, the earth would indeed be full of mischief. But Allah is full of bounty to the 'Alamin (mankind, jinn and all that exists).

Al Quran : Al-Baqara, (2) , 251

No comments:

Post a Comment