Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 26, 2018

❗ Only-Quran-Hadith Quiz-310 ❗


Only-Quran-Hadith Quiz-310
Sawal: Mairaj ki raat
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ki mulaqat Harun Alaihi salam se kaunse aaasman par huyee ?

A. 1st
B. 3rd
C. 5th
D. 6th
E. Unse mulaqat hi nahi huyee
thi
F. Sahi Jawab ka intezar hai
----------------
Quiz :  On the night of mairaj (Journey ), Prophet Muhammad Sallallahu Alaihi wasallam met to Harun alihi salam on which heaven (Sky) ?
A. 1st
B. 3rd
C. 5th
D. 6th
E. Didnt meet with Harun alaihi
salam
F. I want to know
Sahi jawab C. 5th
---------------
Abbas bin Malik Radi Allahu
Anhu se rivayat hai ki Malik bin Sasaa Radi Allahu Anhu ne kaha ki Rasool-Allah
Sallallahu Alaihi wasallam ne unse mairaj ka waqya bayan karte huye farmaya
................ Phir mujhe le kar paanchwe (5th) aasmaan per aaye aur darwaza
khulwaya to Poucha gaya kaun sahab hai ? Unhone bataya ki Jibril Alaihi salam,
Pucha gaya aur aapke saath kaun hai? Aapne farmaya ki Hazrat Muhammed
Sallallahu Alaihi wasallam, Pucha gaya , kya unhe bulane ki liye aapko bheja
gaya tha? Unhone jawaab diya  haan .. is
par aawaaz aayee unhein khush aamadid ! Kya hi mubaarak aane wale hain wo,  yahan jab mai haroon Alaihi salam  ke Qareeb pahuncha to jibraeel Alaihi
salam  ne farmaya ye Haroon Alaihi Salam
hai inhein salam kijiye  Maine unhein
salaam kiya  unhone  jawaab k baad farmaya  khush aamadid neik nabi aur nek bhai
Sahih Bukhari, Jild 5, 3887
-----------------
Complete Hadith
http://sunnah.com/bukhari/63/113
-----------------
Narrated `Abbas bin Malik:
Malik bin Sasaa said that Allah's Messenger (
) described to them his Night Journey
saying,................................
Then
Jibril Alaihi Salam ascended with me to the fifth heaven and asked for its gate
to be opened. It was asked, 'Who is it?' Jibril Alaihi Salam replied, 'Jibril
Alaihi Salam.' It was asked. 'Who is accompanying you?' Jibril Alaihi Salam
replied, ‘Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam.’ It was asked, 'Has he been
called?' Jibril Alaihi Salam replied in the affirmative. Then it was said He is
welcomed, what an excellent visit his is! So when I went over the fifth heaven,
there I saw Harun Alaihi salam, Jibril Alaihi Salam said, (to me). This is
Harun alaihi salam, pay him your greetings.' I greeted him and he returned the
greeting to me and said, 'You are welcomed, O pious brother and pious Prophet.'

Sahih Bukhari, Book 58, Hadith
227 (Part)

No comments:

Post a Comment